Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar

SLLeepyism

Members
  • Content count

    1,046
  • Joined

  • Last visited

Everything posted by SLLeepyism

  1. SLLeepyism

    Intykhab

    khushi ka lamha raat tha,so hath sa phisal gaya wo chaudwe ka chand bhi andhari shub ma dhul gaya ha waassaf os ka pass ya badul gaya sakay har aik shay so mujh ko bhi badul gaya aur aap bhi badal gaya machal raha tha dil buhut,so dil ki baat maan li samajh raha hay nasamajh k is ka dao chul gaya ya daur bhi ajeeb si hay fasila aajeeb tar ha fatih hayaat wo,jo gir ka phir sambhal gaya samajh liya aaham nahi,ma is ka wasitay magar nazar phir os samil gai,ya dil k phir bahal gaya ghooror ki saza kahay k aatish sada sa gulo ka rukh pa wakt q khiza ka rung mil gaya ajeeb mara aaks tha otar ka os ki aankh ma sanwara mujh ko is tarah ka aaina hi jul gaya
  2. SLLeepyism

    Ek Shair

    os na taptay hua sahra ko bhi ghar jana tha zindagi jis na baratnay ka hunar jana tha tajrubay husan hakikut ka patta datay hay ma na soach k pathar ko gohar jana tha zakham khay thay to ya raaz khula mujh par aik gitty hui deewar ko war jana tha haarf sacha tha mitay na mita ma warna maray hum dard na ya marika saar injaam tha fasilay aur barha batha wo rahro,jis na chund kadmo ki musaffat ko safar jana tha ma afridi q na jala fikar ko data k mujhay roshni ban ka har aik dil ma otar jana tha
  3. SLLeepyism

    Bait-bazzi

    is na mantaq ki kitabo kay warq khol diya ba rukhi ki jo hum nay shikayat ki hay
  4. SLLeepyism

    Humari Kahaani

    story ma twist lanay k liya SLLeepy hazir hay ab hamna na to shamil ko apni pic send kar di magar wo ya pic dakh hi na paya. q kin in dono k ilawah aik aur bhi tha shamil ka dost afridi jis ko in dono ki dosti aik aankh na bati thi so os na shamil ka pc ka mouse chori kar dia:ph34r: ab shamil bichara ya soach raha tha ka naya mouse kaha sa khareeda jay q k os ka pass paisay nahi tha so paisay kamany k chakkar ma wo ghar sa nikla aur lahore pohunch gaya magar os bicharay ko kisi jaga nokry nahi mily aur aakhir kaar wo lahore k baray ma ya kah otha "doore sa dakha anday obul rahay thay pass ja k dakha gunjay ochul rahay tha"
  5. SLLeepyism

    Lets Play Antakshari

    ma tara chand tu mari chandni nahi dil ka Lagana koi dil lagi dil ki lagi:sing: ............i
  6. SLLeepyism

    Shair o shairi

    rakhti nahi apna koi sani to mujhay kia .. woh sheher ki tasweer purani to mujhay kia .. ghar walay maray tashna mary rooh bhi pyasi.. thanda ha buhut nahar ka pani to mujhay kia .. woh khwab ka sahra ma bhatakta ha abhi tak.. jab os na mari baat na mani to mujhay kia .. sahil pa hawa likh ka mita daty ha har name.. khushrang parindo ki kahani to mujhay kia.. pirahin shaba mara muattar nahi kartti.. khushbo ha agar raat ki rani to mujhay kia.. is rah ma bhi hosh ka qayal ho aa baghi.. dunia ha muhabbat ma diwani to mujhay kia..
  7. SLLeepyism

    Humari Kahaani

    :P ok agar tum sab bazid ho to aasy hi sahi rocket par bath kar saar karangay ya suntay hi mohsin ka mouth maray khushi ka khul otha aur buhut ziadah khushi ki waja sa ossay band karna bhool gaya aur is ki saza bhi osay mily barabar mily.actually bunto manchester sa jadoo seekh kar aai thi so os na jharoo par phoonk mary aur mohsin sa kaha"aaja ne baja jharoo pa aaja ne baja jharoo pa" aur dono os par bath kar paryo ka dash challay gay abhi wo thori hi door gay tha ka samnay.........
  8. SLLeepyism

    Bait-bazzi

    yahi ba rukhi mar dalay gi afrid kay mahfil may hum ko woh kam dakhtay ha
  9. SLLeepyism

    Bait-bazzi

    ba rukhi ba sabab nahi ghalib. kuch to hay jis ki parda dari hay =y
  10. SLLeepyism

    Bait-bazzi

    apni tanhai kay purkaff jazeero may afridi ab naya sunta ho aik saz sara sham ajab
  11. SLLeepyism

    Bait-bazzi

    a sa kisi ko shair nahi aata ? aa kar hamari kabar par tum na muskura dia ... bijli chamak ka gir pari sara kafan jala dia =a
  12. SLLeepyism

    Humari Kahaani

    ok jassay tum sab ki marzi ab aagay sunay kay jub wo chota sa tha to wo aur os ki manchester wali cousin"bunto" dono buhut paatto tha.ya dono aksar apnay class fellow ka lunch chori kar k kha jatay tha aur in dono ko kafi martaba is ki saza bhi mil chuki thi.is ka ilawah dono shararati bhi buhut tha bunto ka papa shahar ma hajaam tha.aik baar wo bunto ka liya shahar sa rocket khareed laya bunto aur mohsin na rocket chala dia aur sharfoo ganjay ki shop jul gai bunto ka papa aaj tuk loago ka sar mundwa mundwa kar sharfoo ganjay ki dukaan ka pasay bhar raha ha.aur yahi khayal mohsin ka dimagh ma aaya k rocket to ma na aur bunto na aik saath choora tha magar pasay to bunto ka papa pay kar rahay hay kia bunto mujh sa badla laanay ka to nahi soach rahi wo ya soach hi raha tha k acchanak zameen phut gai aasman gir para aur mohsin ki aankho ka samnay andhara cha gaya.........
  13. SLLeepyism

    Finally The Great 1 Is Come Back

    thx brother
  14. SLLeepyism

    Salam I M New In This Community

    i am new too only here not in my home
  15. SLLeepyism

    Shair o shairi

    is tarah os say guftugu karta... aaina ios ka roobaroo karta.. mujhko apni bhi aarzoo na rahi... aur kia tarkay aarzoo karta.. har kadampar ulajh kar kay kantoo say... apnay daman ko kia rafoo karta halay dil osko sunata afridi.... woh agar mujh say guftugu karta
  16. SLLeepyism

    Ek Shair

    sorry is ka tittle mujhay nahi aata " RONA bhi jo chahein to wo roney nahii data wo shakhs to palkein bhi bhigoney nahi data " wo roaz rulata hey humey khawab mey aker. sona bhi jo chahein to wo soney nahi data " yeh kis k isharey pey umedd aeiyn hein yeh kon hey jo barish kabhi honey nahi data " ata hey merey khialo mey kon yeh akserr? jo mughey kisi or ka honey nahi deyta. " is darr say kahin torr ker ansoo na bahaein. bacho ko mitti k khiloney nahi deyta. " ik shakhs hey aisa merii bastii mey abhi takk. jo bogh akailay mughey dhoney nahi deyta. " mey hoo k bahata hoo terii yaad mey ansooo. tu hey k mughay ashk pironey nahi deyta. " woh chehra ajabb hey jisay paker mey abhi tak. khona bhi jo chahoo to wo khoney nahi deyta. " thamey huway lehro ki niazi bagg koi to. sahill ko samander mey dibonay nahi deyta!
  17. SLLeepyism

    Bait-bazzi

    na janay kitnay zamano say intizar may hoo..kay mari janib uthay woh chashmay num dobara
  18. SLLeepyism

    Humari Kahaani

    nahi tum na kahani ko ghallat rang da dia kahani ka the end to ma karoonga ab aagay suno "khair story ma twist to ab aay ga abhi mohsin aur bunto"manchester wali cousin" thori hi door gay tha ka acchanak mohsin ko yaad aaya ka os ki cousin bunto ki age to sirf 3 years hay oh my god ab kia hoga ka acchanak bunto na mohsin ki taraf dakha wo to churaal thi aur mohsin sa kahnay lagi ma tumhay kha jaongi aur nazdeek thi ka mohsin ko kha jaati ka aik aawaz aai mohsin aray o mohsin aawaz kuch jani pahchani thi wo soachnay laga ka aawaz kis ki hay k acchanak os ka ooper buhut sara pani gira aur aik dum sa mohsin ki aankh khul gai dakha to apnay bed par tha aur samnay ammi hath ma pani ki balti liya khari thi aur kah rahi thi"kaam da na kaaj da toap anaj da" magar aik sawaal mohsin ka dimagh ma abhi tak ha ka hamaisha female hi churalay q hoti hay?
  19. SLLeepyism

    Home Page Competition

    hay i am new here too just see this my home page www.shabni.20m.com
  20. SLLeepyism

    Humari Kahaani

    Magar kahani khattam nahi hui q k mohsin abhi thori door hi gaya tha ka car ka tyre pucnture hogaya aur mohsin bicharay ka pass doosra tyre bhi nahi tha ab apnay pichlay gunaho ki maffia mangnay laga k acchanak samnay sa cycle par os na aik larki ko aatay dakha jub larki nazdeek aai to wo hairaan rah gaya aray ya to os ki cousin thi jo ka kuch roaz pahlay manchester sa aai thi ab mohsin na khuda ka shukar ada kia aur apny cousin ka saath cycle par bath kar gungunatay hua ghar chala gaya ..
  21. SLLeepyism

    Congratulations 2 Our New Moderators

    So shaame for me that i even not knows that for why that mubarkibaad is but phir bhi mubarik ho Fati and for one and only shabo from "The one and only one and the great one and you now that 1
×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.