Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Zaini

Maqta Share Krin

Recommended Posts

Geet ki zarab se bhi a SAGHIR!!!!

Toot jata hai taar chup ho ja

Share this post


Link to post
Share on other sites

Wafa K Qaid-Khaanon Mein Sazaein Kab Badalti Hain,

Badalta Dil Ka Mosam Hay Hawaein Kab Badalti Hain,

Libaada Oorh Kar Ghum Ka Nikal Jaatay Hain Sehra Ko,

Jawaab Aaey K Na Aaey Sadaaein Kab Badalti Hain.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hum mohabbat mai bhi toheed k qayel kio faraz..

AIk hi shakhs ko mehboob bnaye rakhna..

Share this post


Link to post
Share on other sites

Heraan Hoon Yeh Kon Sa Dastoor-e-Wafa Hay,

Tu Misl-e-Rag-e-Jaan Hay To Kioun Mujh Say Juda Hay,

Likha Hay Mera Naam Samundar Pay Hawa Nay,

Aur Doono Ki Fitrat Mein Sakoon Hay Na Wafa Hay,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hasher mai kon gawahi meri de ga SAGHIR!!!!

Sab tumharay hi trafdaar nazar atay hain..

Share this post


Link to post
Share on other sites

Main Talkhi-e-Hayaat Say Ghabra K Pi Gaya,

Ghum Ki Sayaah Raat Say Ghabra K Pi Gaya,

Main aadmi Hoon Koi Farishta Nahi Hazoor,

Main Aaj Apni Zaat Say Ghabra K Pi Gaya,

Itni Daqeeq Shay Koi Kesay Samajh Paaey,

Yazdaan K Waaqiaat Say Ghabra K Pi Gaya,

Kaantay To Khair Kaantay Hain Un Say Gila Hi Kya?

Phoolon Ki Waardaat Say Ghabra K Pi Gaya,

SAAGAR Wo Keh Rahay Thay Pi Lijiaey Hazoor,

Un Ki Guzaarishaat Say Ghabra K Pi Gaya,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Rang-e-Shafaq se Aag Shagoofo mai lg gai..

SAGHIR!!!! Hmaray haath se Chalka to roo diye...

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kaash Aey Zindagi Ki Raq'qasa

Teri Cham Cham Say Aag Lag Jaey,

Aesay Zakhmoon Ka Kya Karay Koi,

Jin Ko Marham Say Aag Lag Jaey,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Her Waqt Ka Hasna Tujhay Barbaad Na Kar Day,

Tanhaai K Lamhoon Mein Kabhi Ro Bhi Liya Kar,

Is Shab K Muqad'dar Mein Sehar Hi Nahi Mohsin,

Daikha Hay Kai Baar Charaagon Ko Bujha Kar.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Na ker tamanna Husn-e-Ikhteyaar ki..

Ik jhalak chahiye ...Deedar-e-Yaar ki

Share this post


Link to post
Share on other sites

Mohabbat Ab Nahi Ho Gi !

Sitaaray Jo Dmaktay Hain,

Kisi Ki Chashm-e-Heeraan Mein,

Mulaaqatein Jo Hooti Hain,

Jamaal-e-Abr-o-Baaraan Mein,

Yeh Na-Aabaad Waqtoon Mein,

Dil-e-Naashaad Mein Ho Gi,

Mohabbat Ab Nahi Ho gi,

Yeh Kuch Din Baad Mein Ho Gi,

Guzar Jaaein Gay Jab Yeh Din,

Yeh Un Ki Yaad Mein Ho Gi,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Tery Sooz-e-Sukhan se ay!! SAGHIR!!!

Zindagi ka chalan Sulagta hai...

Share this post


Link to post
Share on other sites

Chaandni, Neem-Waa Dareecha, Sakoot,

Aankhoon Aankhoon Mein Raat Guzri Hay,

Haaey Wo Loog, Khoobsurat Loog,

Jin Ki Dhun Mein Hayaat Guzri Hay,

Kisi Bhatkay Huway Khayaal Ki Mouj,

Kitni Yaadoon K Saath Guzri Hay.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Main To Samjha Tha K Lout Aatay Hain Jaanay Walay,

Tu Nay Jaa Kar To Judaai Meri Qismat Kar Di,

Mujh Ko Dushman K Iraadon Pay Bhi Payar Aata Hay,

Teri Ulfat Nay Mohabbat Meri Aadat Kar Di.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Murattab ghum k afsaano se SAGHIR!!!

MUssarat ki hekayet kr rahay hain..

Share this post


Link to post
Share on other sites

"Hum Loog Na Thay Aesay"

Hum Loog Na Thay Aesay,

Hain Jesay Nazar Aatay,

Aey Waqt Gawaahi Day,

Hum Loog Na Thay Aesay,

Yeh Sheher Na Tha Aesa,

Yeh Roog Na Thay Aesay,

Deewaar Na Thay Rastay,

Zindaan Na Thi Basti,

Aazaar Na Thay Rishtay,

Khiljaan Na Thi Hasti,

Youn Mout Na Thi Sasti,

Yeh Aaj Jo Surat Hay,

Halaat Na That Aesay,

Youn Gair Na Thay Mosam,

Din Raat Na Thay Aesay,

Tafreeq Na Thi Aesi,

Sanjoog Na Thay Aesay,

Aey Waqt Gawaahi Day,

Hum Loog Na Thay Aesay.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Chaloo SAGHIR!!! k naghmay saath le kr..

Chalaktay joyebaaro tk chalain gain..

Share this post


Link to post
Share on other sites

"Hum Loog Na Thay Aesay"

Hum Loog Na Thay Aesay,

Hain Jesay Nazar Aatay,

Aey Waqt Gawaahi Day,

Hum Loog Na Thay Aesay,

Yeh Sheher Na Tha Aesa,

Yeh Roog Na Thay Aesay,

Deewaar Na Thay Rastay,

Zindaan Na Thi Basti,

Aazaar Na Thay Rishtay,

Khiljaan Na Thi Hasti,

Youn Mout Na Thi Sasti,

Yeh Aaj Jo Surat Hay,

Halaat Na That Aesay,

Youn Gair Na Thay Mosam,

Din Raat Na Thay Aesay,

Tafreeq Na Thi Aesi,

Sanjoog Na Thay Aesay,

Aey Waqt Gawaahi Day,

Hum Loog Na Thay Aesay.

hmmmmmm very nice dear safwaan ....bt dear dis is'nt maqta shair...dis is ghazal so u post in ur collection......nice ghazal hai i like it

Share this post


Link to post
Share on other sites

hmmmmmm very nice dear safwaan ....bt dear dis is'nt maqta shair...dis is ghazal so u post in ur collection......nice ghazal hai i like it

THANX RAYYAN & I"LL BE CAREFUL NEXT TIME

Share this post


Link to post
Share on other sites

.Bhool nahi wo wOH Qoos-e-Qerj ki c soortain..

SAGHIR!!! tumhain to mest dheyaano ne le liyaa...

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yaad Aata Hay Roz-o-Shab Koi,

Hum Say Rootha Hay Be-Sabab Koi,

Chout Khaai Hay Baarha Lekin,

Aaj To Dard Hay Ajab Koi,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Tum Nay To Keh Diya K Mohabbat Nahi Mili,

Mujh Ko To Yeh Bhi Kehnay Ki Mohlat Nahi Mili,

Tujh Ko To Khair Sheher K Loogon Ka Khoof Tha,

Aur Mujh Ko Apnay Gher Say Ejazat Nahi Mili.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Sakoon Dard Ko, Ghum Ko Dawa Banati Hay,

Yeh Shaairy Hay Ajab Moo'ajzay Dikhaati Hay,

Tumhari Mujh Say Mulaqaat Bhi Achanak Thi,

Tumhara Mil K Bicherna Bhi Haadsaati Hay.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Us Shaam Wo Rukhsat Ka Samaan Yaad Rahay Ga,

Wo Sheher, Wo Koocha, Wo Makaan Yaad Rahay Ga,

Hum Bhool Sakein Hain Na Tujhay Bhool Sakein Gay,

Tu Yaad Rahay Ga, Humein Haan Yaad Rahay Ga.

Share this post


Link to post
Share on other sites

ZIndagi kia hai mujh se pooch Faraz..

Mai ne gulshan ko baharoo mai ujhartay daikha..

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.