Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Zaini

Write A Shair Daily

Recommended Posts

wahin Kahin koi derya tha pyas ka derya

main ruk gaya tha tere dil ko paar krtay huay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Daby main Dabay Dabay main Cake

Meray Dost Lakhon main EIk :lol:

Eid Mubarak tu all of u..!

Share this post


Link to post
Share on other sites

WOOW...GUD YAR SUB KI SHARINGG..AWESOMEE HAY :yes:

Share this post


Link to post
Share on other sites

especialy last one meri wali :lol:

share perh ker muon main pani aa jata hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Abhi zid na kar dil-e-bay khabar

K pas-e-hajoom-e-sitam garaan

Abhi kon tujh say wafa karay

Abhi kis ko fursatain is qadar

K samait kar teri kirchiyaan

Teray haq main khud say dua karay

Abhi zid na kar dil-e-bay khabar

K tah-e-ghubaar-e-gham-e-jahan

Kahan kho gaye teray chara gar

K rah-e-hayaat main raigaan

Kahan so gaye teray humsafar

Abhi ghum gusaroon ki chout sehh

Abhi kuch na sun abhi kuch na kah

Abhi zid na kar meray baynawaa

Kabhi youn bhi ho k sir-e-ufaq

Teray dukh ka chand damak uthay

Koi tees khud say chamak uthay

Kisi shehar-e-zakhm-e-farosh main

Koi zakham khud say khareed kar

Sub he aks khud say khurach kabhi

Kisi aainay main na deed kar

Kabhi youn bhi jashn-e-tarab mana

Kabhi is tarhan say bhi Eid kar

Share this post


Link to post
Share on other sites

Phr youn hua k Koi shanasa nahi raha

Phr youn hua k derd me shiddat nahi rahii

ab kia kissi ko chahain k hum ko to in dinOn

Khud apny aap say B Mohabbt nahi rahi

Share this post


Link to post
Share on other sites

Tehra pehloo tery Dil ki tarah abaad rahay

Tug Paa guzray na Qiaamat Shab e tanhaii kii

Share this post


Link to post
Share on other sites

Chor k saathi chal dete hain

reh jati hain takti ankhain

Share this post


Link to post
Share on other sites

Dhoondo gay agar mulkon mulkon... milnay kay nahin nayaab han hum

tabeer hai jiss ki hasrat-o-gham ay hum safaso woh khwaab hain hum

Share this post


Link to post
Share on other sites

chup na rahtay bayaan ho jatay

tujh se gar badguman ho jatay...

tu nay dekha nahi platt kay humein

werna hum maharban ho jatay…

teray dil ki zameen hi na mili

werna hum asman ho jatay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Wo mere AK RUT BHE AMAR KAR NAHE SAKA

Jado tou janta tha magar kar nahe saka

Taqdeer k likhy ko badalny chala tha wo

Ak hurf bhe idhar say udhar kar nahe saka

May bhe na ruk sake kisi manzil pay dard ke

Or mere sath koi safar kar nahe saka

ak kaife na tamam may guzre tamam umer

nasha ba qadre zarf hunar kar nahe saka

jo suukh mila hy teri duaon ki chaoon may

maaa wesi chaoon koi shajar kar nahe saka

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hum hain Wo sokhy huay talab pe baithy huns

Jo talauq ko nibhatay huay mar jaty hain

Hum hain wo toti hui khashityoon wale Faraz

jo kinaroon ko milaty huy mar jaty hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

wo silsilay wo shoq wo nisbat nahi rhi

ab zindgi main hijr ki wehshat nahi rahi

Share this post


Link to post
Share on other sites

phir ussi reh guzaar per shayed

hum kabhi mil sakain magar shayed

jaan pehchaan say kya hogaa

phir bhi ay dost ghor kar shayed

muntazar jin kay hum rahay tum ho

mil gaye aur hum-safar shayed

jo bhi bichrray hain kab milay hain Faraz

phir bhii tuu intazaar kar shayed

Share this post


Link to post
Share on other sites

Tasveer-e-zingadi main naye rang aa gaye

apny hi dost hum say bohat tang aa gaye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Us sham wo rukhsat ka saman yaad rahega

Wo shahar wo kucha wo makan yad rahega

Wo tis k ubhri thi idhar yad rahegi

Wo dard k utha tha yahan yaad rahay ga

Hum shauq k shole ki lapak bhool jayenge

Wo shama-e-fasurda ka dhuan yad rahega

Kuch mir k abyat the kuch faiz k misre

Ik dard ka tha jin main bayan yad rahega

Jan bakhsh si thi us gulbarg ki tarawat

Wo lams-e-aziz-e-do-jahan yad rahega

Hum bhool sakay hain na tujhe bhool sakain gain

Tu yaad rahega humain haan yaad rahega

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hum thay tanha bay rawayat sa'atO'on ki Qaid main

Jiss sabub say hum nay khud Ko itna mehmill kr lia

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hathon ki lakiron main kismat hoti hai,

Milna aur bhul jana logo ki fitrat hoti hai,

Bikharta to har koi hai dard me,

Magar gum bhulana insaan ki jarurat hoti hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.