Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Shabo

Shair o shairi

Recommended Posts

Sab doston ko salaam!

Your contributions are welcomed on the "new" community... please continue to post your replies as actively as before!!

Bichar gaiey tho phir milaingay hum dono ik baar,

Ya iss basthi duniya mey ya iss ki hadon k paar.....

Take care

Sx

Share this post


Link to post
Share on other sites

Salaamz Shabo sis

kya haal hai yaar? man new community page looks cool but kindda weird cuz we are not used to it. anyhow well here is my post 4 u!

Hum bhi kya log hai khusbo key riwayat say alag

Khud pay zahir na howay tujh ko bhulanay kay liyay

love yaz all

Naz

Share this post


Link to post
Share on other sites

Salaam Nazish

Boy am I glad of a response  :laugh:

Mey samjhi humari community k regulars humey chor gaiey.... but seems I got it wrong!!

Hey come on everyone else I would love to hear from you.... just like the "old" days. lol

Aap sab ki nazar....

Tassavur tera jo chupkay say mujhay choo jaye

Meri har saans se teri hi khushboo aaye

Pyaar main yeh kya haal ho gaya ai dost

Jheel main aks tu mera ho par nazar tu aye...

Take care

Sx

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hey salam everyone

khussusan bil khussus SHABO & NAZ

Ankh se dur na ho dil se utar jayega

Vaqt ka kya hai guzarata hai guzar jayega

Itna maanuus na ho Khilvat-e-Gham se apney

Tu kabhii Khud ko bhi dekhega to Dar jayega

Tum sar-e-rah-e-vafa dekhte rah jaaoge

Aur vo baam-e-rafaaqat se utar jayega

Zindagi teri ata hai to ye jaanevalaa

Terii bakhshiish teri dahaliz pe dhar jayega

Doobtey Doobtey kashtii to ochaalaa de duun

Main nahin koi to saahil pe utar jayega

Zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa 'nazish'

Zaalim ab ke bhi na royega to mar jayega  

ibrahim

Share this post


Link to post
Share on other sites

Salaam Ibrahim.. "ji" aiyaan nu!!

It was good to read your shairi  :;):

Jaan-e-sakoon aa bhi ja tera hee intezar hai,

Aankhon sey ashk hai ravaan jaan bhi beqaraar hai!

Sx

Share this post


Link to post
Share on other sites

salaamz all

nahi nahi shabo sis we won't leave you alone that easily:). hum jis pay chipack jaii to utartay nahi;). lolz

anyhow wuz up all

Apna pan bhi is biganay pan mein hai

Poora alim aik dewanay pan mein hai

Yay jo tum say mein anjaan bina phirta ho

Sari baat issey anjatay mein hai

love yaz all

Naz

Share this post


Link to post
Share on other sites

Awww that's so nice of you Naz.. thanks!

This is for you.....

Mohabbat main nahin hai farq jeenay aur marnay ka

Us he ko daikh kar jeetay hain jis kaafir pay dum niklay

Hazaaroan khuwahishain aaisee kay her khuwahish pay dum niklay

Bohat niklay meray armaan laikin phir bhi kum niklay.

Sx

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam all members.

  suna tha ke who aeen ge anjuman mey

  suna tha ke un se mulaqat  hoooo geee

  thanks

  farhannnnnnnnn

Share this post


Link to post
Share on other sites

Salaam Farhan

How r u? Keeping fine I hope!

Salaam to everyone.... here are a couple more shair for you to read!

Shaiyad koiee manzil nahi iss raah mey parthi,

Waapis nahi aatha koiee yaadon k safar sey..

Dil ki veeraan basthi mujh sey aksar poocha karthi hai,

Basthay hain kis dais mey ab wo log yahaan jo aiey thay?!!

Sx

Share this post


Link to post
Share on other sites

hey shaboo jee,

 

  suna hay log use ankh bhar ke dekhate hain

  so us ke shair me.n kuch din thair ke dekhate hain

  suna hay bole to batoon se phool jarte hain

  ye bat hay too chalo bat kar ke dakhate hain

  suna hay din ko use titliyan satati hain

  suna hay rat ko jugno thair ke dakhtay hain

  suna hay uske laboon se gulab jalte hain

  so ham bahar per ilzam thar ke dakhtay hain

  suna hay uske badan ki qarash asi hay

  ke phool apni qabaeen katar ke dakhate hain

  suna hay uske shabistan se mutasil hay bahisht

  makin udhar ke bhi jalway idhar ke dakhaty hain

  ruke too girdesheen uska tawaf karti hain

  chale too usko zamane thahar ke dekhaty hain

  kese naseeb ke be perhan use dekhe

  khabi khabi dar-o-divar ghar ke dakhtay hain

  ab uske shair mey thahare ya kuuch kar jaayeen

  faraz aao sitaray safar key dakhtay hain.

  umeed hay appko pasand aay ge.

  thank

  keep smile.

  farhannnnnn.

   

:(  :(

Share this post


Link to post
Share on other sites

Shukriya Farhan... mujhay pasand aiee!!

Teri baatien hee sunaanay aiey

Dost bhi dil hee dukhaanay aiey

Phool khiltay hain to ham sochtay hain

Teray anay kay zamaanay aiey

Aisi kuch chup si lai hai jaisay

Hum tujhay haal sunaanay aiey

Ishq tanhaa hai sar-e manzil-e gham

Koun yeh bojh utthaanay aiey

Ajnabi dost hamein dekh keh ham

Kuch tujhay yaad dilaanay aiey

Dil dharaktaa hai safar kay hangaam

Kaash phir koiee bulaanay aiey

Ab to ronay say bhi dil dukhtaa hai

Shaiyad ab hosh thikaanay aiey

Kya kaheen phir koiee basti ujree?

Log kyoun jashn manaanay aiey

So raho maut kay pehloo mein ~FARAAZ~

Neend kis waqt na-jaanay aiey.....

Sx

Share this post


Link to post
Share on other sites

salaamz all

kaissay ho aap sub log?

i don't have any book wid me so i'll add a shair wid my memory :P  it's a common shair so oh well phir bhi here it is.

BarishooN say dosti uchi nahi faraaz

Kacha tera makaan hai kuch to khyaal ker.

Kaissa :upside:

gotta go tcz

love yaz all

Naz

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam shaboo jee,

   good poetry pasand aii.

   kuch shair appki nazar karta hoon ye koi mukamal ghazal nahee hay bs aik aik shair hay.

   mey too ghazal suna ke akela khara raha

   sub apne apne chahne waloon mey kho gaye.

                 .............................

   waseem who roth gye hain to roth jane do

   zara se bat hay barh  jaye ge manane sey

                 ..............................

   who bhi kya thay sun tera km tha sin liye main ne sun tere ghungroo

   gya sina chan gya dil bhi chin jese bole chon tere ghungroo

                 ...............................

   who roth kar bhi mujh se muskora ke milta hay

   yehi to aik bat achi hay mery herjai  ki

                  ................................

    ghum mery sath sath buhat door tak geey

    mujh mey thakan na pai to becharay thak gaey

                   ................................

    meri talab tha aik shux who jo nahee mila to phir

    hat doa se yoon gira bhool gya sawal bhi

                    .................................

     itni bari kaynat mey may ne

     bas aik shux ko manga tha mujhay wohi na mila.

                     ................................

      thanks,

      farhannnnnn.

Share this post


Link to post
Share on other sites

hey naz jee,

 how r u .

 faraz ka buhat acha shair app ne likha.

 

  usne nazar hi nazar mey ase bhalay suqun kahay

  hum ne to uske paoon mey sara kalam rakh diya

 

  aur faraz chahiyeen kitni mohabateen tujhay

  maoon ne tere nam per bachoon ka nam rakh diya.

 

  thanks

  keep smile

  take care

  farhannnnnnnnn.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Shabo and Farhan

really yours shairi so great hey..also Naz

ACHA KHASA BETHEY BETHEY GOOM HO JATA HOON

UB MEIN AKSAR NEIN NAHI REHTA TUM HO JATA HOON

LOVE YOU ALL :P

IBRAHIM

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam ibraheem jee,

 kese hain sir app

 salam sir, salam,'

 naraz na hoo to arz karoon.

  sar jhukaao ge to pathar devataa ho jaayega

  itna mat chaaho use wo be-wafa ho  jaayega

  ham hain derya hame appna hunar maloom hay

  jis taraf bhi chal paren ge rasta ho  jaaaye ga

  ruuth jana bhi mohabat ki alamat hay magar

  kya khabar thi  who mujh se itna qafa ho jaeeyega

   tahnks,

    loves for u

    keep smile

    take care

    qush rahain

    abad rahain

    farhannnnnnnnnnnnnnnnn

Share this post


Link to post
Share on other sites

Salaam Farhan

Wah ji kaafi shaiyaraana mood mey hain aap.. thats VERY good!

Pehlay iss mey ik naaz tha andaaz tha

Ab tho rootna theri aadath mey shamil ho gaiya :;):

Ibrahim ji aap k liyay.....

Woh aiey bazm mey ithna tho "hum" ney dekha

Uss k baad chiragon mey roshni na rahi :P

Hey Naz nice shair...

Lootay mazay ussi ney teray intezar k,

Jo had-e-intezar sey aagay nikal gaiya!!

Take care

Sx

Share this post


Link to post
Share on other sites

hey shabo jee,

 

 who rootha rahay mujh se ye manzoor hay lakin

 yaroo use samjhao mera shair na chooray

 farhannnnnnnnnn

Share this post


Link to post
Share on other sites

hello everyone

yahi haalaat ibtadaa se rahe

log hamashe Khafaa Khafaa se rahe

bevafaa tum kabhii na the lekin

ye bhi sach hai ke bevafaa se rahe

in chiraagon mein tel hi kam thaa

kiyun gilaa phir hamen havaa se rahe

bahas, shatranj sher mausiqii

tum nahin rahe to ye dilaase rahe

uske bandon ko dekhakar kahiye

hamako ummiid kyaa raza se rahe

zindagi ki sharaab maangate ho

ham ko dekho ki pi ke pyaase rahe .

hey shabo this is for you

shair oron ke to bohat hein zamaney ke liye

tu miley to mein tujhey shair sunaoon apney;)

ibrahim

Share this post


Link to post
Share on other sites

hello everyone

yahi haalaat ibtadaa se rahe

log hamashe Khafaa Khafaa se rahe

bevafaa tum kabhii na the lekin

ye bhi sach hai ke bevafaa se rahe

in chiraagon mein tel hi kam thaa

kiyun gilaa phir hamen havaa se rahe

bahas, shatranj sher mausiqii

tum nahin rahe to ye dilaase rahe

uske bandon ko dekhakar kahiye

hamako ummiid kyaa raza se rahe

zindagi ki sharaab maangate ho

ham ko dekho ki pi ke pyaase rahe .

hey shabo this is for you

shair oron ke to bohat hein zamaney ke liye

tu miley to mein tujhey shair sunaoon apney;)

ibrahim

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam ibrahim jee,

 appke aqri shair ko mokammal kar raha hoon

 mazrat ke sath.

 

  tere raste ka jo kanta bhi mayaser aaye.  

  mey use shooq se coller pe sajaon apney

  farhannnnnnnnn.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hey Farhan kaho tho "kanton" ka haar bhaij doon yeh aik kaanta saja k kya karo gai :laugh:

Ibrahim ji thanks sooooo much.. your shairi is excellent as per usual :) shukriya, karam, nawazish!!!

Sx

Share this post


Link to post
Share on other sites

salaamz all

yaar aap log gr8 shairi write kurtay ho, i'm proud of alll of you, goooooooooooooooooooooooooooooooo all of u :o

ucha here is a little thing from my side.

Tum jo chaho

To hum

Aaj bhi apni sansoo ka her sur

Tumhay sonp day

Sirf betey hoi chahtoo kay auz.

love yaz all

Naz :upside:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Bhool ker zaat tum ko yaad kya

Baat bay baat tum ko yaad kya

Neend naraz ho gai hum say

hum nay jis raat tum ko yaad kya

love yaz all

Naz :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.