Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
sanober qazi

Intykhab

Recommended Posts

so nice sanober :) bohut khushie huee jan kar :yes: hope to catch u der also ;) ....

MUHABBAT

"

mohabbat hay wasee samander ki maanind

kay jis ka koi kinara nahin hota

ek baar hojaaey kisi say to

us kay bin jina gawara nahin hota

bechain say rehtay hain her pal main

naan daikhain usay to guzara nahin hota

shamil wo rag e jaan main hotay hain aesay

un kay siwa koi hamara nahin hota

baat hay itnee jo jantay hain sub

ye ek baar hota hay dobara nahin hota

Share this post


Link to post
Share on other sites

app kie poetry kie kya tareef karoon yar :yes:

Ik Din Baharon Ke Phool Murjha Jayenge

Jab Bhoole Se Kabhi Hum Yaad Aayenge

Ehsaas Hoga Tumhe Hamari Dosti Ka

Jab Door Bahut Door Hum Tumse Chale Jayenge

Share this post


Link to post
Share on other sites

thanx sanober :)

app kie poetry yeh ahmed jahanzeb ka song hia sanober ;) ....

"PEETA THA TU NAY CHURADI APNI QASAM DE KAR

MEHFIL MAIN GAY YAARON NE PEELA DEE TERI QASAM DE KAR

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice sanober

ham milein gay aik din

ham milein gay aik din

aesa aaye ga aik din jab

ham milein gay aik din

kay jo aankhein khuab jama ker rahi hain

woh apny ander asal manazer bhi rakhein gi

ham milein gay aik din

kay diloon may milny ki khuahish machel rahi hai

es khuahish ka takmil hona

mujeza hi sahi

mager umeed kamil hai

aur yaqeen mustehkam kay

ham milein gay aik din

kay aasmanoon kay andhery main

chamakty hoey tary aaker

qadmoon main hamary deher ho jaein gay

ham un ki roshnioon main kho jaey gay

muhabat ki ,wafa ki an ginat sepeyan

chunty chunty dilon main machlty jazbat kay

samanderon main beh jaeien gay

ham milein gay aik din

kay es duneya ka her fard heran reh jaey ga

jesy ham heran hain aik dosry ko pa ker

ham milein gay aik din

ham milein gay aik din(inshallah)

Share this post


Link to post
Share on other sites

arey wah sanober app shairon ko inta janitee ho :D ... theek hai jie app ne kaha hum ne maan liya :) nice poetry :hi:

decent>> jigar zabardast yar :yes:

Zindagi Ek Phool Hain Aur Mohabbat Us Ka Shehed

Pyaar Ek Darya Hain Aur Mehboob Us Ki Sarhad

Share this post


Link to post
Share on other sites

:yes:sanober

kabee hasne ko dil chahai

to ro daina

mohabat ab nahee hogee

abee tum dil ko rahne do

aur chup chaap sehne do

mohabat ab nahee hogee

abee ashkon ke eendhan per

hamare khawab jalne hain

mohabat ab nahee hogee.

abee munzil kahan khoyee

abee rahon main thakna hai

mohabat ab nahee hogee.

yeh kuch din baad main hogee.

Share this post


Link to post
Share on other sites

superb decent :yes:

"ghayal kiya jb apno ne,to garon se gila kiya kerna

othaaye hain khnjer jb apno ne, to zndgi ki tammna kiya kerna

dil tha ik kanch ka gher ,so akhir wo bhi toot gyia

qismt main likhye hain jb gum ,to khuda se gila kiya kerna

tersti rahi zndgi bher jin schey rishton ke liye

jb onhon ne hi thukera diya, to garon se tawqo kiya kerna

jis ko smjha tha apna, jis ko bnaya tha apna razdan

osi ne jb dil torr diya, to gaer ko apna ker kiya kerna

muskerana jo bhool gaye hont shazi,to kiya hua

gum ko bna liya hye apna, to muskera ke ab kiya ke

Share this post


Link to post
Share on other sites

Mumkin ho aap se tuo bhula dijiyey mujhay ...

Pathar pe hoon lakeer, mita dijiyey mujhay ...

Hur rooz mujh se taaza shikayat hai aap ko ...

Main kia hoon, aik baar bata dijiyey mujhay ...

Mere siwa bhi hai koi mozoo-e-guftugu ...

Apna bhi koi rang dikha dijiyey mujhay ...

Main kia hoon, kis jagah hoon, mujhay kuch khabar nahin ...

Hain aap kitni duur zara sada dijiyey mujhay ...

Share this post


Link to post
Share on other sites

:yes: nadan aur umair kia jiger jiger kertay ho mujhay tu app gurda bol leya karo bhai :D

ZAMANEY SE NAHI HUM TANHAEE SE DARTE HAIN,

PYAAR SEY NAHI HUM RUSWAI SE DARTE HAIN,

MILNE KI UMANG BOHAT HOTI HAIDIL MEIN,

LEKIN MILNE KE BAAD TERI JUDAAI SEY DARTE HAIN................

Share this post


Link to post
Share on other sites

asalam o alykum,

main khud zameen hoon magar zarf asman ka hay

k toot ker bhi mera hosla chatan ka hay

qafas to kher muqadar main tha magar

hawa main soor abhi tak meri uran ka hay

Share this post


Link to post
Share on other sites

faasale aise bhii ho.nge ye kabhii sochaa na thaa

faasale aise bhii ho.nge ye kabhii sochaa na thaa

saamane baiThaa thaa mere aur vo meraa na thaa

vo ki Khushbuu kii tarah phailaa thaa mere chaar suu

mai.n use mahasuus kar sakataa thaa chhuu sakataa na thaa

raat bhar us kii hii aahaT kaan me.n aatii rahii

jhaa.Nk kar dekhaa galii me.n ko_ii bhii aayaa na thaa

aks to maujuud the par aks tanahaa_ii ke the

aa_iinaa to thaa magar us me.n teraa cheharaa na thaa

aaj us ne dard bhii apane alahadaa kar diye [/coloraaj mai.n royaa to mere saath vo royaa na thaa

ye sabhii viiraaniyaa.N us ke judaa hone se thii.n

aa.Nkh dhu.Ndhalaa_ii hu_ii thii shahar dhu.Ndhalaayaa na thaa

yaad karake aur bhii takaliif hotii thii "Adeem"

bhuul jaane ke sivaa ab ko_ii bhii chaaraa na thaa

Share this post


Link to post
Share on other sites

gar main ye kahoo tum se

mujhy aik baat sunni hay

tumahrai boolti ankhain

jo har lamha ik hi baat kehti hain

mujhy huntoo se sunni hay

tumahain maloom hay kuch ke

wo sari unkahi batain tumahari

jo muj tak pohanchny se phely

hawaoon main beekhar jati hay

main un ko sameet ker

eebarat banany ki saeei kerti ho

sunoo janah

ye mushkil hay

chaloo mana ye mushkil hay

magar

tumahrai wo awaz ki parchaiyaan

muj se kuch kehna cahtai hay

magar kuch keh nahi pati

meri samaat main ghul ker wohi ik baat keh doo tum

un hi main se dhoond loo wo lafz

tuamhari shabnami batain jo kehti hay

mujhy wo baat sunni hay tuamhari bolti ankhain jo kehti hain

khao muj se moahabat hay

kaho muj se moahabat hay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.