Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar

saamia

Members
  • Content count

    1,077
  • Joined

  • Last visited

Everything posted by saamia

  1. saamia

    Suraj Hua Madham

    ha ha ha ha ha :laugh: bhagoooooo
  2. saamia

    Make Up Tips!

    hmm nice ab mai bhee aaisa hi karoo gi or boht jald karoo gi
  3. saamia

    Bangles

    hmmm boht acchi hai . ager mairay pass WEBCAM hota to mai apni BANGLES ki pic aap ko dhikhatii
  4. saamia

    Thankx...

    hai na issi liyay too kah rahee hoo bhai
  5. saamia

    Saamia's Kitchen (recipes,household Tips)

    waisay aik baat hai aik DUA zaroor mang laina aap sab k YAA ALLAH hamaray maiday par rehm farmaa
  6. saamia

    Imagination

    haan jee aap too aaisa hi kartay hai na . mujhay aaisa karnay ki koi zaroorat nahee paish aati
  7. saamia

    Urdu Naser

    waisay aik book aap loggo ko zarro parhni chahy . ALEEM UL HAQ HAQI ki KALLA GHULAB (black rose) very nice
  8. saamia

    New Jokes........

    :laugh: laugh:
  9. saamia

    Funny Poetry!

    dil too karta hai k tairay ghar aayoo tairay ghar aayoo tairay ghar aayoo tairay ghar aayoo tairay ghar aayoo orr aa k bell bajja k bhag jayoo
  10. saamia

    Imagination

    loo gi samnay aanay ki kia zaroorat hai . wo to hota hi har waqt samany hai jab dil kia aankhain band kii or daikh lia
  11. saamia

    Beauty Of A Woman

    hmm jadoo kyon samjh nahee aayi or post acchi kyon nahee hai qassim bhai ki post or acchi na hoo yeh hoo hi nahee sakhta.
  12. saamia

    Attendence Time

    hmmm aaj too principle Sb bhee aayay hoay hai round par . chaloo bachoo aaj picnic par chaltay hai n
  13. saamia

    Wish For The Person Above U

    i wish k chat room again open hoo jayay or wahan koi bhee burra user enter na hoo sakay or ager hoo bhee jayay too BAN hoo jayy . plz Asim & Waqas bhai mairi iss wish koo poora kar dain
  14. saamia

    Thankx...

    hmmmm ab mazza aayay ga , wisay foroum better hotay jaa rahay hain , waisay jadoo qassim bhai too tumhari baat maan lai gay laiken Asim bhai ko kaisay rokko gi tum yahan aanay sai . haan gi too sab sai pahlay beauty tip. aaj kal garmiyaan hai too girls aap aaisa karain k multani mitti mai thora sa lemon or thora sa milk daal k uss kaa MASK lagain boht accha rahay ga hamari nazuk SKIN k liyay .
  15. saamia

    Happy Birthday.........

    happy birth day 2 u dear cute sweeti
  16. saamia

    Recipe For Friendship

    hmmmm thats relay delisious mai itna lazeez khana kabhee nahee banna sakee jitni acchi receipe aap nai batai hai . try zaroor karoo gi
  17. saamia

    Pakistani Ki Pehchan

    :laugh:
  18. saamia

    Attendence Time

    W/salam jiito kon kon hai aaj room mai
  19. saamia

    Chaaaaa

    jee haan mai bhee thee wahan jab qassim bhai k saath aaisa hoa
  20. saamia

    Saamia's Kitchen (recipes,household Tips)

    pehlay tu batain k omoman larkiyan khoud ko mod show karnay k liye kehti hein k hamain tu cooking bilkul nahi aati jab k aap nay khoud ba khoud kaha k aap es kaam may mahir hein aur kuch log recipe share kartay hoey bhi esa show kartey hein jasay koi qeemti khazana ho jab k aap nay khoud offer ki hay sab ko ( ab dekhna ye hay k ye sach hay ya sirf dawa ) loo gi maan gayay , siyanay bilkul theek kahtay hain , bakray ki maa kab tak khair manay gi aakhir ik din too churi talay aayay gi . orr daikh lain mai aa hi gayi or churi k neechay too nahee laiken kitchen mai hi sahee , or woo kahtay hai na k punjabi mai , jaira boolay oohi booaa kholay ,mean k joo boolay wohi darwaza bhee kholay . *aap nay sab say pehli dish konsi banaey thi aur ghar wallon k tasraat kiya thay sab sai pahlay too egg boil kia tha or woo ghar walay kia mai khud bhee khanay koo raazi na thee , laiken phir Allah ka shukar hai k ab mai expert hoo gayi hoo . ab too sab tareef kartay hain . waisay inn sab mai Wo bhee shamil hai . *Kitchen may khasa alert rehna parta hay k kabhi kabhi gaib demagi zarday ko pulao aur polao ko zarda banna deti hay aap say kabhi esa hoa hay?ager haan tu aap nay kiya kiya hmmmm aaisa too kabhee nahee hoa mai pilaoo ka pilaoo hi banati hoo ,app ki arah nahee k ussay zarda banna doo . *kabhi salan may namak ya mirchi teez ho jaey tu aap kiya karti hein boht sai tareekay hai iss k ager namak ziyada hoo jayay too AATAY ka aik choota sai dhaila banna kar salan mai rakh dai namak theek hoo jayay ga . *khayali pulao aur sach much k pulao may kiya farq hay khayali pilao k liyay free time hona chahy , waisay banta boht lazeez hai laiken bhook khatam nahee hoti uss sai bal k mazeed barh jatti hai . iss liyay khali pilao sai parhaiz hi karna chay or sach much k pilao k liyay haath mai hunar hona chahy its my fav dish too Eat or mai banati bhee boht accha hoo . *akser jab aap koi new recipe try karti hein tu us k results kiya rehtay hein aur recipe flop honi ki sorat may aap kiya karti hein...toba toba ya once more yani ek aur try result too accha hi hota hai , waisay kabhee bura bhee . laiken iss ka aik soloution hai mairay pass , jis din ghar mai koi na hoo mai uss din new reciepe try karti hoo or woo bhee sirf apnay liyay , ager acchi ban jayay too sab k liyay banati hoo or ager burri hoo too check karti hoo k kahan error aaya hai, ab sawal jawab too boht hoo gayay hain . receipe k liyay aik doo din wait karain . burra bhalla kahnay ki koi zaroorat nahee k itnay dinno k baad aayi or receipe bhee koi nahee lai . saber ka phla meetha hota hai .
  21. saamia

    That 's Shairi Ke Aise Ke Taise

    :laugh:
  22. saamia

    Coolyar Chat Closed....

    loo gi kar lo gal , tha jis ka dar woo hoo hi gaya , but asim bhai plz doo something.plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz, mai kia kahoo itni shocked hoi hoo abhee jab chat room open hoa or samnay hi announsment nazar aayi k CHAT ROOM closed. :weep:
  23. saamia

    Political Joke

    hmmm goooddddddddddddd laiken parvaiz musharaf wahan kia kar raha tha woo too boht hi accha banda hai . thats my biggest lie :laugh:
  24. saamia

    Chaaaaa

    :laugh: aap theek samjhee syra yeh qassim bhai ki hi kahani hai
  25. saamia

    Attendence Time

    kia baat hai sab sirf A.A hi kah rahay hai parh koi bhee nahee raha
×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.