Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
sho_shweet

Aik Shair

Recommended Posts

Fark Bus Itna Sa Hai Pyar aur Khuda Me..

.

Ek ki Yaad Taqlif Deti Hai.. Aur

Dusre ki yaad Taqlif Me Aati He..!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Karnay ko meray zimay abhi kaam bohat hain

Sach ye bhe hay sar paiy meray ilzaam bohat hain

Main dhoondta phirta hon jisay koocha ba koocha

Iss naam k insaan yahan aam bohat hain

Ab chahnay saiy milti hay mohobat kahan aisay

Bazaar main iss shay k ab daam bohat hain

Taareef kron teri mohobat ke zaban main

Gulshan main teri khushboo ke iqsaam bohat hain

Laina hay mujhay kiya teri duniya-o-jahan saiy

Dil main teri yaadon k sobha shaam bohat hain

Jaanum teri duniya main nehi milti rafaaqat

Keh dau k siwa wasl k anjaam bohat hain

Na cheez naiy iss cheez ko kiya cheez haiy sumjha

Iss lafz-e-mohobat main aalaam bohat hain

Maayal haiy Shaukat zindagi anjaam ke jaanib

Chal rukk k zara tou abhi inaam bohat hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

Bazm-e-wafa mein apni gharibee na pooch Ghalib,,

ikk dard-e-dil tha,wo bhi kissi ka diya hua,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Itna Bhi Hum Se Naraz Mat Hua Karo DOST

Bad'Kismat Zarur Hai Hum Magar Bewafa Nahi

Share this post


Link to post
Share on other sites

Uss ne mitti ki dewaar pe Kachay

Rang k saath....

Likh ker naam mera Barish ki Dua

maangi hai...

Share this post


Link to post
Share on other sites

Jab Wo Ghamgeenhota hy To Yaad Krta Hy Mujh ko

dost

Ab Tum Hi Batao Rab Se Uski Khushi Maangun Ya Gham

Share this post


Link to post
Share on other sites

Chashm-e-nam, teri yaad aur baarish,

aik baarish k baad aik aur baarish.....!!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Na koi khawab na koi saheli thi

us mohabbat mein tu akeli thi

ishq main tum kahaan kay sachay the

jo aziyat thi woh hum ne jheeli thi

Share this post


Link to post
Share on other sites

Safar-e-wafa ki raah me manzil jafa ki thi

Kaghaz ka ghar tha phr b khwaish hawa ki thi

Thi jugnoun k shehr me taron se dushmani

Mashooq chand tha or tamanna sub'ha ki thi

Tum ne to muhabbat ka tamasha bna diya sAim

Chahat namaz ki thi per aadat Qaza ki thi

Mene to zindagi ko tere nam likha tha sAim

Shayd kuch or hi marzi khuda ki thi

Dard hi dena tha to pehle bta dete pagal

Hum ko b azal se hi tamanna saza ki thi

Share this post


Link to post
Share on other sites

Neend Bhi,

Mehboob Ban Gai Dekho. . .

Bewafa.!

Raat Bhar Nahi Aati..!!!

Share this post


Link to post
Share on other sites

~,Nigaahon Say Bulaana, Aur Phir Anjaan Ban Jaana

Unhi Zalim Adaaon Say Humein Phir Tum Satao Na,~'

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ya Lafz Ki Shararat Hai, Sambhal Kr Kuch Bhi Likhna Tum......

Muhabbat Lafz Hai Lakin Ya Aksar Ho Bhi Jati Hai....!!!

Share this post


Link to post
Share on other sites

meri ankhon se khawab dekho

To ek bhi shab na so sako ge

Ke Laakh chaho na hans sako ge

Hazar chaho na ro sako ge

Ke Khawab kia hain azaab hain yeh

Mere dukhon ki kitaab hain yeh

Rafaqaten un ki *****-ti hain

Mohabbaten un ki rooth-ti hain

Panapti hain un main wehshaten si

Aziyaten un main phoot-ti hain

Inhi ke sar se khizaan hain jazbay

Inhi se shaakhen se toot-ti hain

Ghamon ki bandish main khawab mere

Dukhon ki barish main khawab mere

Ubal raha hai dukhon ka laawa

Zameen aatish hain khawab mere

Khayal saaray jhulas gaye hain

Sulagti khawahish hain khawab mere

Ukharti saansen hain zindagi ki

Lahu ki saazish hain khawab mere

Jo meri ankhon se khawab dekho

To ik shab bhi na so sako ge

Share this post


Link to post
Share on other sites

najany kitni shikaytaen thi najany kitny gily thy un sy

jo un ki awaz suni to bhol bethy, swal sary, jawab saray

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.