Aiza 104 Posted May 26, 2012 Dil ki hasti bikhar gayai hoti, Aur rooh k zakham bhar gayai hotay, Zindagi aap jaisay doston ki amanat hai, Warna hum tou kab k mar gayai hotay... Share this post Link to post Share on other sites
daineee 211 Posted May 26, 2012 Tareekh hazaron saal mein bas itni si badli hai, Tab dour tha pathar ka ab log hain pathar ke.. Share this post Link to post Share on other sites
sho_shweet 657 Posted May 27, 2012 tou b saada hy kbhi chaal badalta he nhi hum b danista teri chaal mae aa jaty haen Share this post Link to post Share on other sites
daineee 211 Posted May 28, 2012 Wo Saamnay Tha Magar Ye Yaqeen Na Aata Tha, Wo Aap Hai Ke Meri Khwaahishon Ka Saaya Hai ? 1 Share this post Link to post Share on other sites
sho_shweet 657 Posted May 29, 2012 Youn sir-e-rah yehi soch chalti rahi meray samnay, meri zindagi gir kay sambhalti rahi meray samnay, Mujh ko barbaad kiya meray osooloon nay mein na badla duniya badalti rahi meray samnay... Share this post Link to post Share on other sites
noreen 59 Posted May 29, 2012 mohabbat jog hoti hai mohabbet rog hoti hai bd bakht hain vo log jinhain hoti tai lakin phir bhee khte hain ye nhi hoti hai Share this post Link to post Share on other sites
daineee 211 Posted May 29, 2012 Mohabbat karne waale kam na honge, Teri mehfil mein lekin hum na honge.. Share this post Link to post Share on other sites
sho_shweet 657 Posted May 30, 2012 jhuka de ga teri garden ko ye khairaat ka pather jahaan mae maangny waloon k oonchy sir nhi hoty Share this post Link to post Share on other sites
daineee 211 Posted May 31, 2012 Pal bhar ka pyaar aur barson ka intezaar, Jaise koi apna hi apne ghar ko loot raha hai… Share this post Link to post Share on other sites
noreen 59 Posted June 1, 2012 Buss Aakhri Saans Hai, Tum Aate Ho Ke Le Loon ? Share this post Link to post Share on other sites
daineee 211 Posted June 1, 2012 Ab hai toota sa dil khud se bezaar sa Iss haweli mein lagta tha darbaar sa Iss tarah saath nibhana hai dushwaar sa Main bhi talwaar sa tu bhi talwaar sa Khubsurat se paaon mein zanjeer ho Ghar mein baitha rahun main giraftaar sa Gudiya gudde ko becha gaya kharida gaya Ghar sajaya gaya raat, bazaar sa Shaam tak kitne hathon se guzrunga Chaye khanon mein uddi ke akhbar sa Main farishton ki mohbbat ke layek nahi Hamsafar koi hota gunahgaar sa Baat kya hai ke mash’hoor logon ke ghar Maut ka sog hota hai teohaar sa Zeena zeena utarta hua aaiina Usska lehja anokha khankhdaar sa Vo aligarh ki shaamein kahan kho gayi Ab vo shayar kahan hai tarahdaar sa Share this post Link to post Share on other sites
sho_shweet 657 Posted June 1, 2012 Taarruf rog ho jaye to usko bhulna behtar Ta'lluk bojh ban jaye to usko todnaa achha Woh afsaana jise anjaam tak lana na ho mumkin Use ek khoobsurat mod dekar chhodna achha Chalo ek baar phir se, ajnabi ban jaye hum dono !! Share this post Link to post Share on other sites