Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Sign in to follow this  
naveedmkhan

[Naveed Collections]

Recommended Posts

Main usey kaisey akela chor don is rah mein

Saath jo chalta raha majburiyon kay baad bhii

Bann kay khushboo rach gaya hay yon mere ehsas mein

Duur ho paya nahin woh duuriyon kay baad bhii

Rafta rafta usko bhii ye duniya raas aa gaye

Muskura kay wo mila hay ranjishon kay baad bhii

Faaslay kab kam huey hain rabton kay baad bhii

"AJNABI" thay "AJNABI" hain muhabbaton k baad bhii.....

Chaa gaye ho brother

Share this post


Link to post
Share on other sites

Apni hasrathon ko dil mein chupa ke rakhna,

Jiska intezar hai, woh mil jaye to seene se laga kar rakhna.

Har koi dil ki baat ko zubaan per nahi laata,

aap ke dil mein jo chahat hai usko jaala kar rakhna.

Aap ko chahne wale to bahot honge,

Aap jis ko chahe woh kahin to hoga.

Apni ankhon mein unko utaar lo,

Ankhen bandh karlo aur apni hasrathon ko bikhaar do.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Thokar khate hain aur muskurate hain,

Is Dil ko sabr karna sikhate hain.

Hum to dard lekar bhi logon ko yaad karte hain,

Aur loog dard dekar bhi bhool jaate hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

kaisa suhana manzar

kaisa suhana mosam

khushkun bada samaa hai

jhoome ye dil mera hai

baarish bhi horahi hai

hawaye bhi chal rahi hai

bheegi si ye zamee bhi

aaj jii uthi hai

kaisi ye dillagi hai

kaisi ye aashiqi hai

ye mosam bhi mujhko

dilaaye yaad teri hai

Edited by naveedmkhan

Share this post


Link to post
Share on other sites

Thokar khate hain aur muskurate hain,

Is Dil ko sabr karna sikhate hain.

Hum to dard lekar bhi logon ko yaad karte hain,

Aur loog dard dekar bhi bhool jaate hain

kya baat hai ap ki.its 4 u  :flower4u:

Share this post


Link to post
Share on other sites

kaisa suhana manzar

kaisa suhana mosam

khushkun bada samaa hai

jhoome ye dil mera hai

baarish bhi horahi hai

hawaye bhi chal rahi hai

bheegi si ye zamee bhi

aaj jii uthi hai

kaisi ye dillagi hai

kaisi ye aashiqi hai

ye mosam bhi mujhko

dilaaye yaad teri hai

nice dear

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kal Raat Badi Mushkil Se Sulaya Hai Khud ko,

In Ankhon Ko Tere Khwabon Ka Lalach De Kar.

NICCCCCCCCCCCCCCCCCCE NAVEED

Share this post


Link to post
Share on other sites

kaisa suhana manzar

kaisa suhana mosam

khushkun bada samaa hai

jhoome ye dil mera hai

baarish bhi horahi hai

hawaye bhi chal rahi hai

bheegi si ye zamee bhi

aaj jii uthi hai

kaisi ye dillagi hai

kaisi ye aashiqi hai

ye mosam bhi mujhko

dilaaye yaad teri hai

Ahan Nice one

Share this post


Link to post
Share on other sites

Weldone NAVEED.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Tumhari bahau me sar chupane ko ji chahta hai

tere paas ane ko ji chahta hai

labau pe tabassum nigahau me chahat

teri surat ko dil me basane ko ji chahta hai

duri sitam hai aur tu hai sitamgar

ye duri mitane ko ji chahta hai

muhabbat me tere ajab meri halat

ke aansu bahane ko ji chahta hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Soye hai bekhabar se wo, neend hamaree lootkar

ki es husn par mit jane ko jee chahta hai

tujhe choone ke bad koi aur na choo payega mere daman ko

tujhe choo kar ye kasam khane ko jee chahata hai

chand chehra hai tera aur nazar hai bizlee

ki har ek ada par lut jane ko jee chahta hai

esake aage ka nazm rakhle ee dil kal ke liye

kal phir esi bazm mein aane ko jee chahta hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Pyaar ka ehsaas

na pooch kar aati hai

na bulaye aati hai

Ek ashq jo baha aankoh se kal

Woh zamana yaad dila gaya

Hum unke deewane hua karte

Aur woh kisi aur ke.

Yeh dil hum se bewafayi karti hai

Humara hokar unki taweel karti hai

Woh aap se itni mohabbat karti hai.

kaanton ki chuban bhi ulfat lagthi hai.

Bahut door gaye unse magar bula na sake

Kisi aur ko bhi hum khayalon mein la na sake

Khwaabo mein tumhe aane se rok na sake

Mohabbat ke is jul se hum bach na sake.

Ehsaason ne bagawat ki

Intequam par nikal pade

Ashq bahe

Dil toote

Woh shikar ki tarah khade rahe.

Aisa bhi nahi unhe fikr nahi

Unka bhi koi kasoor nahi

Chahathe tho woh hume bhi hain

Par pyaar ka ehsaas hai jo

Na bulaye aati hai.

Edited by naveedmkhan

Share this post


Link to post
Share on other sites

Pyaar ka ehsaas

na pooch kar aati hai

na bulaye aati hai

Ek ashq jo baha aankoh se kal

Woh zamana yaad dila gaya

Hum unke deewane hua karte

Aur woh kisi aur ke.

Yeh dil hum se bewafayi karti hai

Humara hokar unki taweel karti hai

Woh aap se itni mohabbat karti hai.

kaanton ki chuban bhi ulfat lagthi hai.

Bahut door gaye unse magar bula na sake

Kisi aur ko bhi hum khayalon mein la na sake

Khwaabo mein tumhe aane se rok na sake

Mohabbat ke is jul se hum bach na sake.

Ehsaason ne bagawat ki

Intequam par nikal pade

Ashq bahe

Dil toote

Woh shikar ki tarah khade rahe.

Aisa bhi nahi unhe fikr nahi

Unka bhi koi kasoor nahi

Chahathe tho woh hume bhi hain

Par pyaar ka ehsaas hai jo

Na bulaye aati hai.

gud yaar keep it up

Share this post


Link to post
Share on other sites

THANKS MERY BHAI SHAHABI,, KAMAL ,, RAYAAN ,,, AMAAYA

BA KAMAAL LOGO KI BA KAMAAL PASAND.. :clap: :clap:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Apne dil se tu mere dil ki baat samajh le

meri ankhau se tu mere dil ka haal samajh le

badi tanha hu mai zindagi ki mehfil me

mujhe tu apne sahare ki talabgaar samajhle

mere labau ko tu khamosh hi rehne de

unko janbish du, tu mujh se ye guzarish na kar

badi muddat hui kisi ki chahat hui naseeb

tu mujh ko apni muhabbat ka talabgaar samajhle

mere wajood pe tu kar ek ehsaan sahi

tere bagair ab mera hoga na guzara kahi

apne dil ke kisi taikhaane me mujhe qaid karke

mujhe bahut mamnoon aur shukr guzaar samajhle

Share this post


Link to post
Share on other sites

Aftaab hai ,ya hai mehtaab aankhein,

lafz nahi miltey,ki kuch bayan karoon,

laazawab hai teri aankhein.

Jo nasha ta umra na utrey,

woh nashili sharaab hai teri aankhein,

Band ho to hazaar afsaaney,

khul gayi tho kitaab hai teri aankhein

.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ye mujhe tadpaane ka khub achcha bahana tha

jhalak dikha ke apni kyu chup jaana tha

bina kahe hi tum meri taraf jhuk jaate the

sanam mere wo kaisa pyara zamana tha

:order: :order:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kabhi Phoolon Se Dushmani

Kabhi Kaanto Se Dosti

Kabhi Kwabon Se Shikwa

Kabhi Kudse Shikayat

Bas Yehi Hamari Zindagi...

Bas Kisiki Intezar Mein Tho Dil Kabika Thak Suka

Bas Ruk Jana Baki Hai.,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
Sign in to follow this  

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.