Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Sign in to follow this  
cooLboY-Be

Tum Kia Jano

Recommended Posts

Ishq nay kia kia ranj sahay TUM KIA JANO

Aag mein kitnay phool khilay TUM KIA JANO

Hijr ki kaali raat mein kaisay kaisay log

Khaak mein milkay khaak howe TUM KIA JANO

Humne ik tumharay naam ki khushboo say

Kitnay dasht bhar gaye TUM KIA JANO

Apni kitab-e-umr ki sari sataroon mein

Humnay kis ke khuwab likhay TUM KIA JANO

Tum bichray to humnay apni palkoon per

Kitnay darya rok liye TUM KIA JANO

Sur ki chaoon mein lafz ki kaliyaan khilnay tak

Hum to sab kuch bool gaye TUM KIA JANO

Share this post


Link to post
Share on other sites
very good coooooooooooooooooooool boy

174215[/snapback]

thanks Deeeeeeeeeeeeeeeeep

Edited by cooLboY-Be

Share this post


Link to post
Share on other sites

Deep_eyez> If i read Deep_eyez in english which means "Gahri aankhein" but when i read in urdu it becomes Deep (Deep jo jalaya jata hai) so you nick is in urdu or english :P :angel:

Kidding so no need to reply but if you wanna then comments please.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Aankhoon kay samnay bas aik hi tasveer hai

Ussi tasveer mein meri taqdeer hai

Laboon pay bas aik hi naam hai

Ussi naam mein meri jaan hai

Mera her pal teri yadoon mein guzarta hai

Meri her subah ka aaghaaz teri tasveer say hota hai...

Share this post


Link to post
Share on other sites
Ishq nay kia kia ranj sahay TUM KIA JANO

Aag mein kitnay phool khilay TUM KIA JANO

Hijr ki kaali raat mein kaisay kaisay log

Khaak mein milkay khaak howe TUM KIA JANO

Humne ik tumharay naam ki khushboo say

Kitnay dasht bhar gaye TUM KIA JANO

Apni kitab-e-umr ki sari sataroon mein

Humnay kis ke khuwab likhay TUM KIA JANO

Tum bichray to humnay apni palkoon per

Kitnay darya rok liye TUM KIA JANO

Sur ki chaoon mein lafz ki kaliyaan khilnay tak

Hum to sab kuch bool gaye TUM KIA JANO

174176[/snapback]

Life without u is impossible,

u r in my breath and blood.

i cant stay for a second without u,

if u r not there i am dead

oye hello i am talking about OXYGEN

Share this post


Link to post
Share on other sites
Deep_eyez> If i read Deep_eyez in english which means "Gahri aankhein" but when i read in urdu it becomes Deep (Deep jo jalaya jata hai) so you nick is in urdu or english :PĀ  :angel:

Kidding so no need to reply but if you wanna then comments please.

174427[/snapback]

hmmmm ;) cooooooooooool boy

my name is in english>>>Deep eyez............gehri,naseeli........kisi soch may doobi hue aankhain :wub:

got it???????

wasay aap kay nick ka kia matlab lia jaay?????

cooool boy>>>>>thanda larka

or

coooooooool boy>>>>bara heeee thanda yakh larka?????

:D :P :D :P :D :P :D

Share this post


Link to post
Share on other sites
hmmmm ;) cooooooooooool boy

my name is in english>>>Deep eyez............gehri,naseeli........kisi soch may doobi hue aankhain :wub:

got it???????

wasay aap kay nick ka kia matlab lia jaay?????

cooool boy>>>>>thanda larka

or

coooooooool boy>>>>bara heeee thanda yakh larka?????

:DĀ  :PĀ  :DĀ  :PĀ  :DĀ  :PĀ  :D

174452[/snapback]

:o mein COOL hoon lakin thanda yakh nahi kyon kay kabhi kabhi dimakh dhanda nahi rahta :P

Share this post


Link to post
Share on other sites
hmmmmmmmmmmmmm yaha kia ho raha hai

koi poerty nazar nahi arahi :D

174531[/snapback]

wohi jo baqi posts mein hota hai :P

aur aap ki jo last post hai ussay aik reply say ooper shayed shairi hi hai yeh alag baat hai kay aap ko wo shairi nahi lagi :P

Share this post


Link to post
Share on other sites
Salaam saab ko

very niceĀ  :flower:

174546[/snapback]

Thanx :flower: aap bhi koi poetry likhtay to bohat acha lagta khair aap ka nice kahna/likhna bhi humaray liye kafi hai :flower:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Raaz daroon say bach kay chalta hoon

Ghumguzaroon say bach kay chalta hoon

Mujh ko dhoka dia saharoon nay

Ab saharoon say bach kay chalta hoon

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Shab-e-Ghum ki seher nahi hogi

Hogi magar meray ghar nahi hogi

Zindagi to hai muqtasar ho ja

Shab-e-Ghum muqtasar nahi hogi

Aaj ki baat phir nahi hogi

Yeh mulaqat phir nahi hogi

Aise badal to phir aayain ge

Aisi barsat phir nahi hogi

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
Sign in to follow this  

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.