Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Zaini

Maqta Share Krin

Recommended Posts

her waqt ka hansna tujhay berbaad na ker day

tanhaaye kay lamhooN main kabhi Ro bhi liya ker

Share this post


Link to post
Share on other sites

Roo rooo Kay hum nay Tub Bhar diyeeee !!

woo ayee ..baithyee ..Naha kar chal diye :D :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

Waqt ki Aanch per pathar pighal jatay hain

qahqahay toot ker AshkooN main badal jaatay hain

kon daita hay kisi ka sath ummer bher ?

Waqt k saath khiyaalat badal jatay hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

Main apnay dard kahan bant'ta phiroon Mohsin

Main apni cheezain faqat apnay pass rakhta hoon

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kaha Os Ne Kyun Itni Badal Gai Ho Talat

Kaha Main Ne Na Raha Khud Pe Ikhtyar Hai

Kaha Os Ne Talat Es Bebasi Ki Vajah Tu Bata

Kaha MainNe Kahoun Kese Mje Tumse Pyar Hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Taalsh yahn srf Maqta walay aashaar he share krnay hain :smile:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Insha g ab ajnabioon main chain say sari umr katay

Jin ki khatir basti choori naam na lo un piyaroon ka

Share this post


Link to post
Share on other sites

Woh Mujh Sy BiChar Kar aab Tak Roya Nahi Faraz.....

Koi To Hai Humdard us ka Jo Usy Rony Nahi Daita.....

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ummiid-e-Wasl bhi Amjad hai kaanch ki choorrii

Keh pehn'nay main kaii baar toot jaatii hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Udaas Logon se PYAAR krna koi to seekhey Zaini

safaid Lamhon mein Rang bharna koi to seekhey..

Share this post


Link to post
Share on other sites

Oh God Ali, main nay kub say poetry likhna shuru kar di :P

Share this post


Link to post
Share on other sites

Her Jurm Meri Zaat se Mansoob Howa hai Faraz

Kya Mere siwa sheyher Mei Masoom hain Sarey!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Omr-e-javeed ki dua krty

Faiz Itnay wo kab hamare thay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Muqadar mein merey Sagar shikast o rekhat itni hai

Mein jis ko apna keh doon who sitara toot jata hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

kahin Jo chair gai yaad-e-raftgaa'n Mohsin

Bikhar gai hain nigahain kahan kahan Mohsin

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kooch kar jayen gain Mohsin tou kahay ge Dunia

Hum ko aik shakhs k marnay ka bht ranj hua

Share this post


Link to post
Share on other sites

ap apni aag main hi jalty raho Faraz

Duniya to Arz -e- haal pay bay-abroo kry

Share this post


Link to post
Share on other sites

Chalta tha kabhi haath mera thaam k jis par

Karta hai usay yaad woh rasta usay kehna

Umeed woh rakhay na kisi aur sy Mohsin

Har shakhs Mohabbat nhi karta usay kehna

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hain rawan USs Raah per Jiss Ki koi mazil na HOo

JustaJoo krty hain USs ki Jo humain Hasil na HOo

Chahta Hon main munir iss umer k anjaam per

aik aisee zindagi Jo iSs terha Muskil na HoO

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hum nay bhi us ko daikha kal sham aitafaqan

Apna bhi hai ab logon Faraz ka saa

Share this post


Link to post
Share on other sites

Apni Afsurda Mizaaji ka Bura HOo k Faraz

Waqea Koi b HOo AnkH Koo Bher jana hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Koii bhii ho ham-safar, Rashid, na ho khush is qadar

Ab k logon main wafa hai kam, zara aahista chal

Share this post


Link to post
Share on other sites

Qehqahan youn b lgaye maine aksr HAshmii

Kyun sunay KOi mere anDer k sannatOn k Dukh

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.