Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Zaini

Maqta Share Krin

Recommended Posts

Is Dour-e-Munsafi Mein Zroori Nahi Hay ZAIB,

Jis Shakhs Ki Khata Ho Usi Ko Saza Milay.

Share this post


Link to post
Share on other sites

usy ganwa ke zinda hoon is tarah mohsin

ke jaise teez hawa main chiragh jalta hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Likh dena Ye missra Meri sang_e Lahad pr GHALIB

K Mout achi hai magr Dil ka lagana acha nhi...!

Share this post


Link to post
Share on other sites

kabhi iska, kabhi uska, kabhi mera huwa mohsin

usne husn ganwa dia tijarat karte karte........!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Jaan e Aarif tou bhi ziddi tha ana mujh mein bhi hey

Dono khud sir thay, jhuka tou bhi nahein mein bhi nahein

Share this post


Link to post
Share on other sites

Youn To Lagta Hay K Qismat Ka Sikandar Hay FARAZ,

Magar Andaaz Hain Sab Khaana-Khraabon Waalay.

Share this post


Link to post
Share on other sites

mOhsin Ghareeb lOg Bhi Tinkey Ka Dhair hiaN

Dariya mieN Beh Gaye tO Kabhi Malbey mieN Dab Gaye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Youn Daikhtay Rehna Usay Acha Nahi Mohsin,

Wo Kaanch Ka Paiker Hay To Pat'thar Teri Aankhein.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kaisay kisi ki yaad ka chehra banoon main

Amjad wo koi naqsh kabhi bholnay tou day

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ab Na Wo Main Hoon, Na Tu Hay, Na Wo Maazi Hay FARAZ,

Jaisay Doo Saaey Tamanna K Saraaboon Mein Milein.

Share this post


Link to post
Share on other sites

KHali HatOun kO kaBHi GHoor sE DekHa Hai Faraz

kis TarHa LooG LakeErOun sE Nikal Jate Hein ...!!!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Bin Maange Hi Mil Jati Hyn Taabeerai’n Kisi Ko Faraz

Koi Khaali Haath Reh Jata Hy Hazaro’n Duao’n K Baad

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ab K Faraz Wo Huwa Jis Ka Na Tha Gumaan Tak,

Pehli Si Doosti To Kya Khatam Hay Bool Chaal Bhi.

Share this post


Link to post
Share on other sites

tu dhoond falak per bagh_e_iram apna to aqeeda hai mohsin

jis khaak pe mukhlis dost milain wo khaak bhi janat hoti hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Nasir Husn KoLafzoon Say Majrooh Na Karna,

Zulfoon Ko Barsaat, Laboon Ko Jaam Na Likhna.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Bin Maange Hi Mil Jati Hyn Taabeerai’n Kisi Ko Faraz

Koi Khaali Haath Reh Jata Hy Hazaro’n Duao’n K Baad

Share this post


Link to post
Share on other sites

Iss shab kay muqaddar main sehar hi nahin mohsin

Dekha hai kaii baar charaghon ko bujhaa kar.........!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Smaa'toon Ko Main Taa-Umer Koosta Wasi,

Wo Kuch Na Kehtay Faqat Hoont Hila Detay.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Mujhay acha laga Mohsin

Usay paa kar ganwa daina

Share this post


Link to post
Share on other sites

Muqaam Faiz Koi Raah Mein Jacha Hi Nahi,

Koo'aey-e-Yaar Say Niklay To Soo'aey-e-Daar Chalay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Muhabbat ke baad muhabbat mumkin hai Faraz

Magar toot ke chahna sirf aik baar hota hai !

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yeh Wafa Un Dinoo'n Ki Baat Hay Faraz,

Jab Log Sachay Aur Makaan Kachay Huwa Kartay Thay.

Share this post


Link to post
Share on other sites

ye kia ke har ek se bayan dil ki halatain kerni

Faraz tujh ko na aayin muhabbatain kerni

Share this post


Link to post
Share on other sites

Aik Faraz tumhe tanha ho jo ab tak dukh k rasiya ho

Warna aksar dil walon nay dil ka rasta choor dia

Share this post


Link to post
Share on other sites

Darya Hoon So Behta Hi Chala Jaon Ga Mohsin,

Seekha Hi Nahi Kuch Main Nay Rawaani K Elaawa.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.