Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Sign in to follow this  
Zaini

Zaini's Collection

Recommended Posts

Hamara kya ha keh hum tou charagh-e-shab ki tarah

Agar jalay bhi tou bus itni roshni hogi

K jaisay tund andhairon ki raah main jugnoo

Zara sii dair ko chamkay chamak kay khoo jaye

Phir uss kay baad kisi ko na kuch sujhayee day

Na shab katay na suragh-e-sehar dikhayee day

Hamara kya ha keh hum tou pas-e-ghubaar-e-safar

Agar chalay bhi to bas itni raah tay hog

K jaisay taiz hawaon kii zad main naqsh-e-qadam

Zara sii dair k ubhray ubhar kay mit jaaye

Phir uss kay baad na rastaa na rah-guzar milay

Had-e-nigah talak dasht-e-bekinaar milay

Hamari simt na dekho keh koii dair main hum

Qabeela-e-dil-o-jaan say bicharrnay waalay hain

Basay basaaye howay shehar apni ankhon k

Misal-e-khaanaa-e-veeraan ujarrrnay walay hain

Hawa kaa shor yehii hai tou dekhtay rehnaa

Hamari umar k khaimay ukharrnay walay hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hum dil kee kahaani keh dain gey

Samjhey na jisey tum aankhon se,

Wo baat zabaani keh dain gey..

Phoolon ki tarah jab hotoon pe,

Ik shokh tabassum bikhrega,

Dheere se tumhaare kaano mein,

Ik baat puraanee keh dain gey..

Izhaar-e-Wafa tum kya jaano,

Ikraar-e-Wafa tum kya jaano,

Ham zikr karenge Ghairo ka,

Aur apnee kahani keh dain gey..

Mausam to bara hee zaalim hai,

Toofaan uthaata rehta hai,

Kuch log magar is halchal ko,

Bad-mast javaanee keh dain gey..

Share this post


Link to post
Share on other sites
Hamara kya ha keh hum tou charagh-e-shab ki tarah

Agar jalay bhi tou bus itni roshni hogi

K jaisay tund andhairon ki raah main jugnoo

Zara sii dair ko chamkay chamak kay khoo jaye

Phir uss kay baad kisi ko na kuch sujhayee day

Na shab katay na suragh-e-sehar dikhayee day

Hamara kya ha keh hum tou pas-e-ghubaar-e-safar

Agar chalay bhi to bas itni raah tay hog

K jaisay taiz hawaon kii zad main naqsh-e-qadam

Zara sii dair k ubhray ubhar kay mit jaaye

Phir uss kay baad na rastaa na rah-guzar milay

Had-e-nigah talak dasht-e-bekinaar milay

Hamari simt na dekho keh koii dair main hum

Qabeela-e-dil-o-jaan say bicharrnay waalay hain

Basay basaaye howay shehar apni ankhon k

Misal-e-khaanaa-e-veeraan ujarrrnay walay hain

Hawa kaa shor yehii hai tou dekhtay rehnaa

Hamari umar k khaimay ukharrnay walay hain

by Mohsin NaQvi :smile:

Very Nice !!!

Share this post


Link to post
Share on other sites
Hum dil kee kahaani keh dain gey

Samjhey na jisey tum aankhon se,

Wo baat zabaani keh dain gey..

Phoolon ki tarah jab hotoon pe,

Ik shokh tabassum bikhrega,

Dheere se tumhaare kaano mein,

Ik baat puraanee keh dain gey..

Izhaar-e-Wafa tum kya jaano,

Ikraar-e-Wafa tum kya jaano,

Ham zikr karenge Ghairo ka,

Aur apnee kahani keh dain gey..

Mausam to bara hee zaalim hai,

Toofaan uthaata rehta hai,

Kuch log magar is halchal ko,

Bad-mast javaanee keh dain gey..

1st line is Missing zainii....

Plz correct it !!! :smile:

Kuch Door hamare sath chalOo

hum dil ki kahani keh dain gay

samjhay na jisay tum ankhOn say

wo baat zabaani keh dain gay

Share this post


Link to post
Share on other sites

M€rÄ Ðð®Ð Nðgmðð-€-ßa¥§ðÐa

M€rï ZððT Zðrrð-€-ßa¥§ðÐð

Correct kro isay jaldi say!!!

me kal say dekh rhi thi k shayd tum nay theek kr liya Ho :smile:

Mera derd naghma-e-baysada

meri zaat zarra-e- bay Nishaa'N

Share this post


Link to post
Share on other sites
1st line is Missing zainii....

Plz correct it !!! :smile:

Kuch Door hamare sath chalOo

hum dil ki kahani keh dain gay

samjhay na jisay tum ankhOn say

wo baat zabaani keh dain gay

aahan thanx Mahi tm isy phr say post kr do plz :smile:

Share this post


Link to post
Share on other sites
M€rÄ Ðð®Ð Nðgmðð-€-ßa¥§ðÐa

M€rï ZððT Zðrrð-€-ßa¥§ðÐð

Correct kro isay jaldi say!!!

me kal say dekh rhi thi k shayd tum nay theek kr liya Ho :smile:

Mera derd naghma-e-baysada

meri zaat zarra-e- bay Nishaa'N

Bay Nihsaan ph yes thanx 4 correction Mahi Dear :flower4u:

Share this post


Link to post
Share on other sites

U r always welCom :flower4u:

yup i will post ir tooooo OKk :smile:

Share this post


Link to post
Share on other sites
Kuch Door hamare sath chalOo

hum dil ki kahani keh dain gay

samjhay na jisay tum ankhOn say

wo baat zabaani keh dain gay

very nice!

Share this post


Link to post
Share on other sites

OK zainiiiiiiiii its done :cool:

Kuch DOor hamare sath chalOo

Hum dil kee kahaani keh dain gey

Samjhey na jisey tum aankhon se,

Wo baat zabaani keh dain gey..

Phoolon ki tarah jab hotoon pe,

Ik shokh tabassum bikhrega,

Dheere se tumhaare kaano mein,

Ik baat puraanee keh dain gey..

Izhaar-e-Wafa tum kya jaano,

Ikraar-e-Wafa tum kya jaano,

Ham zikr karenge Ghairo ka,

Aur apnee kahani keh dain gey..

Mausam to bara hee zaalim hai,

Toofaan uthaata rehta hai,

Kuch log magar is halchal ko,

Bad-mast javaanee keh dain gey

Share this post


Link to post
Share on other sites
OK zainiiiiiiiii its done :cool:

Kuch DOor hamare sath chalOo

Hum dil kee kahaani keh dain gey

Samjhey na jisey tum aankhon se,

Wo baat zabaani keh dain gey..

Phoolon ki tarah jab hotoon pe,

Ik shokh tabassum bikhrega,

Dheere se tumhaare kaano mein,

Ik baat puraanee keh dain gey..

Izhaar-e-Wafa tum kya jaano,

Ikraar-e-Wafa tum kya jaano,

Ham zikr karenge Ghairo ka,

Aur apnee kahani keh dain gey..

Mausam to bara hee zaalim hai,

Toofaan uthaata rehta hai,

Kuch log magar is halchal ko,

Bad-mast javaanee keh dain gey

nice Hmmm

---------------------

koi muntazir hai oss ka kitni shidat say mohsin..

wo janta hai mager bhir b anjan bana rehta hai...

Share this post


Link to post
Share on other sites
nice Hmmm

---------------------

koi muntazir hai oss ka kitni shidat say mohsin..

wo janta hai mager bhir b anjan bana rehta hai...

Yupp!!!

zainii ki collection hai

Nice kesay na Ho :smile:

Thank U...

Share this post


Link to post
Share on other sites

aahan lakin mahi jb tm kuch share krti ho tab he ye topic nice hota ha :smile:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Talab ko ajr na doon fiqr-e-raahguzr na karun

safr mai ab k hawa ko b humsafar na krun

Ubhartay doobtay soraj say tor Lon rishta

main shaam Orh k soO jaon or seher na karun

Ab isS say berh k bhala kia Ho ehtiyaat-e -wafa

mai tere sheher say gzrUn tjhy khaber na karun

ye mere derd ki dOlat meri mataa-e-hayaat

In ansoOn ki wazahat mai umer bher na karun

Ujar shab ki khalish ban k bun mai Kho jaOn

main chandni ki terha Khud ko der-ba-dar na karun

Wo aik pal ko dikhai to day kahin Moshin

main jan gunwa k b Us pal ko mukhtasir na karun

Edited by Hmm

Share this post


Link to post
Share on other sites

Thanks Chinky!!!!

Salook –e- Naarwa ka mein Is liye shikwaa nahi karta

Kyon k mein bhi to kisi baat ki parwaaH nahi kartaa

Bohat hoshiyar hoon apni laraayi app larta hoon

Mein dil ki baat ko deewaar pey likhaa nahi karta

Agar par jaaye aadat aap apney saath rehney ki

Yeh saath aaisa hay k insaan ko TANHA nahi karta

Zameen pairon sey kitni baar din mein Nikalti hai

Mein aisey haadson pey Dil magar chota nahi karta

Tera israar sir aankhon pay ,per tujh ko BHOOL janey ki

Mein koshish karkey daikhon ga magar WAAADA nahi karta

Edited by Hmm

Share this post


Link to post
Share on other sites

Apni tanhai mere naam pe abaad kare

kaun hoga jo mujhe usski tarah yaad kare

dil ajab shehr ke jiss per bhi khula dar iss ka

woh musafir issay her simt se barbad kare

apne qatil ki zehanat se pareshan hon mein

roz eik maut naye tarz se ejaad kare

salb-e-benaai ke ehkaam mile hein jo kabhi

roshni choone ki khwahish koi shab-zaad kare

soch rakhna bhi jaraaim mein hai shamil abb tou

wahi ma'soom hai her baat pe jo saad kare

jub lahoo bol pare iss ke gawahoN ke khilaaf

kaazi-e-shehr kuch iss baab mein irshaad kare

uss ki muthi mein bohot roz raha mera wajood

mere saahir se kaho abb mujhe azaad kare

Share this post


Link to post
Share on other sites

ThankOoo chinky n Zaini ... :flower4u::flower4u::flower4u:

Share this post


Link to post
Share on other sites

ThankOoo chinky n Zaini ... :flower4u::flower4u::flower4u:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
Sign in to follow this  

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.