Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Zaini

Maqta Share Krin

Recommended Posts

Faraz tuu nay ussay mushkilon main daal diya

zamana sahib-e-zar aur sirf shaayer tuu

Share this post


Link to post
Share on other sites

Faraz tuu nay ussay mushkilon main daal diya

zamana sahib-e-zar aur sirf shaayer tuu

Duniya Main QATEEL Us Sa Munafiq Nahe Koi,

Jo Zulm to Sehta ha, Bagawat Nahe Karta. . . . . .IM

Hai Koi muqabil Dooooooooorrrrr tak................?

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hum samajhtya thay faqat aik he pagal hai Faraz

Aisay aisay hain mohabbat main giragtaar k bas

Share this post


Link to post
Share on other sites
Hum samajhtya thay faqat aik he pagal hai Faraz

Aisay aisay hain mohabbat main giragtaar k bas

Grifta dil hain boht aj tery dewany, Khuda kary koi tery siwa na Pehchany,

Umeed e pursish e ghm kis se kijye NASIR, Jo apny dil p guzri ha koi kya jane. . .IM

Share this post


Link to post
Share on other sites

DIL K RISHTOO KE NAZAKAT KO WO KIA JANAY FARAZ

NARAM LAFZOU SE BHI LAG JATI HEIN CHOTEIN AKSAR

Share this post


Link to post
Share on other sites
DIL K RISHTOO KE NAZAKAT KO WO KIA JANAY FARAZ

NARAM LAFZOU SE BHI LAG JATI HEIN CHOTEIN AKSAR

Milly Bagair Jo Mujh Say Bichar Gya MOHSIN,

Wo Rasty Main Ruky Bhi To Kon Dekhta Hai.

MOHSIN NAQVI

IM

Share this post


Link to post
Share on other sites

Log kehtay hain faqat aik he pagal hia Faraz

Aisay aisay hain mohabbat main giraftaar k bas

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ek hamsafar ko khoo K ye halat hoi ADDAM,

Jangal main jis tarha koi Be aas reh gaya.

IM

Share this post


Link to post
Share on other sites

Amjad woh aankhain jheel se gehri tou hain magar

Un main koi bhi aks meray naam ka nhii

Share this post


Link to post
Share on other sites
Amjad woh aankhain jheel se gehri tou hain magar

Un main koi bhi aks meray naam ka nhii

Ham Ko Bhi AADAM Kuch Qail Ker, Kya Lutf Ha Es Bad Masti Main,

Kya Aag Sakoon Pohanchati Ha, Kya Jaam Sahara Deeta Ha ?

IM

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ye PhoolDan Us Ki Nashini B Hay KHALASH

Haaton Sey Gir Kar Toot Na Jay Ye Dar B Hay

Share this post


Link to post
Share on other sites
Ye PhoolDan Us Ki Nashini B Hay KHALASH

Haaton Sey Gir Kar Toot Na Jay Ye Dar B Hay

Ta'ajub hai tery gehray marasim pay SAGAR ? ? ?

Wo teri Rooh main basa hai or tu us k Vehm o guman ma b nahe. . .IM

Share this post


Link to post
Share on other sites

Chaloo faiz dil jalayen karain phr sy arz Janaan

Woh sukhan jo lab tak aaye, par sawal tak na pohchay

Share this post


Link to post
Share on other sites
Chaloo faiz dil jalayen karain phr sy arz Janaan

Woh sukhan jo lab tak aaye, par sawal tak na pohchay

Lahoo Luhaan tha main aur Adall ki Mezan,

Jhukki thi janib e Qatil k Raaj us ka tha,

Tujhy gilla ha k duniya ne phair li ankhain,

FARAZ ye to sada say riwaj es ka tha. . .IM

Share this post


Link to post
Share on other sites

Muneer is zamnay main rehbar bht hain

Haqeeqat ko uljhan bana dainay waalay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Faraz is shehra main kis ko dikhoon zakhm apna

Yahan tou har koi mujh sa badan pehnay hue hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Shayad khushi ka door bhi aa jaye ey Nadeem

Ghum bhi tou mil gaye hain tamanna kiye baghair

Share this post


Link to post
Share on other sites

Shab ki aghosh men aa jaye agar

khayal uska " WASI"

subha bistar se bhe phoolon ki mehak

.......Aati hai :.......: :yippee:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Rukhsat Huwa To Baat Meri Maan Kar Gaya,

Jo Us K Paas Tha Wo Mujhay Daan Kar Gaya,

Dilchasp Waaqia Hay K Kal Ek Azeez Dost,

Apnay Mufaad Par Mujhay Qurbaan Kar Gaya,

Bichra Kuch Is Ada Say K Rut Hi Badal Gai,

Ek Shakhs Saaray Sheher Ko Veeraan Kar Gaya,

"Khalid" Main Baat Baat Pay Kehta Tha Jis Ko Jaan,

Wo Shakhs Aakhirsh Mujhay Be-Jaan Kar Gaya,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Tum nay Dekha Hai Kabhi Chaand Pay Behta Paani Mohsin

Hum Nay Dekha Hai Kisi Rukhsaar Pay Yah Manzar Aksar....

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hum Ko Nahi Maaloom K Ujray Huway Dil Say,

Aawara Mizaaji Ka Asar Kioun Nahi Jaata,

Sad'diyoon Say Tujhay Taktay Huway Soch Raha Hon,

Jee Teray Khad-o-Khaal Say Bher Kioun Nahi jaata.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Woh safaid pholin se aik dua, meray sath sath rahi sada

Ye usi ka faiz hai baar-haa main bikar bikar k sanwar gaya

Share this post


Link to post
Share on other sites

Mujhay Maaloom Hay Us Ka Thikaana Phir Kahan Ho Ga,

Parinda Aasman Choonay Mein Jab Naakaam Ho Jaey,

Ujaalay Apni Yaadon K Humaray Saath Rehnay Do,

Najaanay Kis Gali Mein Zindagi Ki Shaam Ho Jaey,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hain Raaz-E-Kehkshaa mai azel se khray huye..

SAGHIR!!!! tery gulaam zra AANKH to mila

Share this post


Link to post
Share on other sites

Mujhay Aksar Sitaaron Say Yehi Aawaz Aati Hay,

Kisi K Hijjer Mein Neendein Ganwa Kar Kuch Nahi Milta,

Jigger Ho Jaey Ga Chalni Yeh Aankhein Khoon Rooein Gi,

WASI Bay-Faiz Loogon Say Nibha Kar Kuch Nahi Milta,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.