Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Sign in to follow this  
shahabi

Poetry Competition (January 2011)

Recommended Posts

Asalam o alikum friends,

kaise hains sab? yaqeenan sab theek honge ALHAMDULILAH. Zaini to ghair hazir hain un ki ghair hazri ki waja se main aj competition start kar raha ho "poetry competition January 2011".

Aur subject ha " Barsaat "

app ne barsaat par aik poetry share karni ha.

Rules:

1-Is competition ki last date ha 05/02/2011.

2- Koi apni post ko edit nahi kar sakta.

3- Phele app check kar lain kay app ki pasand ki poetry kisi ne phele post to nahi ki.

4- Agar app ne image poetry post ki aur us main kisi dosre forum ka link mojod hua to app ki post consider nahi ho gi.

Thanks

Share this post


Link to post
Share on other sites

24exnr6.jpg

ہجرکا تارا ڈُوب چلا ہے ڈھلنے لگی ہے رات وصی

قطرہ قطرہ برس رہی ہے آنکھوں کی برسات وصی

24exnr6.jpg

تیرے بعد مجھ کو یہ دُنیا والے پاگل کر دیں گے

خُوشبو کے دیس میں مجھ کو لے چل اپنے ساتھ وصی

24exnr6.jpg

یوں ہی چپ کی مہر لگا کر کب تک گم سم بیٹھو گے

خاموشی سے دم گُھٹتا ہے چھیٹرو کوئی بات وصی

24exnr6.jpg

آج تو اُس کا چہرہ بھی کُچھ بدلا بدلا سا لگتا ہے

موسم بدلا ،دنیا بدلی، بدل گئے حالات وصی

24exnr6.jpg

میرے گھر یہ خُوشبو کا رقص اُسی کے دم سے ہے

اُس کے ساتھ ہی چلی جائی گئی پھولوں کی برسات وصی

24exnr6.jpg

چھوڑ وصی اب ان کی یادیں تجھ کو پاگل کر دیں گی

تو قطرہ ہے، وہ دریا ہے، تیری کیا اوقات وصی

24exnr6.jpg

Share this post


Link to post
Share on other sites

300tz04.jpg

14iec5f.gif

اک رات ہوئی برسات بہت

میں تڑپا ساری رات بہت

ہر غم تھا زمانے کا لیکن

میں تنہا تھا اس رات بہت

پھر آنکھ سے اک ساون برسا

جب سحر ہوئی تو کیا دیکھا

وہ بادل کتنا تنہا تھا

جو برسا ساری رات بہت۔۔۔

14iec5f.gif

Share this post


Link to post
Share on other sites

baadal orh k guzroon ga main teray aangan se

qaus o qazah k sab rangonmain tujh ko bheega dekhoon ga

raat gaye jab chaand sitaray lukan meeti khelein gay

aadhi raat ka sapna ban kar main bhi tum ko chuu loon ga

be-mausam baarish ki soorat der talak aur door talak

teray diyar-e-husn pe main bhi kin min kin min barsoon ga

sharam se dohra ho jaye ga kaan para wo bunda bhi

baad-e saba k lehjay main ek baat main aisee poochoon ga

safha safha ek kitaab husn si khultee jaye gi

aur usi ko lau main phir main tum ko azbar kar loon ga!

waqt k ek kankar nay jis ko akson main taqseem kia

aab-e-rawan main kaisay amjad ab wo chehra joroon [/size]

Share this post


Link to post
Share on other sites

Tum Aaye Zindagi Mein Pehli Barsaat Ki Tarah,

Aur Chal Diye Bin Kuch Kahe, Khuli Raat Ki Tarah,

Baatein Rahi Adhoori Bichhadna Padaa Humein

Tha Yeh Bhi Ittefaaq Mulakaat Ki Tarah,

Shehnaayi Ke Soron Mein Tha Maatam Ka Shor Kyon

Sapne To Aaye Neend Mein Baraat Ki Tarah,

Hum Bhi To Muntazir Hai Ke Kuchh Zindagi Milay

Aao Hamaare Dil Mein To Jazbaat Ki Tarah,

Yeh To Yaad Karo Ke Wada Kiya Tha Tumne Rahenge Saath-Saath

Ab Kyon Tanha Kar Gaye Mujhe, Mere Haalat Ki Tarah

Share this post


Link to post
Share on other sites

jt1avk.gif

بارش اب بھی ہوتی ہے

بارش اب بھی ہوتی ہے، میری یادیں بھگوتی ہے

وہ لمحہ یاد ہے اب بھی ، بھلاؤں گا بھلا کیسے

میرے ہاتھوں کو اپنے ہاتھ میں لے کر

میری آنکھوں کو بوسہ دے کر

کہا تھا تم نے اک پل کو

یہ چاہت کے سبھی پیغام

یہ برساتیں تمہارے نام

وہ اِک تھا میرا اپنا، محبت سے بھرا سپنا

ہاں بارش اب بھی ہوتی ہے

میرے بنجر ہاتھوں کو دیکھ کر

میرے ساتھ روتی ہے

میری آنکھیں بھگوتی ہے

jt1avk.gif

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kisi din tez barish main 

Agar tum bheeg jao to 

Agar barish k ye qatray 

Tumhari zulf ko chu kar 

Tumharay gaalon ko chumen 

Agar barish k pani say 

Agar thandi hawaon say 

Kisi purzor jhonkay say 

Meri jan jhoom jao to 

Mujhy tum yaad kar lena 

Agar khwahish ho aisay main 

Koi sathi ho bahon main 

Jo chheray zulf ko teri 

Teray rukhsar ko choomay 

Tu jhoomay us ki bahon main 

Teri bahon main wo jhoomay 

Mujhy tum yaad kar lena

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
Sign in to follow this  

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.