Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Zaini

Write A Shair Daily

Recommended Posts

Jab Kuch Na Bach Saka Tu Dabo Dengay Safina

Saahil Kee Qasam, Minnat-e-Toofaan Na Karengay....

Share this post


Link to post
Share on other sites

jab chand ku denkhan tu yaad k karlena mujhe ye soch k nahi

k khubsurat hai wo balke ye soch k tanha hai wo humari tarah

sitaro k bheeeeeer mein

Share this post


Link to post
Share on other sites

mein aur apni zabat kya sabooth do faraz

k kadhe pe sar rakhe wo humare kisi aur k liye rote hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Meray ishq se mili hai, tery husan ko ye shohrat…

Tera zikar hi kahan tha,meri dastan se pehle…

Share this post


Link to post
Share on other sites

Wo Kya Janay Dil K RiShtoon Ki Nzakat,,,

Dil To Narm Lehjoon Se Bi Toot Jaya Krtay Hain

dill k rishtoon ki nzakat ko wo kya jaany FARAZ

narm lafzoon sy b lag jaati haen chouten aksar

nice 1 rainbow :yes:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hasil - E - ZindaGi Hasrato'n Ke Siva KuChh Bhi Nahi.....

Ye Kiya Nahi., Wo Hua Nahi., Ye MiLa Nahi., Wo Raha Nahi.....

Share this post


Link to post
Share on other sites

chalakny laga khuloos us ki adaaun sy

jab mujh ko aitbaar ki aadat nhi rhi

greatttttttttttttt :flower4u:

Share this post


Link to post
Share on other sites

tuo laakh jatan kar mujh se dour jane ki

baat be baat sabbab be sabbab

tujhe tarpayegi tujhe rolayigi

wo adat mere muskurane ki

Share this post


Link to post
Share on other sites

tum bhuja kr to chly ho meri yadoon k chiraagh,,,,,

kya kro gy kahen rasty mae agr raat ho gai,,,,,,,??

Share this post


Link to post
Share on other sites

aankh se duur na ho dil se utar jaayegaa

vaqt kaa kyaa hai guzarataa hai guzar jaayegaa

itanaa maanuus na ho Khilvat-e-Gam se apanii

tuu kabhii Khud ko bhii dekhegaa to dar jaayegaa

tum sar-e-raah-e-vafaa dekhate rah jaaoge

aur wo baam-e-rafaaqat se utar jaayegaa

zindagii terii ataa hai to ye jaanevaalaa

terii baKhshiish terii dahaliiz pe dhar jaayegaa

duubate duubate kashtii to ochhaalaa de don

main nahiin koii to saahil pe utar jaayegaa

zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa ?Faraz?

zaalim ab ke bhii na royegaa to mar jaayegaa

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice 1,,,

hamara tazkara choro hum aesy loug haen jin ko,,

nafrataen kuch nhi kehten wafaen maar jati haen

Share this post


Link to post
Share on other sites

Zulf Raaton C Hai Rangat Hai Ujaalon Jesi,

Par Tabiyat Hai Wohi Bhoolney Walon Jesi….

Dhoondta Phirta Hun Yun Logo’n men Shabahat Uski,

K “WO” Khawabo’n men Bhi Lagti Hai Khyaalon Jesi….

Uski Baatein Bhi DiL’aawez Hen Surat Ki Tarha,

Meri Sochein Bhi Preshan Mere Balon Jesi..

Uski “AANKHON” Ko Kabhi GhOr Se Dekha Hai “FARAZ”

Soney Walon Ki Tarha Jagney Walon jesi…

Share this post


Link to post
Share on other sites

Tou zakham-e-judaie ko tammana main mila kar

Khod apnay he haaton sai ye zeher piya kar

Takleef main ehsaas-e-mohobat ko dubo kar

Umeed ke kirno’n main tou rooz jiya kar

Daikhay jo teray haal ko apnay main sumo ker

Aisay he kisi shakhs sai tou piyar kiya kar

Jeenay main kehin sokh ore kehin dard-e-jahan hai

Haaton kee lakeeron ko na dosh diya kar

Jalta hai jism tera agar roog-e-wafa main

Parwanay kee jurrat ko tou yaad kiya kar

Bhikhray howay patton sai nashaimun ko saja kar

Ujaray howay logoon ko abaad kiya kar

Sumjhay jo tera dard koe aisa wali ho

Barbaad dilon main usay dhoondh liya kar

Wo kaun hai shaukat jo mubera hai dokhon sai

Aflaas ke basti main zara jhaank liya kar

Share this post


Link to post
Share on other sites

ae DECEMBER teri barson se brsny ki wo riwayat tot gai,,,

iss JANUARY nay to aaj mera aanchal he bhigoo dia ,,,,,,

Share this post


Link to post
Share on other sites

azmat-e-zindagii ko bech diyaa ham ne apanii Khushii ko bech diyaa chashm-e-saaqii ke ik ishaare pe umr kii tishnagi ko bech diyaa rind jaam-o-subuu pe ha.Nsate hai.n shaiKh ne bandagii ko bech diyaa rah_guzaaro.n pe luT ga_ii raadhaa shaam ne baa.Nsurii ko bech diyaa jagamagaate hai.n vahashato.n ke dayaar aql ne aadamii ko bech diyaa lab-o-ruKhsaar ke ivaz ham ne sitvat-e-Khusravii ko bech diyaa ishq beharuupiyaa hai ai 'Sagar' aap ne saadagii ko bech diyaa

Share this post


Link to post
Share on other sites

azmat-e-zindagii ko bech diyaa

ham ne apanii Khushii ko bech diyaa

chashm-e-saaqii ke ik ishaare pe

umr kii tishnagi ko bech diyaa

rind jaam-o-subuu pe ha.Nsate hai.n

shaiKh ne bandagii ko bech diyaa

rah_guzaaro.n pe luT ga_ii raadhaa

shaam ne baa.Nsurii ko bech diyaa

jagamagaate hai.n vahashato.n ke dayaar

aql ne aadamii ko bech diyaa

lab-o-ruKhsaar ke ivaz ham ne

sitvat-e-Khusravii ko bech diyaa

ishq beharuupiyaa hai ai 'Sagar' aap ne saadagii ko bech diyaa

Share this post


Link to post
Share on other sites

na zameen hy meri qaraar gaah,,na falak hy manzil-e-jazba-e dill

bari dair sy hy safar mera,,teri yaad sy teri yaad tak,,,,,,,,,,,,,,,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Tu Meraa Pehla Piyar Sajan

Tu Dilbar Tu Dildaar Sajan,

Tu Phoolon Ki Mehkaar Sajan

Tu Gull Tu Hi Gulzaar Sajan,

Tu Qudrat Ka Shahkaar Sajan

Mukh Tera Hai Gulbahar Sajan,

Tu Jaan-e-Jigar Tu Jaan-e-Gazal

Tu Khushiyon Ka Deedaar Sajan,

Soorat Teri Bholi Bhaali

Hain Laal Haseen Rukhsaar Sajan,

Dil Ki Baaten Tum Se Karna

Main Bhoola Hoon Har Baar Sajan,

Main Buzdil Hoon Main Pagal Hoon

Yeh Kehte Hain Sab Yaar Sajan,

Tere Nain Bane Talwaar-e-Piyar

Main Zakhmi Main Lachaar Sajan,

Na Tum Se Jis Din Baat Kare

Dil Rehta Hai Bezaar Sajan,

Jis Janib Bhi Ab Dekhon Main

Har Rasta Hai Pur Khaar Sajan,

Tum Bhi Maano Ek Baat Meri

Ab Chor Chalen Ghar Baar Sajan.

Share this post


Link to post
Share on other sites

buht socha buht smjha buht he der tk parkha

k tanha ghutt k jee lena muhabbt sy buht behtr

Share this post


Link to post
Share on other sites

Merey lafzon ki pehchan agar wo ker leta faraz

Usey mujh se nahi,khud se hi muhabbat ho jati!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.