-
Content count
888 -
Joined
-
Last visited
-
Days Won
1
anaas last won the day on March 24 2011
anaas had the most liked content!
Community Reputation
1 NeutralAbout anaas
-
Rank
Junior Member
- Birthday 02/19/1992
Profile Information
-
Gender
Male
-
Location
Hyderabad
-
Ye dukh nahi k osne nigaah badal li hai mujhse ghum tu ye hai k wo jeena seekh gaya hai mere bagha
-
TuMse Doori Ka Faisla Karke, Dil Mein Le Kar Malaal Baithe Hain, zabar dast hoor
-
Ghar Bana Ke Mere Dil Mein Woh Chor Gaya, Na Khud Rehta Hai Na Kisi Aur Ko Basney Deta Hai....
-
TUM Ao Kabi Dastk Do Mery Dar Pr PYAR Pehly Se Kam Ho To Shikayt Krna Mery Dil Me Utar Sako To Shayad Jan Lo Kitna Mushkil Hai Kisi Se Khamosh Mohabbat Krna...
-
Happy Birthday Zartashia
-
Pyaar ka haq hay Zamane main sabhi ko lekin Pyaar karne ka silah sab ko Kahan milta hay Yeh bhi kiya kam hay K kuch dair ko ham hans to liye Yeh muqadar bhi bhalah Sab ko kahan milta hay Haal kuch aisa hay Chaheen bhi to suna na sakeen Apni ruthi hui kismat ko Mana bhi na sakeen Aaj yeh soch k samjha liya Dil ko ham ne K tarapne ka maza sab ko Kahan milta hay Aise bhi loog hain jo Pal main badal jate hain Aik ham hain k jo Khawabon se bahel jate hain Kitna armaan tha Manzel par pounchne ka magar Apni manzel ka pata sab ko Kahan milta hay
-
Very nice hoorain kia bat hay ap k
-
Mohabbat Bakhsh Deti Hai Kabi Ra'anayiaan Aisi K Jaisay Dhoop K Hotay Kabi Badal Baras Jaye K Jaisay Bin Kahay Koyi Kahi Dil Mai Utar Jaye Kahi Pariyo Ki Waadi Mai Barray Se Takht Per Betay Koyi Phoolo K Daman Se Koyi Rango K Aanchal Se Saro Per Sayebaan Ker De Mohabbat Bakhsh Deti Hai Kabi Tanhayiaan Aisi k Jaisay Aag Si Barsay Jo Sara Tan Jala Dalay K Jaisay Raastay Mai He Koyi Raahi Bhattak Jaye K Jaisay Mun K Andar Kuch Chanak Se Toot Sa Jaye K Jaisay Dil PigaL Jaye Mohabbat Kya Hai Phir Socho ! Ra'anaayi ? Ya Tanhaayi ?
-
Wo pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai Hamaray lab jinhe chu le wo pathar bol utte Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia Be-khabar hanste rahe aur ba-khabar rote rahe Me khanay ki tauheen hai rindo ki hatak Kam zarf ke haath me agar jaam diya jayai Hum karain baat daleelon se to rud hoti hai Is ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai Abhi mitti na khunki thi abhi paani na barsa tha Magar bazm-e-anasir me tere hone ka charcha tha __________________
-
Dil ne tery baray mein poocha to bohat roya Wo Shakhs jo patthar tha toota to bohat roya Ye dil ki judai ke unwaan pe barson se Chup tha to boht chup tha roya to bohat Roya Itna bhe aasan na tha hasti se guzar jana Utra jo samnder mein darya to bohat roya Jo Shakhs nahi roya kabhi tapti hui raahon mein Aaj dewaar ke saaye mein baitha to bohat roya Ek Harf tasalli ka, ek harf mohabbat ka Khud apne liye usne likha to bohat roya Pehlay bhi shikaston pe khai thi shikast usne Lekin wo teray haathon hara to bohat roya Jo ehad nibhaney ki deta tha Dua us ne Kal shaam mujhy tanha dekha to bohat roya
-
*.*Main kese us shakhs ko rula sakte the "Faraz"*.* *.*Jis shakhs ko main ne khud ro ro kr paya tha*.*
-
Hoorainraza waha bhai