Sab ye Samjhtay Hain
Laga Rakhi Hai Khushboo
Main NE..
" Teri"
Yadon say Mehekta Hon Koi
Kiya Janay....!!!!
(Jano)
Qismat main meri Chain say jeena likh de.
Doobay na kabhi meraa safeena likh de..
Jannat bhi gawara hai magar Meray liye..
Aye Kaatib-e-Taqdeer Madina Likh de.