rukh 25 Posted January 4, 2004 ~~~~~!!~~~~~~~~~KHUAB ~~~~~~~!!~~~~~~~ NAHI MAIRE KOI HAISAIAT IS KAI ILAWA AIK BAY QEEMAT SA ANSOO AIK KHUAB BIKHRA HOA MAINI IS DIL KO MANAIA ;BOHAT BAR SAMJHAYA NAHI THA WOH APNA ..WO TO THA PARAYA DIL-E-BYQARAR NAI HER BAR YEHEE POOCHA DHERKANO MAIN US KO PHIR KION HAY BASAYA BAY BUSEE YEH MERE KAHAN TAK LAY AYEE HER CHEHRAY PER BUS TERHA HEE GUMAN AYA JAHAN KAHEEN BHI DEKHA MUHABAT KA SAYA ZABAN PER FAQAT TERHA HEE NAM AYA MAIN TOOT GAYEE BIKHER GAYE ZARA BAY NISHAN HO GAYEE IN KHUABOON NAI MUJH KO YEH KIA MUQAM DIKHAYA ~!! RUKH ~~!! Share this post Link to post Share on other sites
Kiran 2 Posted January 4, 2004 ;o it's urs??????? superbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbb niceeeeeeeeeeeeeeee :yes: :flower: Share this post Link to post Share on other sites
rukh 25 Posted January 5, 2004 :) thanxs for appriciation BOTH OF U :flower: YEAH KIRAN ITS MY OWN POETRY .. Share this post Link to post Share on other sites
Shabo 0 Posted January 5, 2004 ~~~~~!!~~~~~~~~~KHUAB ~~~~~~~!!~~~~~~~Â NAHIÂ MAIRE KOI HAISAIAT IS KAI ILAWA Â AIK BAY QEEMAT SA ANSOO AIK KHUAB BIKHRA HOA Â MAINI IS DIL KO MANAIA ;BOHAT BAR SAMJHAYA Â NAHI THA WOHÂ APNA ..WO TOÂ Â THAÂ PARAYA Â DIL-E-BYQARAR NAI HER BAR YEHEE POOCHA Â Â DHERKANO MAIN US KO PHIR KION HAY BASAYA Â BAY BUSEE YEH MERE KAHAN TAK LAY AYEE Â HER CHEHRAYÂ PERÂ BUS TERHA HEE GUMAN AYA Â Â Â JAHAN KAHEEN BHI DEKHA MUHABAT KA SAYA Â Â ZABAN PER FAQATÂ TERHAÂ HEE NAM AYA Â Â MAIN TOOT GAYEE BIKHER GAYE ZARA BAY NISHAN HO GAYEE Â Â IN KHUABOONÂ NAI MUJH KOÂ YEH KIA MUQAM DIKHAYA ~!! RUKH ~~!! Wah wah.. kya kehnay janaab dil ko chhu jaaney wali poetry likhi hai aap ne.. its wonderful Rukh.. well done DIL-E-BYQARAR NAI HER BAR YEHEE POOCHADHERKANO MAIN US KO PHIR KION HAY BASAYA Sx Share this post Link to post Share on other sites
fati 0 Posted January 6, 2004 (edited) wafa tuj se ai bhulanay walay, chahti houn meri sadgi dekh kiya chahti houn teri arzoo hai agar jurm koi tu is jurm ki main saza chahti houn Edited January 6, 2004 by fati Share this post Link to post Share on other sites
NaDaN 0 Posted January 6, 2004 Rukh Buhat Buhat Buhat achi hay.. Well Done!! Share this post Link to post Share on other sites
rukh 25 Posted January 7, 2004 FATI > bus aisee hee hayy poetry kuch sad kuch bad ..jaisay hum waisai ilfaz SHABO >thanx a lot 4 ur appriciation boht dinoo bad app ki post apnai toic main dekhee ..feeling good :) NADAN > thanx u too ..:flower: Share this post Link to post Share on other sites
pakistani 0 Posted January 8, 2004 good one achee post hay aap shairi bhe kertee hain yeh achee khaber hay lakin kuch umeed bharee shairi bhee kerain best of luck Share this post Link to post Share on other sites
hadiqa 0 Posted January 8, 2004 wowwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww nice poetry its realy very nice Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted January 8, 2004 woowwwww bohut khoob rukh shabash :hi: MERI UMEEDAIN "MERI UMEEDON KE CHARAAG BHUJTE JA RHAE HIAN TUM HUMSE OUR HUM TUJSE DOOR JA RAHE HAIN TUMHARE BAGER TO JESE HUM MER HI GYE HAIN TUJSE BICHER KE HUM ZINDAGI SE HI DOOR JA RAHE HIAN Share this post Link to post Share on other sites
junaidrauf 0 Posted January 9, 2004 Wah Ji Wah kiya baay hai Rukh Cha gau ho tussi Share this post Link to post Share on other sites
rukh 25 Posted January 9, 2004 THANX hadiqa umair paki rythm :flower: umair > GOOOOOOOD ONE "TUM SAI BICHER KER HUM ZINDGEE SAI HI DOOR JA RAHAY HAIN .!" PAKI >thanx 4 advice :) Share this post Link to post Share on other sites
rukh 25 Posted January 10, 2004 MAINI MEHSOOS KIA HAI OS AHSAS KARAB KO DAME MARG PER KOI JUB ZINDGEE KI KHUWAHISH KERAY ! howz dis guys ? Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted January 10, 2004 wah wah wah baki wah app kie kya baat hia :D ab hamari taraf se kuch ;) suna hay " suna hay loog usaay aankh bher kaay dekhtay hein , suna hay hasher hein uss ki ghazal si ankhin ager aisaa hay too chalo chal ker dekhtay hein. suna hay bolaay too bataaon saay bhool jhdtay hein aisa hay too challo baat ker kaay dekhtaay hein. hum uss kaay shehar mein therin yaa coooch ker jain chalo imran sitaray safer kaay dekhtay hein Share this post Link to post Share on other sites
rukh 25 Posted January 11, 2004 UMAIR yeh AHMAD FARAZ KI NAZAM HAI IMRAN KAHAN SAI AGYA :o Share this post Link to post Share on other sites
NaDaN 0 Posted January 12, 2004 Hum Wo Be-dard Hain Hum Wo Be-dard hain............... Khawab ganwa ker bhi Jinhain Neend aa AJti hai Soch soch ker Bhi Jin k Zehnoo ko Kuch Nnahi hota Toot Phoot ker Jin k Dil Dharakna YAad Rakhty HAin HUm wo Be-dard hain.................... K jin K Ansoooo....... Ankh ka rasta Bhool JAty hain toot ker Rony ki koshis main jo BAat be baat Muskaraty hain Shaam Sy pehly MArr jany ki khawahish main.......... Jitay hain.............. or Jitay Hi Chaly JAty hain.......................... Share this post Link to post Share on other sites
rukh 25 Posted January 14, 2004 VERY NICEEEEE NADAN ..very aggresive wording is berus bhi ankhoon ki wehshat na gayee ik ummer ka hasil tha jo khuab bikher giya Share this post Link to post Share on other sites
NaDaN 0 Posted January 14, 2004 Kaise bataayain aur kis ko bataayain Ke kaisi theen woh muskurahatein Jin mein zindagi ke ujaalay thay Kaisi theen woh nighaaein Jo is dil ko cho leti thee Kaisi theen woh khamosheyaan Jo kahaaneyaan sunaatii theen Kaise thay woh haath Jo abb in haathoon main nahin... Yes Rukh!! asa he hay!! Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted January 14, 2004 nadan main hoon na mujhey batao rukh baji apni aakhain to seedhey kar lo imraan aa gaya to main kya karon :P nice both poetries nadan :hi: Jab kabhi tera naam letay hain "Jab kabhi tera naam letay hain, Dil say hum inteqaam letay hain, Meri barbadiyon kay afsaanay, Meray yaaron kay naam letay hain ! Bas yahi ek jurm hai apna, Hum mohabbat say kaam letay hain ! Har kadam par giray magar seekha Kaisay girton ko tham letay hain ! Hum batak kar junoo ki rahon mein, Akl say inteqaam letay hain ! Share this post Link to post Share on other sites
rukh 25 Posted January 15, 2004 DO CHAR DIN OR HAIN KHUABAOON KAI SILSILAY PHIR TO MUSTIQAL HAIN AZABOON KAI SILSILAY lo umair maini ankhain neechay hee ker leen hain Share this post Link to post Share on other sites