Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Zaini

Bait Bazi

Recommended Posts

Bait Bazi Rules

1. Dont break the chain and always follow the last letter of the last posted shair.

2. Always mention the last urdu alphabet of your shair.

3. Do not write out the whole ghazal/nazam only two shairs

4. Avoid posting film songs.

So let's start

Adab ki baat hai warna 'Munir' socho tou

Jo shakhs sunta hai, woh bol bhi tou sakta hai

Next word is " YE "

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yeh Na Ho Kahein Tujh Ko La'Jawab Kar DooN MaiN

kuch Sawal Rehne Dy , kuch Jawab Rehne Dey

"yeh"

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ye ksi nay kaha tum kuch karoo batain na banaoo Insha Ji

Ye shehar tumhara apna hai isay choor na jaoo Insha Jii

YE

Share this post


Link to post
Share on other sites

yeh raah-e-ishq nahiN Aaag kaa Samundar hai

lapakati Maoj meiN gar tum sambhal sako to chalo

"W0o"

Share this post


Link to post
Share on other sites

Woh jo geet tum nay suna nahi meri umr bhar ka riaz tha

Mere dard ki thi woh dastaan jisay tum hansi main ura gaye

YE

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ik zamana hai muj se khaif Sa

Baat koi to Infirad'i hai

YE

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yeh qana'at hai, ata'at hai, ke chahat hai Faraz

Hum to razi hain woh jis haal mein jaisa rakhe

Ye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yeh Fakhar tou haasil hai, Burey hain ke bhaley hain

Do chaar Qadam Hum bhi, Terey saath chaley hain.

"Noon"

Share this post


Link to post
Share on other sites

na tha apnay naseeb main tulu-e-sehar ak jalwa

Subha ho jaye ge sham-e-ghareeban hum nahi hona gain

Noon

Share this post


Link to post
Share on other sites

Na janay kon duwaon mein yad karta ha

Mein Doobta hon Samandar uchaal deta ha.

YEH

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yeh chiraagh be-nazar hai yeh sitara be-zubaan hai

Abhi tujh say milta julta koii doosra kahaan hai

Ye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yaadon ka aek shor tha raston mein har taraf

hum aek pal bhi dasht mein tanha nahi huwey

ye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yaad Aata Hai Roz O Shab Koi

Ham Say Routha Tha Be Sabab Koi

Next ......... I

Share this post


Link to post
Share on other sites

yeh dil bohat udaas hay jab se khabar hui,

milte hain woh khuloos se har ajnabi k saath.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hum nay mana k taqafil na karoo gay lakin

Khaakh ho jayen gain hum tum ko khabar honay tak

Kaaf

Share this post


Link to post
Share on other sites

kuch nahin chahie eik muskan hi kafi hai

Dil main bus eik arman hi kafi hai

armaan yeh hai ke ap sada khush rehein

hamein yaad rahkna yeh ehsan hi kafi hain..

"noon"

Share this post


Link to post
Share on other sites
kuch nahin chahie eik muskan hi kafi hai

Dil main bus eik arman hi kafi hai

armaan yeh hai ke ap sada khush rehein

hamein yaad rahkna yeh ehsan hi kafi hain..

"noon"

Nam Hain Palkain Teri Ay Mouj -e- Hawa Raat Kay Saath

Kiya Tujhay Bhi Koi Yaad Aata Hai Barsaat Kay Saath

"hay"

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hum dohri aziat k girftaar musafir

Paaon bhi hain shal, shoq-e-safar bhi nahi jaata

Alif

Share this post


Link to post
Share on other sites
Hum dohri aziat k girftaar musafir

Paaon bhi hain shal, shoq-e-safar bhi nahi jaata

Alif

Ak Chehray Say He Fursat Na Mili Ham Ko

Ham Kese Aur Ke Taraf Aankh Uthayey Kesay

Ye

post-4258-1217234287_thumb.gif

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ye tabiyat hai to khud azar ban jayenge hum

Charagar royenge aur gamkhvar ban jayenge hum

Meem

Share this post


Link to post
Share on other sites
Ye tabiyat hai to khud azar ban jayenge hum

Charagar royenge aur gamkhvar ban jayenge hum

Meem

Mujhay Itna Bata Do, Wo Koon Taqdeer Wala Hai

Keh Jis Kay Wastay Mangi Dua -e- Zindagi Tum Nay

Ye

Edited by Aser

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yeh raah akailii kat-ti hai yaaan saath na koi yaar chalay

Uss paar na-janay kya payen iss paar tou sub kuch haar chalay

Ye

Share this post


Link to post
Share on other sites

mujhe humesa tu yaad rakhna

aab to hum sirf sapno mein ayenge

bassenge shaan se tumhari aankhon mein

aansun mat aane dena..warna hum gir jayenge....

"yeh"

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ye meri nazmain ye meri ghazlain ye sub teri hikayatain hain

Ye tazkiray teray luft k hain, ye shaire teri shikaytaian hain

Ye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ye kiss maqaam pay soojhee tojhay bich'harnay kee

Abi to jaa k kaheen din sawarnay waalay thay

YE

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.