

cooLboY-Be
Members-
Content count
825 -
Joined
-
Last visited
-
sawaira started following cooLboY-Be
-
Sab Ko Mari Taraf Say Happy Eid Mubarak In Advance ....
cooLboY-Be replied to Anoushy's topic in Guftgu
Assalam o Walaikum to all Sab say pahle sab ko Ramadan Mubarik ho Meri taraf say bhi Advance mein Eid Mubarik ho Anu> Thanx for starting this topic but I guess iss topic ko to celebration section mein hona chahiye tha. Waqas> Nahin as usual mein Eid kay din online nahi aa sakoon ga. Eid Mubarik to you and to Asim too. :flower: -
Assalam o Walaikum & Aadab Arz Hai Im prESEnt Thanx to Admin for sending forum's new link. :flower:
-
Assalam o Walaikum & Good morning
-
Chaman ki baharoon mein tha aashiyana Na jaane kahaan kho gaya woh zamana Tumhein bhulane ki mein koshish karoonga Yeh waida karo kay na tum yaad aana Mujhe mere mitne ka ghum hai to yeh hai Tumhein bewafa kah raha hai zamana Khudara meri qabr pay tum na aana Tumhein dekh ker shaq karega zamana
-
Ishq mein nakam kabhi qabil nahi hota Doob jati hein kashtiyaan agar koi sahil nahi hota Yoon to uthtay hein hazaroon hath aasma ki taraf Khali manntoon say magar kuch hasil nahi hota Bin tere khud ko jo sochoon to tadapta hai yeh dil Nahi to tujh ko bhool jana itna mushkil nahi hota Tu mitata hai mujhe phir bhi tujh say piyar hai Kia karoon her koi mujh jaisa pagal nahi hota
-
nice post mujhe to bohat hansi aa rahi hai kay post ka title khamoshi hai aur sab itna bol rahay hain Kisi bhi haal mein insaan raha nahi jata aakhir us ko tang aa kar bolna parta hai lakin gussay ko kaboo karna aik alag baat hai kyon kay hum gussay ko kaboo to kar laitay hain per aik hi baat repeat ho to phir kuch na kuch bolna parta hai. well sab nay bohat achey comments diye hain. kurios> aap ko khamosh kyon karwaya jaye ga?????? :angel:
-
walaikum assalam & Assalam o Walaikum
-
Oh I see, nice to know that you are from India, I have one friend in India too. Hope to have nice stay with us. :flower:
-
Jee janab, mein bilkul theek thaak :D Yes, you are right "dhundne say Khuda bhi milta hai" Aap try karein aur Insha'Allah Achay dost bhi mil jayein ge. :flower:
-
Walaikum Assalam Saqib & Assalam o Walaikum to all