kamal 82 Posted August 25, 2010 (edited) Nice Zaini Sis Edited August 25, 2010 by kamal Share this post Link to post Share on other sites
urva 3 Posted August 29, 2010 Kaash koi samjhaa day Log kiss tarha Dill ki Mazilain alagg karr k Saath chorre daitay hain Aaj aisa kartay hain Bay-sabab bikharrtay hain Zaat torr daitay hain...... ahannn buhhtt khoob dear KEEP SHARING Share this post Link to post Share on other sites
Zaini 22 Posted September 3, 2010 Din apnay chiragoon ki manaid guzartay hain Har subha ko bujh jana har sham ko jal jana Bachoon ki se fitrat hai hum ehl-e-mohabbat ki Zid karna machal jana phr khud he sambhal jana Woh shakhs bhala mera kia saath nibha paata Mousam ki tarhan jis nay seekha hai badal jana ..... Share this post Link to post Share on other sites
Zaini 22 Posted September 3, 2010 Main k pur-shoor samandar thay meray paoon main Ab k doona hoon tou sookhay hue dariyaoon main Na-muradi ka ye aalam hai k ab yaad nahi Tu bhhi shamil tha kabhi meri tam'mannaoon main Din k dhaltay he ujar jati hain aankahin aisay Jis tarhan sham ko bazar kisi gaoon main ....!! Share this post Link to post Share on other sites
Zaini 22 Posted September 3, 2010 Roodad-e-Qafae yaad na andaz-e-gugan yaad Jo beet gaye, beet gaye ab woh kahan yaad Tum bhool gaye hum ko tu kia is main ta'ajub Is door main karta hai kahan kon kisay yaad Kafi thi tabahi k liya gardish-e-Dooran Tum aisay main kahan aagaye Ey Jan-e-Jahaan yaad Apnay say raqabat ka ye alam hai k Touba Hum bhool gaye khud ko woh aaye hain jahan yaad Maazi k dareechay say kabhi jhank k daikhoo Shayad tumhay aajaye mera nam-o-nishaan yaad..........! Share this post Link to post Share on other sites
Zaini 22 Posted October 16, 2010 Bohat tooty howy hain hum Abhi dastak nahi daona.. Hamri ankh hai pur nam... Abhi dastak nahi daina.. Mere yaaro abi kuch din mere ahwaal na poucho Abhi dil main uska ghum... Abhih dastak nahi daina Shab e tanhai.. main tarapna hai bohat mujko.. Abi dard hai kuch madham.. Abi dastak nahi daina..!!! Share this post Link to post Share on other sites
Zaini 22 Posted December 11, 2010 ایسے خواب! جن میں کوئی دکھ‘ کوئی پریشانی نہیں ہوتی جن میں وصل کے رستے ہجر کی وادی سے ہو کر نہیں گزرتے ... جن میں محبت ہمیشہ ادھ کھلے پھول کی طرح خوبصورت اور بچے کی مسکان کی طرح پاکیزہ ہوتی ہے ایسے خواب! جہاں ایک مسکراہٹ کی قیمت ہزار آنسو نہیں ہوتے میری پلکوں کی شاخوں پر کئی ایسے خواب بیٹھے رہتے ہیں اُن کی گنگناہٹ مجھے جینے پہ اکساتی ہے نئے راستوں کی اور لے کر چلتی ہے نئی منزلوں کا پتا بتاتی ہے مجھے اپنے خوابوں سے محبت ہے اُن خوابوں میں رہنے والے ایک ایک شخص سے محبت ہے اُن خوابوں میں دِکھنے والی ایک ایک شئے سے محبت ہے کہ یہ سب میرا ہے‘ صرف میرا میرے خواب میرے علاوہ کوئی نہیں دیکھ سکتا جب تک کہ میں نہ انہیں دکھانا چاہوں کوئی انہیں میری آنکھوں سے چرا نہیں سکتا جب تک کہ میں خود نہ کسی کی آنکھوں میں سجا دوں میرے خوابو! آج میں یہ اقرار کرتا ہوں! کہ میں تم میں زندہ ہوں یہ سچ ہے کہ مجھے اِن آنسوؤں سے ڈر نہیں لگتا مگر پھر بھی میں شاید اِس لئے رونے سے ڈرتا ہوں کہ اِن آنکھوں میں تم رہتے ہو تمہارا ہونا میرا ہونا ہے اور میں تمہیں کھونے سے ڈرتا ہوں Share this post Link to post Share on other sites
Amaya 3 Posted December 15, 2010 bohat khoob aisy khwab... Share this post Link to post Share on other sites
Zaini 22 Posted January 13, 2011 Suno Tum Kuch Nahi Kehna Yahan Koi Nahi Sunta Ya Dasht-o-Sahra Ke Matti Yahan Koi Phool Nahi Chunta Suno Tum Bass Sabar Kar laina Un Saray Ghumoon Par Yahan K Log Aaisay hain Unhay Kisay Ka Dukh Nahi Dikhta Suno Jab Bohat Toote Jaoo To Tum Kuch Dair Ro Laina Yahe Dastoor-e-Duniya Hai k Yahan Per Dil Nahi Miltay Wafa K Patay Nahi Khiltay Sunoo Ab Bhi Sambhal Jaoo Mayn Tum Say Durr Hon Kitna Mujhee Abb Yaad Maat Karna Meri Qismat He Aaise Hai Suno Tum Kuch Nahi Kehna Yahan Koi Nahi Sunta..!! Share this post Link to post Share on other sites
Zaini 22 Posted January 13, 2011 Sitarey Banta Haii ,Woh Ziya Taqseem kartaa Hai Suna Hai Habs-e-mousam Main Hawa Taqseem Karta Hai Usi Ki Apni Beti Ki Hatheli Khushk Rehti Hai Jo Boorha Dhoop Main Aksar Hina Taqseem Karta Hai Koi Rokay Usayy Jaa Kar, Sarasr Hai Ye Paagalpan, Jo Behron K Muhalle Mein Sadaa Taqseem Karta Hai Usi say Mang Tu MOHSIN, Han Baaqi Chor Day Sab Ko, Jo Patthar Main Bhi Keere ko Ghiza Taqseem Karta Hai... Share this post Link to post Share on other sites
Amaya 3 Posted January 13, 2011 Suno Tum Kuch Nahi Kehna Yahan Koi Nahi Sunta Ya Dasht-o-Sahra Ke Matti Yahan Koi Phool Nahi Chunta Suno Tum Bass Sabar Kar laina Un Saray Ghumoon Par ! very nice Share this post Link to post Share on other sites