Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Sign in to follow this  
kurios

Mazak Hi Mazak Main.......

Recommended Posts

apne munh mian mithu ban ne ki adat si ho gaee hai is larki ko mazak hi mazak main

ab main kis tarah bataoon mazak hi mazak main

ke kitni nuri shaeri hai mazak hi mazak main

aur haan raha sawal is topic ko khatam kerne ka mazak hi mazka main

tu jab aap ne khud hi kaha hai mazak hi mazak main

tu phir kis tarah kahatam ker sakte hain mazak hi mazak main

aue haan apni hansi per zara control tu rakheen mazak hi mazak main

warna kaheen pagal khane na jana par jaaee mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

ghalta hain aap mazak hi mazak main

nahi hoi mujhey fehmi ghalt miyaan mithoo banney ki mazak hi mazak main

lagyee na nazer aap meri hansi ko mazak hi mazak main

jealousy aap ki addat ban gayee hey mazak hi mazak main

nahi hasta dekh sakhtey aap hey kiss aur ko mazk hi mazak main

kerin na fiqar meri aap mazak hi mazak main

kerain koi topic naya start mazak hi mazak main

wa wawawa hey lagta ase keh bachpan se hi shair main thi mazak hi mazak main

lagyee nazer na meri shairy ko mazak hi mazak main

aap jesoo ki mazak hi mazk main :laughing::laughing::laughing:

Share this post


Link to post
Share on other sites

uf tooba kitne maghroor larki ahi yeh mazak hi mazak main

ik seedhe sadhe larke ko jealous kehti hai mazak hi mazak main

ab main kahan jaoon is dunya se bhag ker mazak hi mazak main

koi tu mera bhi dard samjhe mazak hi mazak main

naya topic ab kerna shooro mere marne ke baad mazak hi mazak main

phir main opper se posts kiya karoon ga mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

:P :P :P

I guess topic start karnay ka SHOSHA aap hi nay chora tha mazak hi mazak main

Allah na karay itni si umer main aap ooper chalain jain mazak hi mazak main :P

Aur Maha u r going good mazak mazak main :D

Dimagh drust kardaitin hain aap logon ka mazak hi mazak main :P :P :P

Share this post


Link to post
Share on other sites

nathan aur maha aap doonoon mil ker kyun sata rahe hain mujhe mazak hi mazak main

mera kya jurm hai mazak hi mazak main

maha ne tu meri naak main dam ker rakha hai mazak hi mazak main

ab nathan aap hi bataeen main kya karoon mazak hi mazak main

topic shoroo kerenee ko kaha tha mazak hi mazak main

tu larai hi shooro ho gae mazak hi mazak main

please kuch to surat nikaleen mazak hi mazak main

warn ye mamla na suljhe ga mazak hi mazak main

:laughing::laughing::laughing::laughing:

Share this post


Link to post
Share on other sites

hain kia samjhtey aap khud apney ko mazak hi mazk main

hain jeaolusy addat aap ki mazak hi mazak main

maghroor kehtey hain mujhey aap mazak hi mazak main

na khush hoon ziadha aap mazak hi mazak main

keh miley gi jannat aap ko mazak hi mazak main

kahey deti hoon jayain gay aap dozakh main mazak hi mazak main

hey nahi pc wahan per mazak hi mazak main

honahi sakhey gi post wahan se aap se mazak hi mazak main

rooyee gay aap phr wahan beth kermazak hi mazak main

nathan kaha theek apney mazak hi mazak main

madad kerin hamri aap mazak hi mazak main

shoro kerain topic naya aap mazak hi mazakmain

wa wa wa wa pay hey kia tabbyat maha ney mazak hi mazak main

:laughing::laughing::laughing:

Share this post


Link to post
Share on other sites

lolllllllllllz maha :P

Majid Bhai U r a guy MAzak hi mazak main :laughing: (dont mind huh :P )

So problems ko face karain mazak hi mazzak main

Dozukh main janay ka program chore dijiyay ab mazak hi mazak main :P

Aur Jealousy Gunnah hai MAzak hi mazak main :P

Share this post


Link to post
Share on other sites

acha tu jab sab kuch hai mazak hi mazak main tu main kyun choroon mazak hi mazak main

ab main fight karoon ga mazak hi mazak main

aur maha aap ko tu Allah hi pooche mazak hi mazak main

jelousy main nahin kerta mazka hi mazak main

aap kyun deten hain tane mujhe mazak hi mazak main :banghead:

main ne aap ka kya bigara hai mazak hi mazak main

aur nathan aap bhi mil gaen maha ke sath mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

hey bori addat aap main maza hi mazak main

detey hain badwaa kyun mujhey mazak hi mazak main

puchey Allah aap ko mazak hi mazak main

deti nahi main tanney aap ko mazak hi mazak main

hey yeah haqeeqat mazak hi mazak main

hoay aap jealous phir mazak hi mazak main

hoi side per meri nathan mazak hi mazak main

hoi jealosy aap ko phir mazak hi mazak main

kehna nahi mujhey dobara mazak hi mazak main

deti hoon tanney mazak hi mazak main

hoa acha ekh nathan hoi meri side per mazak hi mazak main

wa wawa wa lagyee ney nazer meri pyaari shairy ko mazak hi mazak main

in saroo ki mzak hi mazk main :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

kafi gharoor hai aap ko mazak hi mazak main

shairi per apni hai naz aap ko mazak hi mazak main

mujhe kyun aap rulaeen gi mazak hi mazak main

please ab to shorro kareen koi topic mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

hey nai gharoor mujhey mazak hi mazak main

nahi pehchana aap ney mujhey mazak hi mazak main

aati nahi samjh muhey mazak hi mazak main

shoro kerain tau kia kerain mazak hi mazak main

ho naya topic kesa mazak hi mazak main

ho fursaat aap ko mazak hi mazak main

dai zara muft mashwara mazak hi mazak main

shoro kerain gay agyee phir mazak hi mazak main

hey mashallah shairy meri :D :D :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

topic naya nahin ker sakte hum shooro mazak hi mazak main

gar aap lagi raheen isi tarah mazak hi mazak main

hai mujhe andaza yeh mazak hi mazak main

aap ko aur main kis tarah pehchanon mazak hi mazak main

chooriye naya topic mazak hi mazak main

isi ko kerte hain continue mazak hi mazak main

:) :) :) :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

hain dhokey baze aap mazak hi mazak main

boltey hain jhoot mazak hi mazak main

batay kyun nahi mazak hi mazak main

manga kyun ap ney mazak hi mazkam ain

raha na yaqeen aap per mazk hi mazak main

:( :( :( :( :( :(

Share this post


Link to post
Share on other sites

mujhe kyun kaha dhokebaz mazak hi mazak main

kya jurm ker dia hai main ne mazak hi mazak main

ab mujhe itna ruswa na karye mazak hi mazak main

loog kya kaheen gay mere bare main mazak hi mazak main

ke main hooon dhoke baz mazak hi mazak main

please koi gustakhi ho gae ho agar mazak hi mazak main

tu mafi chahta hoonmain aap se mazak hi mazak main.

:( :( :(

Share this post


Link to post
Share on other sites

kaha maine sahi aap k0 mazak hi mazak main

tha maqsaad puchna mazk hi mazak main

hey mangidobmazak hi mazak main

ki mail maine kal mazak hi mazak main

bir hey nahi millamujhey reply mazak hi mazak main

hoay offline aap mazak hi mazak main

hey sharafat kahan ki mazak hi mazak maimn

Share this post


Link to post
Share on other sites

hai sharafat yeh meri mazak hi mazak main

ke bata diya sab kuch sach aap ko mazak hi mazak main

ab aap kya chahti hain mazak hi mazak main

hath joor doon aap ke age mazak hi mazak main

itna satana acha nahin janab mazak hi mazak main

:( :(

Share this post


Link to post
Share on other sites

arreey bhai hey aap serious itney mazak hi mazak main

hoi heraan main mazak hi mazak main

hey lagta nahi mazak hi mazak main

ho gi ral life aap ki aysio mazak hi mazak main

hey haal ap ka kia mazak hi mazak main

hey afsoos bohut mujhey mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

bas kya karoon main mazak hi mazak main

hota hai kabhi kabhi aesa mazak hi mazak main

insan ho jata hai mayus mazak hi mazak main

bas rakhna chahiye apne aap ko mazboot mazak hi mazak main

aur shukriya hamdardi ka mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

hey aap kamzoormazak hi mazak main

rekh sakhtey nahi mazboot mazak hi mazakmain

hey jahad bilnasf aap main nahi mazak hi mazak main

rehain gay issi terhaan mazak hi mazak main

aher addat chori nahi mazak hi mazak main

hey aysi bhi kia mayusi ab mazak hi mazak main

hey kon waja mayusi ka mazak hi mazak main :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

hian koi wajah nahin mayusi ki mazak hi mazak main

woh tu bas udasi thi mazak hi mazak main

nahin hoita mera mood kharab mazak hi mazak main

doosroon ke liye main rehta hoon khush mazak hi mazak main

bas yeh arzo hai mazak hi mazak main

na ho koi mujh se naraz mazak hi mazak main.

:)

Share this post


Link to post
Share on other sites

wa wa wa mazak hi mazak main

hey baat aap ki kia mazak hi mazak main

hey lagta ho gay aap mazak hi mazak main

hoon gay goroo k ghulaam mazak hi mazak main

apni bewii k mazak hi mazak main

ho gi woh khush kismat mazak hi mazak main

rahey aap agher ayse hi mazak hi maza main :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

acha banaya mazak mera aap ne mazak hi mazak main

bhari mehfil main ruswa ker diya aap ne mazak hi mazak main

kuch nahin kaheen gay hum aap ko mazak hi mazak main

bas aur kya kahoon aap se mazak hi mazak main

rakhiye ga ainda deehan aap mazak hi mazak main

:) :) :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

rahey ga dehaan kss cheeze per mazak hi mazak main

arey kia hum ney ruswa nahi aapk mazak hi maak main

batai hey haqeeqt aap k mazak hi mazak main

laga bora kyun aa ko mazak hi mazak main

kehtey nahi mehfil do bando ki mazak hi maak main

hey nahi kata koi participate mazak hi mazak main

phir dar baat kiss ka mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

wah kya baat ki hai aap ne mazak hi mazak main

main ne yeh soocha nahin tha mazak hi mazak main

chaleen mafi chahta hoon main mazak hi mazak main

aap bhi kya yaad kereen gi azak hi mazak main

:)

Share this post


Link to post
Share on other sites

hey aapney start kia yeah topic mazak hi mazak main

aysa hey yeah topic mazak hi mazak main

atta nahi koi yahan per mazak hi mazak main

aap ki terhaan hey yeah topic mazak hi mazka main

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
Sign in to follow this  

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.