Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
rukh

Khuab

Recommended Posts

oh thanks Umair app ko zaror baton g!! :)

oh Rukh tum ko kiya howa!

Share this post


Link to post
Share on other sites

app kie bari karam nawazish agar app hum se kuch share karein :)

rukh app kie aakhain sada uper rahein :D bhaie kabhie chahey gha kya k behin ki aakhein neechi hon :( come on cheer up :D nice shairs ....

Share this post


Link to post
Share on other sites

"Kabhie to apne dil ki baat tumko bataaon Kabhie to apni bekraari tumse na chupaaon Kabhie to tum mujhse iqraar karo Kuch meri suno kuch apna haal kaho Us Din ka Intezaar Hai Kab Se Jis Din Tum Mujhse Izhaar-e-Wafa Karo Kaisi Baibasi Apni, Kaisi Majboori hai yeh Jo Chahte Hain Hum, who kehne se darte hain Hum Pyar Tumhi se Kerte Hain So Baar Tumhi pe perte Hain Dil Nasahaad Apna Karte Hain Phir Beqaraar Se Her Pal Rehte Hain Kuoon Tujhse Pyaar Yeh Ho Gaya Yeh Her Dum sochte Rehte Hain Na Paa Sake Ge Tumhein, Ye Yaken Hai Humein Phir Bhi Dil Ki Lagi Ka Maza Lete Hain Dil Chahta Hai Bhool Jayein Tumhein Hum Koshish bhi Ker Ke dekhte Hain Ek Lamha Bhool Jate Hain Tumko Ek Azm Ker Lete hain hum Aur Agle hi Pal, Tum Yaad Aa Jate Ho Hum Phir Se Toot Jate Hain Tumhare Pyar Ke Samne hum Bikhar Se Jate Hain Chor Dete Hain Khayal Tumhein Bhulane Ka Hum To Jee Jee Ker Merjatay Hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice poetry umair .:)

guzri rutoon kai khuab suhanai na aain gay

ab in rafaqatoon kai zamnai na aain gay

bay noor hee rahain gay tamana kai taqchay

ankhoon main ab woh rang poranay na aain gay

yoonhi rahay gee dil kai mudairain saya bakht

woh log ab charagh jalani na aain gay !

Share this post


Link to post
Share on other sites

Apni Nazroon se jo gir jaye woh chehra na bana ...

Mujh ko lamhe-a-fursat ka khilona na bana ...

Sainkaroon rastey hain ajnabi ho janey ke ...

Tark karna hai tou talook ka bahana na bana ...

Jhoot ehsaas ki qandeel ko boojha deta hai ...

Muhjey insaan samja khud ko farishta na bana ...

Apni yaadein tu mere dil main basi rehne dey ...

Is mehaktey huay gulzaar ko sehra na bana ...

Mein tu pehle hi zakhum liye phirta hoon ...

Muhjey aab shehar dard-e-tamasha na bana ...

Thak gaeen hain mere ehsaas ki aakhain ...

Nqash-e-deewar per aab koi afsana na bana ...

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice collection paki !

YEH BERSOON KA TALUQ TOR DAINA CHAHTAY HAI HUM

AB APNAI APP KO BHI CHOR DAINA CHAHTAY HAIN HUM

KISSI DEHLEZ PER ANKHOON KAY YEH DEYE RAKH KER

ZAMEER-E-SUBHA KO JAHNJOOR DAINA CHAHTAY HAIN HUM

JIDHER HUM JA RAHAY HAIN US TERAF TOOTA HOA PUL HAI

YEH BAGGIAN IS SAY PEHLAY MOR DAINA CHAHTAY HAIN HUM

YEH NOBAT KAL JO AANI HAI TO SHIRMINDA NAHI HOON GAY

MARASIM AHTYATAN TOR DAINA CHAHTAY HAIN HUM

AJAB DEWANGI HAI JIS KAI HUM SAYE MAIN BETHAY HAIN

ISEE DEWAR SAY SIR PHOR DAINA CHAHTAY HAIN HUM

TALUQ KIRCHION KI SOORAT MAIN BIKHRA TO HAI PHIR BHI

SHIKISTA AAINO KO JOR DAINA CHAHTAY HAIN HUM

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice colection paki n rukh :hi:

Kaun Kahta Hai Tujhe Main Ne

"kaun kahta hai tujhe main ne bhulaa rakha hai teri yaadon ko kaleje se lagaa rakha hai lab pe aahen bhi nahin aaNkh mein aaNsuu bhi nahin dil ne har raaz muhabbat ka chhupa rakha hai tuune jo dil ke andhere mein jalayaa tha kabhi vo diyaa aaj bhi siine mein jalaa rakha hai dekh jaa aake mahakate huye zaKhmon ki bahaar main ne ab tak tere gulshan ko sajaa rakha hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Unsay Nazrain Mileen Dharkon Nay Kaha

Dil Laganay Ka Matlab Samaj A Giya

Chand Jaisay Koi Muskaranay Laga

Muskaranay ka Matlab Samaj A Giya

Pyra Hota Hai Kiya Mein Tau Nadan Tha

Un Ki Har Aik Ada May Mein Hayran Tha

Pass A Kay Wo Chonkay Mujhay Daikh Kay

Chonk Janay Ka Matalb Samaj A Giya

Hum Nay Bola Unhain Aik Mulakat Mein

Pyar ki Raha Mein Tum Chalo Sath Mein

Thora Ghabra Kay phir sar Ghuka he liya

Sar Ghukanay Ka Matlab Samaj A Giya

Lub Pay Nikar Tha Dil Mein Iqrar Tha

Unk Ki Ankhon Mein Mayray Liye Pyar Tha

Mein Jo Agay Bhrha Ruth Kay Wo Chalay

Ruth Janay Ka Matlab Samaj A Giya

Share this post


Link to post
Share on other sites

Dewar

"DEWAROO PER SHAKAL BANATA PHIRTA HAY DEWANA KIA KHOJ LAGATA PHIRTA HAY USS KE GALI SE ANAY WALA HAR JHONKA GULZAROO MAY GUL MAHKATA PHIRTA HAY LAILA AJ BHE MAJNOO TARI CHAHAT MAY SAHRA SAHRA KHAK URATA PHIRTA HAY TAZ HAWA KA JHONKA SHAB KO GALIO MAY DASTAK DATA SHORE MACHATA PHIRTA HAY DO GAZ QABAR ZAROORAT ISKE HAY LAKIN INSAN KITNAY MAHAL BANATA PHIRTA HAY MAAN LIA INSAN HABAB IK PANI KA LAKIN YE TOFAN UTAHATA PHIRTA HAY

Share this post


Link to post
Share on other sites

RUKH amaziNg Poetry :yes:

Hmmmmmmmm

Theek hai INSHALLAH i wil REPLY IT IN Poetic waY

letus wait for my Bad Mood to create Poetry :P

MansOor

Share this post


Link to post
Share on other sites

mansoor bhaie poetry kairney ke liye bad mood ki zaroorat nahien parhitee bas feeelings hon to words khud ba khud aa jatey hian ;)

sanober>>>excellent poetry :) :hi:

Share this post


Link to post
Share on other sites

ik taraf anson kay railay thay

"Hum tu bachpan main bhi akailay thay Sirf dil ki galli main khailay thay Aik taraf morchay thay pulkoon kay Aik taraf ansoooon kay railay thay Theen saji hasratein dukhoon per Zindagi kay ajeeb mailay thay Aaj zahan-o-dil bokhoon martay hain Un dinoon faqay bhi hum nay jhailay tha Khudkushi kia ghamoon ka hal banti Moout kay apnay bhi so jhamailay thay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Umair.zm :D Hann sahee kaha Tum nay Laiken dats my individualistic Misery That Poetry Makes me sad some How .....

Sanoober Qazi :D Hmm very Nice :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

Nice Post Umair .. n Snober..

Mansoor here! :hi:

Share this post


Link to post
Share on other sites
RUKH amaziNg Poetry :yes:

Hmmmmmmmm

Theek hai INSHALLAH i wil REPLY IT IN  Poetic waY

letus wait for my Bad Mood to create Poetry :P

MansOor

thanx :) mansor

or rahee jahan tak app kay bad mood kai intizar ki to shair kehta hai

kon jeeya hay teray zulf kai sir honay tak ;)

pakitani > very nice poem ....soft feeling !

sanober & umair > good one :yes:

Edited by rukh

Share this post


Link to post
Share on other sites

mansoor>>> bhaie sahib don be so emotional in poetry yar :D enjoy it :lol:

rukh,nadan>>> thanks alot guyss :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

apanii rusavaa ii tere naam ka charchaa dekhuuN

"

apanii rusavaa_ii tere naam ka charchaa dekhuu.N

ek zaraa sher kahuu.N aur mai.n kyaa kyaa dekhuu.N

niind aa jaaye to kyaa mahafile.n barpaa dekhuu.N

aa.Nkh khul jaaye to tanhaa_ii kaa sahara dekhuu.N

shaam bhii ho ga_ii dhundhalaa ga_ii aa.Nkhe.n bhii merii

bhuulanevaale mai.n kab tak teraa rastaa dekhuu.N

sab zide.n us kii mai.n puurii karuu.N har baat sunuu.N

ek bachche kii tarah se use ha.Nstaa dekhuu.N

mujh pe chhaa jaaye vo barasaat kii Khushbuu kii tarah

ang ang apanaa usii rut me.n mahakataa dekhuu.N

tuu merii tarah se yaktaa hai magar mere habib

jii me.n aataa hai ko_ii aur bhii tujh saa dekhuu.N

mai.n ne jis lamhe ko puujaa hai use bas ek baar

Khvaab ban kar terii aa.Nkho.n me.n utarataa dekhuu.N

tuu meraa kuchh nahii.n lagataa hai magar jaan-e-hayaat

jaane kyo.n tere liye dil ko dha.Dakataa dekhuu.N

Share this post


Link to post
Share on other sites

Umair :yes:

ok here's my FAVVVVVVVVVVVVVVVVVVVVVVV one!

Insha's!!

i love this Poem!

Wo Jis Ka Milna Namumkin

Jab Suraj Dobar Sanjh Lamhay...

Or phel raha andhyara( Darkness) ho..

Kissi saaz ke lay per chanan chanan..

kissi geet ka mukhra jaga ho...

in jhoomtay nachtay peron may...

ek choop choop behtee nadiya ho..

ek goot ho ropehlay taron ka..

or beech sunehra chanda ho...

is sunder sheetal shant lamhay...

Or tum buloo kiya kiya ho...

"Wo Jis Ka Milna Namumkin...

Wo Mill Jai Tu Kassa Hoo" :crying:

Share this post


Link to post
Share on other sites

nadan app batao koun hia usey patal se bhie lekar aoon gha :lol: app hukum karo bas :D .... veryyy nice shairy yar zabardsat hee :hi:

Share this post


Link to post
Share on other sites

khuab toot jatay hain

bheer main zamany ki

hath choot jatay hain

dast daraz lehjoon main sivatain see pertee hain

ik zara see ranjish say

shak ki zerd tehni per phool bad gumani kai

is terha say khiltay hain

zindgee say pyaray bhi

ajnabi say lagtay hain ghair ban ker litay hain

dasht bay yaqeene main rasta nahi milta

khamoshi kai waqfoon main

bat toot jatee hai or siira nahi milta

maazrat kai lafzoon ko roshni nahi miltee

lazat-e-pazairaye phir kabhi nahi miltee

phool rang wadoon ki

munzalain sukertee hain

rah lernay lagtee hai

bay rukhee kai garay say bay dili ki mitti sai

faslay ki eintoon say eint jurnay lagtee hai

khak urnay lagtee hai

khaub toot jatay hain

wehmoon kay saaye say umer bher ki mehnut ko

pal main toot jatay hain

ik zara see ranjish say

sath choor jatay hain

bheer main zamani ki

hath choot jatay hain

khuab toot jatay hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

hey Thanks Umair may us ka pata lagwa lon tu don g!.. :)..

Rukh yar Zaber10!

Share this post


Link to post
Share on other sites

i ll be waitng for app ke us ka pata :lol:

rukh very nice poetry yar :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

sirf tumhari zubaan sy

"ye mery dil ki baat hy.....isssy parhna dheyaan sy......ye sher mery utry nahi hain asmaan sy......chahta hon ek baar apni mohabbat ka tazkara.....mager teri zubaan sy...teri zubaan sy

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.