Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
sanober qazi

Ek Shair

Recommended Posts

v. nice adil

tu nay dekhi hai woh pyshani,woh rukhsar,woh hount

zindagi jinkay tasawour mai luta di hum nay

tujh pay uthi hi nahi woh kabhi sahir aankhain

tujh ku maaloom hai kyoon umr gunwadi hum ny

Share this post


Link to post
Share on other sites

thanksss sanober :)

raat gay tairi yaad aai

"RAAT GAY TAIRI YAAD AAI...

GAI RUTAIN PHIR LOAT AAIN

KAI ZAKHAM RASNAY LAGAY .....

PHIR AANKHAIN BHER AAIN......

TAIRAY HIJAR KA MOSAM YAAD AAYA

APNI WAFA TAIRI JAFA YAAD AAI

TAIRA GAROOR TAIRA SAROOR YAAD AAYA

APNI SADGI APNI ASHQI YAAD AAI

JO TUJH SAY KEHNA THA WOH KHUD SAY KAHA

AUR TAIRAY SAMNAY CHUP RAHA

WOH TAIRA MUSKRANA YAAD AAYA

AUR APNI BAYBASI YAAD AAI

MEIN TUJH SAY KUCH KEH NA SAKA

AUR CHUP CHAP DAIKHTA RAHA

KHUD KO TOORTA AUR PHIR JOORTA RAHA

WOH TAIRA ABAD HONA YAAD AAYA

AUR APNI BARBADI YAAD AAI.................

HAAN RAAT GAY TAIRI YAAD AAI...............

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam all of u guyzzz.......

thanx adil to ne bata diya:p.....thanx sanober jie....... n miss nadan us ka jawab kuch is tarah tha"K MAIN ROZ 3 TIMES KHATEE HIE NAHIEIN HOON MUJHEY TUMHAREY SATH 1 WAQT KA KHANA MIL JAYE YEH BHIE BOHUT HAI:)........U KNOW sachi mohabbat:)..........

ab app sab ke liye....poetry arz karta hoon:).........

KHAWAB

Ek anjanay meharban sayay k robaro

Main khuch dare talak mehave e ghuftagu

Aur phir us k shanun pay

ju sir mera tha

Tu zindagi k nasheeb o faraz

Main kiss ahistagi say

Batayay ja rahi thi

Maan kartay, Aitabar kartay

Sawen bhadu bahayay ja rahi thi

Phir yun achanak usi ahistagi say

sarka liyay us nay apna shana

Wo door hota ja raha tha

Usay koi pukarta ja raha tha

Meri simat pushat na kartay howay

wo o-jhal hota ja raha tha

Jab meri sansoon nay

sheh rag ko chuna chaha

Jab meri nidya nay

Ankhoon pay chana chaha

Jab moot ki devi nay

Apni bahoon main sulana chaha

Tu akhri khuwahish jan kar

Zindagi ki

Main nay apna hath

Us ki janeb barhaya tha magar

yay tu khazan raseeda patay ki tarhan

Zameen pay a gira tha

Aur usi Lamhay

Sara maan , sara yaqeen

Hath pay rakhi rait kay un zaroon ki manind

Jinhain hawa kay zara say jhonkay nay

Ura diya ho

Khatam ho gaya

usi lamhay

Meri Ankh khul gai

Aur Ansowoon ki lari

meray rukhsar bhego gai

Wo tu khawab tha

Aur yay ansoo..?

Yay kaisa sanjoog hai

Meray khawab ka meray ansowo k sang

ok bye tc all

ALLAH HAFIZ

Share this post


Link to post
Share on other sites

u welcome adil and umair

zaburdust bouhat nice collection hai ap logoo ki

tujh sy mily bichadgay tujh sy bichad ky mil gay

esi bhi qurbatay rahi esy bhi faslay rahay

tu bhi na mil saka hamy umar bhi rayga gay

tujh sy tu khyr ishq tha khud sy bady gily rahy

Share this post


Link to post
Share on other sites

"Itney pyaarey mosam mein

roothna nahein accha

roothney mnaney ki baatein

kal pe hum choortey hein

chooty si zindagi hey

aao aaj doosty kar lein

doosty ke bandhan mein

roothna kis ne seekha hey?

doosty pyaar ka nata hey

aao aaj wafaein nibhain

doosti sheeshey ki manind hey

jo halki si thais se toot sakta hey

hum in draroun ko kyoun paida karein?

aao aaj doosti karein

okkk dost ,allah hafiz ,koi galti hoi ho tu maff karna :hi:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Nice Snober and Adil..

wish You all the best Umair with ur SACHO MUHABAT!

Share this post


Link to post
Share on other sites

suna hai loug usy aankh bhar ky dykhty hai

so usky shehar mai kuch din tehar ky dykhty hai

suna hai rubt hai is ku kharab haloo sy

su apny aap ku burbad kr ky dykhty hai

suna hai dard ki gahuk hai chushmy naz uski

su hum bhi uski gali sy guzar ky dykhty hai

suna hai usku bhi hai shayru shairi sy shaghuf

su hum bhi muajzy apny hunar ky dykhty hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

tamaam umar chala pir bhi ik maqam pay hoon

khayal aap say aagay kabhi gaya hi nahin

Share this post


Link to post
Share on other sites

SALAM all of u guyzz.....

nice posting sanober jie........n samra shiar :)

shairon ke beech shairee kiyee jaa raha hoon....umeed hia pasand aye ghee:)

Manzil na de chiragh na de hosla to de

"Manzil na de chiragh na de hosla to de

Tinke ka hee sahee mugar aasra to de

Main ne ye kub kaha k mere huq main ho jawab

lekin khamosh q hain to koi faisla to de

Manzil na de chiragh na de hosla to de

Bersoon main tere naam pe kahta rha fareb

Mere Khuda kahan hai to upna pata to de

Manzil na de chiragh na de hosla to de

Beshuq mere naseeb pe rukh upna ikhtiar

lekin mere naseeb main kia hai bata to de

Manzil na de chiragh na de hosla to de

Manzil na de chiragh na de hosla to de

Tinke ka hee sahee mugar aasra to de

ok bye

tc alll

ALLAH HAFIZ

Share this post


Link to post
Share on other sites

nic3e You Both..

hay anyone of you remember that gazal..

ay jazba-e-dil gar may cahon..

can anyone write it ..

i love that gazal but i dont have it :(!

Share this post


Link to post
Share on other sites

wah nadan it;s one of my favourite

tujh sy mily bichadgay tujh sy bichad ky mil gay

esi bhi qurbatay rahi esy bhi faslay rahay

tu bhi na mil saka hamy umar bhi rayga gay

tujh sy tu khyr ishq tha khud sy bady gily rahy

Share this post


Link to post
Share on other sites

ohhhh achaaaaaa nyarah kie ghazal hia............pehley batatee na........wesey yeh nyarah hai koun......:lol:

Share this post


Link to post
Share on other sites

GHALAT FEHMIYON NE BATOON KO BERHA DALA YUNHI WARNA

KAHA KUCH THA...WOH KUCH SUMJHA...MUJHE KUCH AUR KHENA THA

nice posts by nadan,sanober n umair

Share this post


Link to post
Share on other sites

hello every body all of u r gr8 really

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam all of u guyzzzzzzz.........

nice posting kiran...n samraa koiee gr8 nahen hia yahan:pexcepy meee;)......aur SANOBER JIE NICE POSTING BUT KUCH NA KAHOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOO:lol:

ab main kuch arz karta hoon:)

Kú©µ Ðê® Tö Lågtï µäí

"KHUSHBOO KAY BIKHARNAY MEIN KUCH DER TO LAGTI HAI

YEH BAAT SAMAJHNAY MEIN KUCH DER TO LAGTI HAI

JAB ABAR GHIRAY HOUN, HAR SIMT ANDHAIRAY HOUN,

PHIR CHAAND NIKALNAY MEIN KUCH DER TO LAGTI HAI

GHAR SAARAY NASHAIBEE HOUN DARYA KAY KINAARAY PER,

PHIR PAANI UTARNAY MEIN KUCH DER TO LAGTI HAI

KEH PEHLI NAZAR DIL MEIN BETAABIYAN LAATI HAI

TASVEER KAY BANNAY MEIN KUCH DER TO LAGTI HAI

JIS ZAKHM MEIN SHAAMIL HOUN , APNON KI ANAAYAT,

US ZAKHM KO BHARNAY MEIN KUCH DER TO LAGTI HAI

JAB SOCH PAY PEHRAA HO AUR QUFL ZABAANON PER,

PHIR KHWAAB KO BUNNAY MEIN KUCH DER TO LAGTI HAI

ok bye tc alll

ALLAH HAFIZ

Share this post


Link to post
Share on other sites

KUCH ASHYAR MEREE PASAND KAY BHEE

KAHTAY HAIN HAR CHEEZ MIL JATEE HAY DUA SAY

EK ROZ TUMHAY MANG K DEKHAN GAAY KHODA SAY

==========

MOJH SAY WOH KEHTAY THAY JAEEY MAAR JAEEY

MOOT JAB AAEE TU JEENAY KEE DUA DANAY LAGAY

==========

MAZA BARSAAT KA CHAHOO TOU EN ANKOON MAY AA BATHOO

WOH BARSOON MAY BARSAY, YEH BARSOON SAY BARASTEE HAIN

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice shairee sanum:)ab main kuch arz karta hoon

KEHNA HAI AJ

"KEHNA HAI AJ TUJH SAY PHIR KISSI SAY YEH KEHNA NAHE

KEHNA HAI AJ TUJH SAY PHIR KISSI SAY YEH KEHNA NAHE

REHNA HAI SATH TEREY WERNA DUNYA MAI REHNA NAHE

PIYAR KERTAY HUM KO JEENA

PIYAR JERTAY HUM KO MERNA

GHUM JUDAI KA SEHNA NAHE

KEHNA HAI AJ TUJH SAY PHIR KISSI SAY YEH KEHNA NAHE

DUNYA SAY DERNANAHE YA PIYAR KERNA NAHE

NAZRAY CHURA KAY SANAM HUM KO GUZERNA NAHE

DOB RAHA HAI SAHILOON PER JHOOM RAHA HAI MANZILOON PER

YOUN HE DERYA MAI BEHNA NAHE

KEHNA HAI AJ TUJH SAY PHIR KISSI SAY YEH KEHNA NAHE

MAUSAM KI ANGRAAIYANN DIL KI YEH TANHAIYAN

A PASS AA HONAY DAY DUNYA MAI RUSWAYAN

ZINDAGE MAI PHOOL KANTAY

CHUN LIYEA HUM NAY KANTAY

HAR PHOOLON KA PEHANNA NAHE

KEHNA HAI AJ TUJH SAY PHIR KISSI SAY YEH KEHNA NAHE

REHNA HAI SATH TEREY WERNA DUNYA MAI REHNA NAHE

PIYAR KERTAY HUM KO JEENA

PIYAR kERTAY HUM KO MERNA

ok bye tc alll

ALAH HAFIZ

Share this post


Link to post
Share on other sites

bouhat khub uamir kiran, sanum thanx for ur nice replies

Jany Kaisay Sanbhal Kar Rakhay

Sub Iraday Sanbhal kar Rakhay

Kuch Naye Rang hain Mohabbat Kay

Kuch Puranay Sanbhal kAy rakahy

Mosam-e-Ishq teri barish kay

Khat jo bhegay sanbhal kar rakahy

Jin ki khushboo udas karti thi

Wow bhi gajray sanbhal kar rakhay

Tujh say milnay kay or bicharnay kay

Saray khadshay sanbhal kar rakhay

Hum nay dil ki kitab men teray

Saray Waday Sanbhal kar rakhay

Teray dukh kay tamam hi mosam

Ay zamanay sanbhal kar rakhay

Meray khabaon ko rakh kar dala

Or apnay sanbhal kar rakhay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.