Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Zaini

Maqta Share Krin

Recommended Posts

is liye toot k roya hooN maiN aksar mohsin

kuch to dil khol k haNsne ka qareena aae

Share this post


Link to post
Share on other sites

QATEEL Apna Muqadar Gham Se Begana Agr Hota,,

To Phir Apny Praaye Hum Se Pèhchany Kahan Jaty..

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kab talak tray khyalon k saharay jieye jaen Mohsin

Dil tri yad say munkar b to ho sakta hay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Zehn-o-dil jin ki sadaqat k bhi munkir ho jayen

Sanhay aiasy bhi aa kar guzar jatay hain

Munhasir ehl-e-sitam par he nhi mOhsin

Log apnoon ki aanayat say b mar jatay hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

main apni zat mein nilam ho raha hun 'Qateel'

gam-e-hayat se kah do kharid laye mujhe

Share this post


Link to post
Share on other sites

Samjhao "MOHSIN" Usko K Ab Reham Karay,

Dukh Bant'ta Phirta Hai Woh Soghaat Ki Manind......!!!!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yeh Qanaaet Hay, Ataaet Hay K Chahat Hay Faraz,

Hum To Raazi Hain Wo Jis Haal Mein Jesa Rakhay.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Nhi hota kbi jo rabita us se mera "Mohsin"........!

Main khud mein doob jata hon,wo mujh ko mujh mein milta hai....

Share this post


Link to post
Share on other sites

Muddat guzzri, ik waaday par aaj bhi kaayam hai'n "Mohsin"

Hum'nay saari umar nibhayee, apni pehli majboori.....!!!!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Apnay Dushman Say Main Be-Wajha Khafa Tha Mohsin,

Meray Qaatil To Meray Apnay Hawaari Niklay.

Share this post


Link to post
Share on other sites

SansOn Ka Toot JanA To Aam Se Baat Hai SaQi ....

Jahan Apna Rooth Jaye Mout Us Ko Kehtay hain ....

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kanton Pe Guzar Dety hain Apni Sari Umar...faraz

Kon Kehta Hai In Phoolon ko koi Gham Nahi Hota

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kuch iss liyey bhi main us say bicher gia Mohsin

Woh door door say dekhay thaher thaher k mujhay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ye Zamin Ki fitrat ha k har cheez ko jazb kar leti ha

"SHAIL"

Warna Teri yad me Girny waly Aansuon Ka 1 alag Samundar hota

Share this post


Link to post
Share on other sites

tere hath say mere hath tak

jo hath bher ka tha faasila

ussay naaptay .ussay kaat'tay

mera sara waqt nikal gaya

nahi jis pey koi nishan-e-paa

mere saamnay hay woh rahguzar

mere chara ger mere chara ger

mere dukh ki tujhay kia khabar !

Share this post


Link to post
Share on other sites

Dil ka hajoom-e-ghum say Adam ab ye haal hai

Dariya pay jaisay sham ko sakta sa chah gaya

Share this post


Link to post
Share on other sites

Un ke paas aao tau dooreyaan rooth jaati hain

Zindagi ke safar mein kabhi majbooreyaan rooth jaati hain

Jab bhi pakarta hai woh meri nazuk kalae ko

Na jane kyon mujh se chooreyaan rooth jaati hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

haan...

chaand mujhay acha lagta hai

kuin k hum

aik say musaafir hain hain

aik sa muqaddar hai

Main zameen per tanha

or woh aasmaanooN per

Share this post


Link to post
Share on other sites

Humein kitney bhi shikway hon uss ki jafaaon kay

Per uss kay saamnay har ik shikayat haar jati hay

Ik aarzoo si hay keh uss ko bhool jayen hum

Per uss ki yaad aatey he ye hasrat haar jati hay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Humein kitney bhi shikway hon uss ki jafaaon kay

Per uss kay saamnay har ik shikayat haar jati hay

Ik aarzoo si hay keh uss ko bhool jayen hum

Per uss ki yaad aatey he ye hasrat haar jati hay

hmmmmm waOOo nice one Rukh ;)

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kia Khabar thee ke saath thoora hai..

Meri Taqdeer main wachoora hai...

Jiss Dorahay pe tum ne choora hai..

Uss ne Bandhan lagan ka toora hai..

Chal diay Tum ke jub Yaqeen Aaya...

Zindigi Dhoop, Tum Ghana Saaya

Share this post


Link to post
Share on other sites

Bhht sy raasty aatay haen mery dil ki trf, "Wasi"

Rah-e-khuloos sy aana, fasila km pry ga...........

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ussy paana, usy khona, ussi k hijr mae rona.....,

\yehi gr ishq hy MOHSIN to hm tnha hi achy haen

Share this post


Link to post
Share on other sites

aj bhi us ka intazar karty karty raat guzar jai g wasi

ana prast log apni marzi sy yad kya karty han

post-30118-0-46610200-1323149487_thumb.jpg

Share this post


Link to post
Share on other sites

jo ruky to koh-e-giraan thy hum jo chly to jaan sy guzr gye

rah-e-yar hum ny qadam qadam tujhy yadgar bna diya,,,,,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.