Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
sanober qazi

Intykhab

Recommended Posts

terey_khyial.gif

Share this post


Link to post
Share on other sites

saamia jie kuch ab app bhie post karo :P

ruby thanx :) urs shiari is superb :yes:

Tujhe Bhulane

tujhe bhulne ki har

mumkin koshish ki

par bhool na paye.

jitna bhulana chaha

tum utna yaad aaye.

guzra zamana

jab dekh tha teri surat

aaj bhi bhool na paye

teri wo ik jhalak

tune kadar na jani humari

jab hum paas the tumhare

sab jaan gaye

par tum jaan na sake

kya dil mei tha humare

allah kare!

ke tera sansaar basa rahe

tu khush rahe

par ek lamha

hume yaad kar liya kare...

Share this post


Link to post
Share on other sites

zaburdust anyat kya bat hia bheeeee, aur aap bhi umeer bouhta khoub

chehare pe mere zulf ko phailaao kisii din

chehare pe mere zulf ko phailaao kisii din

kyaa roz garajate ho baras jaao kisii din

raazo.n kii tarah utaro mere dil me.n kisii shab

dastak pe mere haath kii khul jaao kisii din

pe.Do.n kii tarah husn kii baarish me.n nahaa luu.N

baadal kii tarah jhuum ke ghir aao kisii din

Khushbuu kii tarah guzaro mere dil kii galii se

phuulo.n kii tarah mujh pe bikhar jaao kisii din

phir haath ko Khairaat mile band-e-qabaa kii

phir lutf-e-shab-e-vasl ko doharaao kisii din

guzare.n jo mere ghar se to ruk jaaye.n sitaare

is tarah merii raat ko chamakaao kisii din

mai.n apanii har ik saa.Ns usii raat ko de duu.N

sar rakh ke mere siine pe so jaao kisii din

Share this post


Link to post
Share on other sites

sanober kesi ho app :hi: well bohut khoob posting ki app ne :yes:

Wo khusnaseeb sahi..

Yeh sach hai un se nigahain kabhi mila na sakay

hum un ki yaad ko lekin kabhi bhula na sakay

Woh khush naseeb sahi,tujh se jo qareeb hain

hum budnaseeb hain jo ghum se dur jaa na sakay

Chah ker chandni bhi us husn ko pohanch na sakee

nikhar ke phool bhi us ka shabaab laa na sakay

Qaid-e-ghum main bhi yeh aansu khushi ke qasid hain

jo un ke deedar ke doraan hum chuppa na sakay

Hazar Gardish-e-doraan ke saath khail chukkay

magar tumharee nazar ka mizaaj paa na sakay

jhijik jhijik ker nazar un ke dil tak aa pohanchii

yeh woh safar hai ke manzil jise bhula na sakay

Masroof tha mulaqaat main magar

yeh maslihat thi ke hum donoon muskura na sakay

********************

Share this post


Link to post
Share on other sites
main_kab.gif

Share this post


Link to post
Share on other sites

anayat very nice posting yara :hi:

sanober excelent one :yes:

Share this post


Link to post
Share on other sites

bohut hi achi postings hain anayat,sanober aur umair ji :hi:

dil ki wadi mein meray dost chiraaga na karo

mom ka shaher hai germi se pighal jayega

Share this post


Link to post
Share on other sites

Thanx Umair n Jaan also :star:

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice sher jaan :)

Yaad rakhna

kiya hay tum nay hum say ek waada yaad rakhna

bhool na jana kahin apna iraada yaad rakhna

ab na humain rulaana tum , ab na duur jana tum

pehlay hi seh chukay hain dukh itnay ziaada yaad rakhna

dil to na dukhao gay mughay chor to na jao gay

dil main hi basay ho tum ab isay abaad rakhna

tum jo chor jao gay hum to mar hi jayen gay

tumharay dam se zindagi hay sirf itna yaad rakhna

chahaton ki duniya main roshni tumhi say hay

dil tor kar humain chor kar kahin na jaana yaad rakhna

Share this post


Link to post
Share on other sites

rait pay aik ghar banana chatian hoon

andhian mehmam bolana chatian hoon

iss bosiada ayinoo kay shahir mein

fakir ka pathar garina chatian hoon

kabal iss kay k bay asar hou her sada

deeb andhi mein galana chatian hoon

nafrooton kay beeg kis nay bo diay

phool chieat kay khalina chatian hoon

rahbroon kay roop mein a rehbroo

iban e Qasim ko bolana chatian hoon

ab nehi mahfooz shar say sagada gah

dil mein he kaba banana chatian hoon

pa barhana hay tagmal ka khial

khar palkoon say uhana chatian hoon

un kay gham say Houay gab ashana

apnay gham ko bhool gana chatian hoon

Share this post


Link to post
Share on other sites

thanks umair :)

aur humesha ki tarah bohut hi achi collection hai aap ki umair

sheb ko veeran rehguzaron se se sir jhukay guzaarata hoon

kehkahon mein qraar khoya tha ansoon mein talash karta hoon

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam,

now i m back

nice collection

kitaboon se daleel doon ya dil ko samne rakhdoon ,

woh mujh se pooch bathen hain mohobat kis ko kehte hain.

Share this post


Link to post
Share on other sites

bindoo jie app ki karam nawazish :) ... wesey meri wali colection mujhye bohut achie laghee thee :D is liye post kar di ...

jaan >> nice sher :)

ruby >> purana sher hia :P lakin kher acha hia :D .. welcome :hi:

Share this post


Link to post
Share on other sites

PURANE SHAIR KI APNI BAAT HOTI HAI

SALAM,

THANX WELLCOME KE LIYE

Khayal ko kisi aahat ki aas rehti hai,

nigah ko kisi surat ki pyas rehti hai,

teray bin kisi cheez ki kami to nahi,

magar tere bin tabiat udaas rehti hai.

Share this post


Link to post
Share on other sites

arey maine kehney ka matlab tha yeh sher pehley post ho chuka hia ;) ... wesey i know OLD IS GOLD :P

w salam :hi: n no thanx at all :) ok ...

very nice sher :hi:

Share this post


Link to post
Share on other sites

~!UB agar mujh ku pukaru gay!~

==============================

jub jatay samay mujh ku

tum rook na paye tu

jub mere tez behtay huay ansoon ki tarp ku

tum dekh na paye tu.........

jub meri khataoon ku

tum maaf na ker paye tu..........

jub main nay her tarah say tum ku

upni mohbbaton ki shidat ka yaqeen dilaya

tum un wafaoon per yaqeen ker na paye tu.........

jub meri udhori manzil ka

tum rasta bun na paye tu...........

majboor sirf tum nahi hum bhi kitnay thay

tum ye samjh na paye tu.........

upni ana kay khool main bund hu ker

tum nikal na paye tu..........

meray her suchay jazboon ka

tum attabar ker na paye tu..........

mujh ku mujh say zada jantay huay bhi

tum mujh ku na jaan paye tu........

kahbhi ju tumharey dil kay kisi konay main

agar koi yaad hulki si uthay aur tum ku tarpaye

tum phir muchaltay huay dil kay hantoon majboor hu ker

mujh ku pukaru gay..........

tu itna yaad rakh lena

tumhari pukar ki awaz palat ker wapas tumharey pass hi laotay gi

mere wajood ka nishaan tumhain huwa bhi na bataye gi...

tu us waqt itna jaan lena

kay tumhari pukar mujh tak pohnch hi nahi paye

kiu kay kisi ajnbai ki pukar kun sunta hay..

tu bus itna jaan lena

ub jub kahbhi bhi tum mujh ku pukaru gay

huwa ki khamoshi tum ku mere na hunay ka yaqeen dilaye gi.......

tu itna jaan lena us hi lumhian tum

"KAY TUMHARI PUKAR KAY SAATH HI MERI RUH PERWAZ KER CHUKI HAY"

Tu kya paa lu gay siwaye nidamat kay

ju tum "UB AGAR MUJH KU PUKARU GAY"

Share this post


Link to post
Share on other sites

phir us kay gatay he yeah dil sunsan hou kar reih gayia

ascha bala aik shaher tha wheran hou kar reih gayia

her naqash batal hou kar reih gayia ab kay dayray hegar mein

aik zakham ghuzaray waqat ki mezan hou k reih gayia

rut nay meray kainchay charoo thraf hisar E bam O dar

yeah shehar meray lieay zindan hou kar reih gayia

kuch din mugay awaz dil ogon nay iss kay nam say

phir shehar bhar mein wou meri pechan hou kar reih gayia

aik khawab hou kar reih gayii gulshan say apni nisbatian

dil reza reza kanch ka guldan hou kar reih gayia

her sit aram dil her lahama thiskan E gan

bachray houay aik shaksash ka pehman ban ker reih gayia

khawish tou thi mugay Sagid thaksir E mehir O ma ki

lakin faqat mein sahib e dewan hou kar reih gayia

Share this post


Link to post
Share on other sites

AFSANA_E_GHAM!!

Afsana -e-gham khud suna ker meri ankhein

Roti hain teri yaad mein aksar meri ankhein

Tum jab say gaye chorh kay tanha mujhay jana

Takti hain teri raah baraber meri ankhein

Tum aa kay meray pass kaheen lot na jana

Iss gham mein khuli rehti hain shab bher meri ankhein

Aa jatay hain jab yaad woh qurbat kay zamanay

Ban jati hain lamhon mein samander meri ankhein

Jatay hoay murh murh kay mujhay dekh kay rona

Ab tak nahin bhoolee hain woh manzir meri ankhein

Aa jao kay ab zabt-e- musalsal nahin mumkin

Dar hai kay chalak jaein na thak ker meri ankhein

Tab jaa ker kaheen uss nay mera haal bhi poocha

Jab khoon kay katron say hoeen ter meri ankhein

Kuoon ker ussay meri ankhon say ho pyar

Na may hai, na meena hai, na sagar meri ankhein

Share this post


Link to post
Share on other sites
Shahkar-051.gif

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam,

very nice posting anyat and welfare

zindagi ke bheed ko mere siva jane ka kon,

zindagi kuch bhi nahin meri tamnna ke siva.

Share this post


Link to post
Share on other sites

welfare , anayat >>> nice posting guyss :yes:

ruby >>> nice sher :)

mohabbat k bhi kouch andaz hotay hai

jagti ankhoon main bhi kouch khawab hotay hai

zarooorii nahi k ghum main ansoo nikal aaye

muskurati ankhoo main bhi selaab hotay hai.

Share this post


Link to post
Share on other sites
iqbal-04.gif

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.