Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
mein_hoon_na

Baiet-bazii

Recommended Posts

na poucho hasalay duniya na pouchoo

mera daman hai aur garday safer hai

wa ger na alamay wahshat hai ghar mein

teray dilĀ  mein ager ghar hai tu ghar hai

With "G" janab

Share this post


Link to post
Share on other sites

bab boht of u said sher with N so isliya the second person edit it na :(

Share this post


Link to post
Share on other sites

Apni zindagi se kuch pal dede mujhe

Aaj na sahi, tu apna kal dede mujhe

Khushi de ya na de marzi teri

Apna dukh aur dard tu dede mujhe

Share this post


Link to post
Share on other sites

:o OH sorry ALL

y say shair banana hay to yeh loo :D

Yaad karte hai tumhe tanhai me,

Dil duba hai gamo ki gahrai me,

hume mat dhundo duniya ki bhid me,

hum milenge tumhe fir kisi,

hum milenge tumhe fir kisi maykhanay me,

Edited by sonoo0

Share this post


Link to post
Share on other sites

Aasman humse naaraaz hai

Taaron ka gussa behisaab hai

Wo sab jalte hain, kyunki

Chaand se bhi behtar dost humare paas hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

yeh kis ho raha hai.....bait-bazii.mai........her koi apni pasend se shair likh raha hai........bait-bazii k concept ko to koi follow nahi ker raha <_< :huh:

Share this post


Link to post
Share on other sites

well "E" is A na isliya i say with A

as sonoo was maykhanay me

Share this post


Link to post
Share on other sites

Well sweeti

maray say agar galti say aik mistake ho gai

to i sadi sorry na

i know how to follow bait bazi concept

but thanks for reminding us :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

it's ok sonooO jee.......

sorry ki koi baat nahi :D bus mujhe laga to mai nai keh dia....i hope u don't mind na :) :flower:

Share this post


Link to post
Share on other sites

intzar jine ki wajah or zindagi ka nasib hota hai

Kaise kahein khushiyoon ko nahi lamho ka intezar

kaise kahien lamho ko nahi khushyoon ka intezar

kaise kahien hume nahi kisi ka intezaar

kaise kaheinptar bun gya sirf intezar

Share this post


Link to post
Share on other sites

raahi badal jaate hai par raaste nahi badalte,

toofan aaye phir bhi mausam nahi badalte,

gile shikwe bhale kitne ho magar sachhe dost nahi badalte...

Share this post


Link to post
Share on other sites

Akser yunhi chup chup ker

Dekhti hai, janey kiya sooch ker

Nazrein chura jati hai

Kuch ghabra si jati hai

no sweeti i did not mind na

becasue u are sweeti na :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

oh thank u.sonooO.....so nice of u :D

ik tees si jigar mai uthti hai,ik dard sa dil mai hota hai,

hum raaton ko uth ker rootein hein jab sara Alam sota hai,

Share this post


Link to post
Share on other sites

inn ankho mein aansu aaye na hote,

jo tum piche mudkar muskuraye na hote,

tumhare jane ke baad ye gham hota hai,

kash tum zindagi mein aaye na hote.

Share this post


Link to post
Share on other sites

ehsas k andaaz ko nai taazgi mili,

tum se mili mujhe nai zindagi mili,

jitna bhi intishar tha sab khatam ho gia,

meri her soch ko nai shaistagi mili,

Share this post


Link to post
Share on other sites

TANHAA UDAS CHAND KO SAMJHOO NA BE-KHABAR

SAB KUCH SUN RAHA HAI MAGAR BOLTA NAHE

NEXT IS"E"

Share this post


Link to post
Share on other sites

EK Khuab Jo Manjhdaar Mai Barson Se Ghira Hai

Us Khuab KO Sahil Na Mila Ab Ke Baras Bhi

Berson Se Jhulasti Hui Tanhayee Ka Mosam

Bhoole Na Mere GHar Ka Pata Ab Ke Baras Bhi

NOW WORD IS.................I

Share this post


Link to post
Share on other sites

EK Khuab Jo Manjhdaar Mai Barson Se Ghira Hai

Us Khuab KO Sahil Na Mila Ab Ke Baras Bhi

Berson Se Jhulasti Hui Tanhayee Ka Mosam

Bhoole Na Mere GHar Ka Pata Ab Ke Baras Bhi

NOW WORD IS.................I

Share this post


Link to post
Share on other sites

ibham ki rahoon say nikal ker meray dil mein

tum raha-e-haqiqat say chalay kioun nahi atay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.