Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Zaini

Write A Shair Daily

Recommended Posts

Yahii KhUsh FehmiyaN hUmien Ley dOobien Keh Aakhir

Tawaqa Thii Kahien Par tO Kinaara mUntazir hOga

Share this post


Link to post
Share on other sites

Aashna dArd Sey hOna Tha Kisi Tour hUmien

tOo Na Milta tO Kisi Aur Sey BiChrey hOtey

Share this post


Link to post
Share on other sites

Uff teri masst adaayein, yeh shokhpan,

Kirnon ko bhi chooney na doon badan tera..

Share this post


Link to post
Share on other sites

yeh mohabbat ki kahani nahi marti laikin

log kirdar nibhatay huay mar jatay hain

hum woh tooti hui kashtion walay hain faraz

jo kinaron ko milatay huay mar jatay hain

hum haen sookhy huy talaab pe bethy huy hans

jo ta'aluq ko nibhaty huy marr jaaty haen

Hadse donu yeh alam mein eham guzre hein

mera marna, teri zaulf ka pareshan hona

waqt krta hy parwarish barsoon

haadsa aik damm nhi hota

Share this post


Link to post
Share on other sites

na haaraa hai ishq na duniyaa thakii hai

diyaa jal rahaa hai havaa chal rahii hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kabhi Laut Aaein To Poochhna, Nahi Dekhna Onhain Ghaur Se

Jinhain Raastey Mein Khabar Hoi, Ke Yeh Raasta Koi Aur Hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Na thi jis ko kadar payaar ki

itfaaq se usi ko chah rehay thay hum

usi diye ne jalaya hathon ko

jis ko hawa se becha rehay thay hum

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yun tu wo meri rag-e Jaan se b tha nazdeek tar

aansouN ki dhundh mein lekin na pehchaana Giya

Share this post


Link to post
Share on other sites

Itnay chop chaap ke rastay bhi rahain gay laa-ilam

Chor jaien gay kissi rooz nagar sham ke baad

Share this post


Link to post
Share on other sites

Mera karnama e zindagi is k siwa kuch b nhi....

ye kiya nhi, wo huwa nhi, ye mila nhi wo rha nhi

  • Like 2

Share this post


Link to post
Share on other sites

RaahOn Kii mUshkilaat Mein KhOtey tO Gham Na Tha

rOna tO Is Ka hAi K Sar e Manzil Bhatak Gaye

Share this post


Link to post
Share on other sites

iK Bagoley Ki Trah dhOondtey Phirna tUjh kO

rU'BarU hO tOu Na Shikwa Na Shikayet Karna

Share this post


Link to post
Share on other sites

ye to zarf ki baat hai k koi smaitay rakhta hai kinta

k jitnay dukh miltay hain utney daman kushada nahi hotay

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

hUmien Sab Shaakh Sey tOota hUa Patta Samajhtey hAin

Bhatak Jaaien tO hUm kO Raah Par Laata Nahien kOii

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

yon to galat nahi hai chehron ka tausar bi magar

log waise bhi nahi jaise nazar aate hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ek Kari Jab Toot'ti Hai Ek Kari Jurti Hai Khud

Zindagi Kay Sath Hain Sab Waqiyat Aut Hadsat

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ab kay hum bichade tu shaed kabhi khawaboon mae millay

Jiss Tarha Sukhay howay phool Kitaboon mae millay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Dekhe huye se lagte hain rastey, makaan, makeen,

Jiss sheher mein bhattak ke jidhar jaye aadmi..

Share this post


Link to post
Share on other sites

Jo Khwahishe'n Thee Kabhii, Hasrato'n Ne Qabzaa Lee

Mere Labo'n Pe Vo Aik Lafz 'Kaash' Chorh Gaya....

Share this post


Link to post
Share on other sites

Zindagi thori thi , humko aur bhi soo kaam they

Warna ik tujh ko hi pana to koi mushkil na tha...!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.