Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar

anaas

Members
  • Content count

    888
  • Joined

  • Last visited

  • Days Won

    1

Everything posted by anaas

  1. anaas

    Ek Shair.ghzal Daily Jano Kay Name

    Dil-O-Nazar Say Kuch Dair Bhi Juda Rakhon Yeh Merey Bas Main Nahin K Tujhay Khafa Rakhon Nahin Hai Kuch Bhi Merey Zehan Main Siwaye Is K Main Teri Yaad Bhula Don, Tu Yaad Kia Rakhon Kabhi Jo Mujh Say Koi Poch Lay Meri Marzi Tu Apna Naam Mohabbat, Tera Wafa Rakhon
  2. anaas

    Ek Shair.ghzal Daily Jano Kay Name

    Kabhi Tum Milnay Aaoo Na Tumhain Mehsoos Karna Hai Tumhain Bahon Main Bharna Hai Tumhari Zaat Main Kho Kar Tumhara Hissa Banana Hai Meri Veraan Aankhon Main Tumhari Bikhri Baaton Main Wafa Ka Rang Bharna Hai Tumharay Phool Say Chehray Par Udaasi Ka Jo Manzar Hai Yahan Pay Apni Chahat Say Hansi Ka Naksh Karna Hai Tumharay Sath Mil K Zindagi Ki Jang Larni Hai Kabhi Tum Milnay Aaoo Na Tumhain Mehsoos Karna Hai
  3. anaas

    Ek Shair.ghzal Daily Jano Kay Name

    Mujhay Achha Sa Lagta Hai Tum He Ko Dekhtay Rehna Tum He Ko Chahatay Rehna Tum He Ko Sochtay Rehna Buhat Gehray Khayalon Main Jawabon Main Sawalon Main Mohabbat K Hawalon Main Tumhara Naam Aa Jaana Mujhay Achha Sa Lagta Hai Tumharay Sang Sang Chalna Wafa Ki Aagh Main Jalna Tumhain Naraz Kar Dena Kabhi Khud Rooth Bhi Jana Tumhari Bay Rukhi Pay Bhi Tumhari Aarzo Karna Khud Apnay Dil Ki Dharkan Say Tumhari Guftagu Karna Mujhay Achha Sa Lagta Hai Buhat Achhaaaaa...
  4. anaas

    Anus Collection

    " Haseen aankhon Ko Parhney Ka, Abi tak Shok Hai Mujh ko, "Muhabbat main Ujarr kar Bhi, Meri Aadat Nahi Badli..........,
  5. anaas

    Anus Collection

    Kabi Zid Me Hi “Tere” Hogy Kabi Dil Ne Tujko Ganwa Dia, . Isi KashmaKash Me Jiye hain Hum Tune “Yad” Rakha Ya Bhula Dia, . Kabi “Bebasi”Me Hans Diye Kabi Hansi Ne B “Rula” Dia, . Kabi Phool Se Rhi “Berukhi” Kabi Kaanto Se Hath Mila Lia, . Kabi “Tujh” Ko Apna Na Banasake Kabi Khud Ko Tara Bana Dia, .. Jo “Mila Nai” Wo Mera Hua Jo Pa Lia Usy Kho Dia, . Ye Ajeeb Khel Hai “Pyar” Ka Ek Khayal Se Hi Nibha Lia, . Hai Ajeb Apni “Zindagi”, Jise Tum Ne “Mazak” Bana Dia !!!
  6. anaas

    *~*what's Your Birthmonth Says *~*

    u are wc always anabia .
  7. anaas

    *~*what's Your Birthmonth Says *~*

    Nice post anabia my Feb Waha
  8. anaas

    I Miss U

    I miss the air we exchange when we kiss. Holding you tightly in my arms is what I miss. Wahya kai bat hay hoorain
  9. anaas

    Ek Shair.ghzal Daily Jano Kay Name

    Tere Naam Ki Thi Jo Roshni Use Khud Hi Tune Bujha Diya, Na Jala Saki Jise Dhoop Use Chandni Ne Jala Diya, Main Hoon Gardishon Mein Ghira Hua Mujhe Aap Apni Khabar Nahi, Wo Jo Shakhs Tha Mera Rehnuma Use Raaston Mein Ganwa Diya, Jise Tune Samjha RaQeeb Tha Wohi Shakhs Tera Naseeb Tha, Tere Hath Ki Wo Lakeer Tha Use Haath Se Hi Mita Diya, Mujhe IshQ Hai Ke Janoon Hai Abhi Faisla Hi Na Ho Saka, Mera Naam Zeenat-E-Dasht Tha Mujhe Aandhiyon Ne Mita Diya, Ye Udasiyon Ka Jamal Hai Ke Hamara Ooj-E-Kamal Hai, Kabhi Zaat Se Bhi Chupa Liya Kabhi Sheher Bahr Ko Bata Diya, Meir Umar Ka Abhi Gulistan Khula Hua Zaroor Hai, Wo Phool Tha Teri Chah Ke Unhe Mausomone Ghira Diya...
  10. anaas

    Congratz Zaini

    C0nGrAtZzzzz Zaini
  11. anaas

    Benefits Of Honey

    Honey The Predigested Natural Food Since ancient times, humans have used honey as a natural food, as a sweetener, for medical use, for beautification and for many other purposes. Eyesight Regular use of honey mixed with the carrot juice helps to improve the eyesight. It should be taken one hour before meals in the morning. Cough Mixture of equal quantities of honey and ginger juice is a good expectorant. It gives immediate relief in symptoms like cold, cough, sore throat, congestion of chest and runny nose. Asthma Mix half a gram of black pepper powder with honey and ginger juice mixture (equal quantity). Take this mixture at least three times a day. It helps to cure asthma. Blood Pressure Take one teaspoonful of garlic juice mixed with two teaspoonful of honey. It can be taken twice a day in the morning and evening. Regular use of this mixture is beneficial for high blood pressure Blood Purification and Fat Reduction Take one glass of warm water and mix 1-2 teaspoonful of honey and one teaspoonful of lemon juice. Take this preparation daily before evacuation. It helps to purify the blood. It also helps to reduce fat and to clean the bowels. Heart Tonic One teaspoonful of anise powder mixed with one or two teaspoonful of honey acts a very nice tonic for the heart. It strengthens the heart muscles and improves its functions.
  12. Asalam o alikum iam start new topic " Iam chossing first "Parveen Shakir" Perveen Shakir was born in 1952 in a religious family where the emphasis was on education, simplicity and sharing. Although her family observed purdah, Perveen was exempted of this because of her father's liberal approach. She started her education from Rizariya Girls School in Karachi. By the time she entered Sir Syed College, she was aware of the great classics. At that time, she started her career by writing essays and soon became popular in the press. When her college was celebrating Defence Day in 1968, Perveen was asked to compose a poem for the occasion. After much difficulty, she succeeded, and that was how she accidentally entered the world of Urdu poetry She was a teacher for nine years before she joined the Civil Service and worked in the Customs department. In 1986 she was appointed the second secretary, CBR in Islamabad. A number of books of her poetry have been published. In chronological order, they are Khushboo (1976), Sad-barg (1980), Khud-kalaami (1990), Inkaar (1990) and Maah-e-Tamaam (1994). Her first book, Khushboo, won the Adamjee award. Later she was awarded the Pride of Performance award, which is the highest award given by the Pakistan government. In the beginning her father did not approve of her writing poetry because he knew that she would not pay attention to her studies, but for Perveen there was no turning back. She kept participating in inter-collegiate contests, winning trophies, and reciting her poems at radio. During this time she sent two of her ghazals to her favourite poet, Ahmad Nadeem Qasmi, who was publishing a literary magazine Fanoon. He not only published her poems but also encouraged her to continue. Her first collection of poetry, "Khushboo”, established her reputation, and the book went through three edition in a month. This was followed by three other successful collections, "Sadberg", "Khudkalami" and "Inkar". After passing the central superior services examination, she was appointed in the Customs Department. She also visited the John F. Kennedy School of Government at Harvard University, where she received a scholarship in 1990. She also taught South Asian history, politics and film for two semesters at the University of Hartford. Perveen begins her poetic journey from the immediate and personally centred vision of human and natural reality. Intensity and clarity of image are the two qualities which strike the reader at once in her earliest poems. Parveen Shakir initially wrote under the pen-name of 'Beena'. She considered Ahmed Nadeem Qasmi her 'ustad' and used to called him 'Ammujaan'. She was married to Dr. Nasir Ahmed but got divorced from him sometime before her untimely demise in 1994. They had one son - Murad Ali.Her last book "Mahe-i-Tamam" was published a couple of months before her death.
  13. anaas

    Ek Shair.ghzal Daily Jano Kay Name

    Mausam Bhi Badalty Rahey Din Raat Bhi Badalty Rahey Oo Bhoolny Waley Dekh Magar Hum Badly Nhi Tery Piyaar Mein Hum Rahein Bany Raho K Magar Manzil Ka Thikana Na Mil Saka Afsos Teri Duniya Mein Hamein Jeeny Ka Bahana Na Mil Saka Sahil Ki Tammanna Mein Kashti Lo Doob Gye Manjhdar Mein Ulfat Mein Teri Hum Ker K Wafa Hein Khud Se Bohat Sharminda Wado K Bharam Tooty Hain Magar Hum Phir Bhi Jahan Mein Zinda Hein Ye Zehr Judai Ka Yun Hi Peety Hain Tery Sansar Mein Hum Tum Sey Juda Ho Ker Bhi Sanam Yado K Sahary Chaltey Hain Jiwan Ki Andheri Rahon Mein Sholo Mein Yun Hi Hum Jaltey Hain Ashko K Ye Dharey Ankhon Se Behty Hain Tery Deedar Mein Mausam Bhi Badaltey Hain __________________
  14. Woh Kab Bichra? Nahi Aab Yaad Lekin Bas Itna Illm Hai K Tha December Yun Palkein Bheegati Rehti Hain Meri Aankhon Main Jaise Aa Thehra December Jama Ponjhi Yehi Hai Umer Bhar Ki Meri Tanhai Aur Mera December Sabab Na Pooch Mere Aanson Ka Hai Pehle Hijr Ka Pehla December HOORAIN NICEEEEEEE MY VOTE FOR HOORAIN
  15. anaas

    Water Fall

    nice sharing hoorain
  16. anaas

    " Beautiful Thoughts " "

    Hoorain nice sharing
  17. anaas

    Collection Hoorainraza

    SHAHABI JAB W PARHAY GA SAMAJH JAY GA WO
  18. anaas

    Anus Collection

    Tere naam ki THI roshni... Tere Naam Ki Thi Jo Roshni Use Khud Hi Tune Bujha Diya, Na Jala Saki Jise Dhoop Use Chandni Ne Jala Diya, Main Hoon Gardishon Mein Ghira Hua Mujhe Aap Apni Khabar Nahi, Wo Jo Shakhs Tha Mera Rehnuma Use Raaston Mein Ganwa Diya, Jise Tune Samjha RaQeeb Tha Wohi Shakhs Tera Naseeb Tha, Tere Hath Ki Wo Lakeer Tha Use Haath Se Hi Mita Diya, Mujhe IshQ Hai Ke Janoon Hai Abhi Faisla Hi Na Ho Saka, Mera Naam Zeenat-E-Dasht Tha Mujhe Aandhiyon Ne Mita Diya, Ye Udasiyon Ka Jamal Hai Ke Hamara Ooj-E-Kamal Hai, Kabhi Zaat Se Bhi Chupa Liya Kabhi Sheher Bahr Ko Bata Diya, Meir Umar Ka Abhi Gulistan Khula Hua Zaroor Hai, Wo Phool Tha Teri Chah Ke Unhe Mausomone Ghira Diya...
  19. anaas

    Anus Collection

    Hijar Mein Khoon Rulate Ho Kahan Hotay Ho? Laut Kar Kyun Nahi Atay Ho Kahan Hotay Ho? Mujh Se Bichrai Ho To mehboob-e-nazar Ho Kiss ki? Aaj Kal Kis Ko Manate Ho Kahan Hotay Ho? Yaad Ati Hain Akaile Mein Tumhari Yadein Kis Tarah Khud Ko Sulate Ho Kahan Hotay Ho? Tum To Bichray They Khushion Ki Rafaqat k Liye Ab Kiun Ashk Bahatai Ho Kahan Hotay Ho? Shehar k Log bhi Kartay Hain Ab Yehi Sawal.. Tum buhut Kam Nazar Atay Ho Kahan Hotay Ho...!
  20. anaas

    Anus Collection

    Bin Us Ki Zindagi Dard-e-Tanhai Hai Meri Ankhon Mai Kyun Mout Simat Ayi Hai Kehtay Hain Log Ishq Ko Ibadat Yaro Ibadat Mai Phir Kyun Itni Ruswai Hai Mahfil Mai Reh Kar bhi Tanha Rehna Ye Ada Uski Mohabbat Nay Sikhai Hai Us Say Taluq Hai Kuch Aisa Dil Ka Jab Bhi Socha Usko Ankh bhar Ayi hai
  21. anaas

    Ek Shair.ghzal Daily Jano Kay Name

    Jab B Rat ki Tariki Me Hoti Hun akeli Teri Yadon Ko Bula lati Hun Had say Barh Jaye Jab yad Teri To Teri yad main Ansu Baha Leti Hun Me soti nahi rat bhar Aksar Kitni Gustak Hun Sath Tumhe b jaga Leti Hun Dekh na le koi meri Ankh me Chehra tera Isliye Sham se Pehale Charagh Bujha deti Hun
  22. anaas

    Collection Hoorainraza

    hoorain nice collection
  23. anaas

    Amaya's Collection...

    nice amaya& wb
  24. anaas

    Hoorainraza Ke Pasand

    Hoorain kamal k posting hay.
  25. anaas

    December

    Zaini Bhot acha
×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.