Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Zaini

Write A Shair Daily

Recommended Posts

meri aur uski khuwahish mai bas itna se farq tha?

mujhe bas wo aur ussey sara zamana chahiye tha...

Share this post


Link to post
Share on other sites

le dobi mujh ku andhero mai

mujhe siyah ankho se dar lagta hai

us k husan mai b ik wehshath si hai

mujhe chandni raato se dar lagta hai

meine is sabbab chour diya us ku

mujhe loago k sawalo se dar lagta hai

meri ankho ku rola dati hai yaade teri

suno! mujhe barisho se dar lagta hai

shair likh ne ka sabbab na bata de koi?

mujhe in humraaz shairo se dar laggta hai...

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hum Ko Aata Hi Nhi Zakhmon ki Numa'ish Krna,

Khud Hi Roty Hain, Trapty Hain, Behal Jatay Hain...

Share this post


Link to post
Share on other sites

Abi Tu Zid Hai Ussssssay Raasta Badlny ki

Kabhi wo Royee Ga Khudd Meri Chahto k liye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Matti k jitny ghar mai banata chala gaya.

Ik shakhs khafa ho k girata chala gaya,

Wo muj sy boht door door bhagta raha.

Jitna main us k naaz uthata chala gaya,

Ik mery wasty hi us ny dard rakhy they.

Baqi to wo har ik ko hansata chala gaya,

Thi hath mein taqat par dil nahi maana.

Us k siwa main sab ko haraata chala gaya,

Us ki yad k jitny charagh roshan they.

Unko b wo sitamgar Bhujata chala gaya

Share this post


Link to post
Share on other sites

ek shakhs ko chaha tha

Ek shakhs ko deakha tha

Taron ki tarha Ham'ny

Ek shakhs ko chaha tha

Apno ki tarha Ham'ny

Ek shakhs ko samjha tha

Phoolon ki tarha Ham'ny

Wo shakhs qiyamat tha

Kia uski karein Batein

Din us ky liye Paida

R uski he thi Ratein

Kam milta kis se tha

Ham se thi mulaqatein

Rang uska Shahabi tha

Zulfon mein thi Mehkarein

Aankhein thi k jadu tha

Palkein thi k talwarein

dushman bi agar deakhy

so jan se dil Harein

Kuch tum se wo milta tha

Baton mein shahabat thi

Han tum sa hi lagta tha

Shoki mein shararat mein

Lagta bi tumhe sa tha

Dastur-e-muhabat mein

Wo shakhs hamein eik din

Apno ki tarha Bhoola

Taron ki tarha dooba

Phoolon ki tarha toota

Phir haath na aya wo

Ham'ny bohat dhondha

Tum kis liye chonky ho

Kab zikr tumhar hai

Kab tum se takaza hai

Kab tum se shikayat hai

Eik taaza Hiqayat hai

Sun lo to eenayat hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

One of Favt.

Wo Kar rehe the apni Wafaon Ka Tazkara

Hum Per nigha pari to Khamosh ho gaye

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

Nice

apni neend se muj kuch yun bi muhabat hay faraz

k usne kaha tha muj paana tumhare liye sirf ek khawab ha

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kuch waqt ki rawani ne hamain yon badal diya

wafa pr ab bhe qaim hain, magr mohabbat chor di ham ne

Share this post


Link to post
Share on other sites

Bohat Ajeeb Hain Yeh Bandsheen Mohabbat ki FARAZ Na Us Ne QAID Mein Rakha Na Hum Faraar Hue

Share this post


Link to post
Share on other sites

“*._Yeh soch lia k ab usko awaz nahe deni_.*”~faraz~

“*._Ab k main b dykhon wo mera talabgar hy kitna

Share this post


Link to post
Share on other sites

v nice Rooh :clap: :clap: :clap: :clap:

Share this post


Link to post
Share on other sites

dil ka fasana zabaan pe jo ana sake ab k baras b hm un ku suna na sake

beeti batein kb yaad aati hai inhein

hm jinhein bhol k bhula na sake

loag jane kaise jeetein hai kisi k ho ke

muhabbat mein hm tuo kabhi chain pa na sake

is baar b khoob hasey mere haal pe wo

is baar b dil cheer k hm dikha na sake

un k dil mein kya hai khuda jane

uuf,hm tu aaj b un ku aazma na sake

yarab kaisa dil diya tumne inhein

k ek hm he jis mein sama na sake

ye kahani aage barhe b tuo kaise

hum door ja na sake wo paas a na sake

ab fazool hai un se koi gila sada

hm nibha k b ehde wafa nibha na sake!!!

Share this post


Link to post
Share on other sites

oh toh yeh baat hai :sad: :sad:

Share this post


Link to post
Share on other sites

:sad:manzil ki talash mein nikle the

khud ku bhi bhool aye..

umeed le kar chale the

wapisi pe dhool laye!!! :sad:

Share this post


Link to post
Share on other sites

عروج ہو تجھے ایسا نصیب دنیا میں کہ آسماں بھی تیری رفعتوں پہ ناز کرۓ

Share this post


Link to post
Share on other sites

“Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe

Is liye jab chaha yad kiya jab chaha bhula diya”

“janta tha wo mujko behlane k har andaz

Is liye jab chaha hansa diya jab chaha rula diya”

“Rakhta to tha wo mera bohut hi kheyal

Is liye jab chaha khafa kiya jab chaha mana liya”

“Lagta to tha usko ha mujse bohut hi piyar

Is liy jab chaha apna bana liya jab chaha daman chura liya..!!!!

Share this post


Link to post
Share on other sites

nya mosam meri benaai ko tasleem nhi,

mjh ko wohi purany khwab laa dy,,,,,,,

aesa dariya jo kisi oarsmundar mae giry

is sy behtr hy to mjh ko mera sehra laa dy

kch nhi chahye tjh sy ae meri umr e rwaan

mera bachpan, mery jugno, meri guriya laa dy

Share this post


Link to post
Share on other sites

عروج ہو تجھے ایسا نصیب دنیا میں کہ آسماں بھی تیری رفعتوں پہ ناز کرۓ

ameen,,,,,,nice 1 Emaad :yes:

Share this post


Link to post
Share on other sites

‎*.*Main kese us shakhs ko rula sakte the "Faraz"*.*

*.*Jis shakhs ko main ne khud ro ro kr paya tha*.*

Share this post


Link to post
Share on other sites

" Yaa Rabb "

Mujhe zindagi Me Qadam Qadam Pe Teri Raza Ki Talash Hai

Tere Ishq Mein Aye Mere KHUDA Mujhe Inteha Ki Talash Hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

tum ne to keh diya ke mohabbat nahi mili

muj ko to yeh bi kehne ki mohlat nahi mili

nendon ke desh jate koi khuwab dekhte

laikin diya jalane se fursat nahi mili

tuj ko to khair sehar ke logon ka khof tha

aur muj ko apne ghar se ijazat nahi mili

phir ikthilaf-e-rae ki surat nikal pari

apni yehan kisi se bhi aadat nahi mili

be zaar yoon hoe ke tere ahed mai hamain

sab kuch mila sukoon ki dolat nahi mili

Share this post


Link to post
Share on other sites

Agar maaloom hota ishq yun majboor kar day gaa…,

Bohat pehlay hee iss aafat sey tauba kar chukay hotay…!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.