Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
sanober qazi

Ek Shair

Recommended Posts

wah wah rukh and umair waesy aap sy kon larrah hia yahan

sajay rukhty hein ju chehry par hunsai ki kiran

najany dil mai woh kitny shagaf rukhty hein

Share this post


Link to post
Share on other sites

sanober jie koie nahien...:)hum to yahan khushiyan hie khushiyan detey hian...to hum se bhala koiee kyoon larey gha....ab kuch main arz karta hoon

"KHAYAL ATA HAI..."

Yeh dil na chahtey huey bhee tujhe chahta hae

Tujhe na sochooN phir bhi tera khyaal aata hae

Chahta hooN keh tujhe bhool jao'N

Lekin bhoolna mujhe nahiN aata hae

Raat ko sotey huey tujhe sochta hooN

Subah hotey hee phir tera khyaal aata hae

Tanhai meN mera dil jab bhee udaas hota hae

Mujhe wohi eik chehra yaad aata hae

ok bye tc ALL

ALLAH HAFIZ

Share this post


Link to post
Share on other sites

ahah wha Umair and Rukh.. cha gai ho.. Umair kon kon kala ho gaya ab tak

Share this post


Link to post
Share on other sites

gr8 sanober:)...shabash ho app ko nibha rahee ho waqaye kamal hia:lol:....

ab aik shiar mri taraf se....

khat

"khat to us nai mujhay likha hoga

raaston he mai kho gaya ho ga

aik muddat huee usay daikhay

jaanay kitna badal gaya ho ga

ok bye tc all

ALLAH HAFIZ

Share this post


Link to post
Share on other sites

wah wah wah yar sanober gr88:Dab main kuch arz karta hoon:)

Kash Mein Teri Zulf Ka Phool Hota

"Kaash mein teri zulf ka phool hota

tu kitney maan se sajaati muj ko

appney haath ki lamas lagati muj ko

aaina-e-pyaar mein deikh kar muj ko

kitni khuwash say muskarati tu

mein teri zulf mein chuppa huwa

tuj ko appney piyaar ki awawaz sunaoon

appini chahatoon key naghmey sunaoon

kash kabi aisa ho pata

muj ko khizaan na roak pataa

mein teri zulf ki khuwahish rehta

kash

magar ik din khizan ney muj ko

teri zulf say uterney ka kaha

mein ney barha lumhoon ki muhlat mangi

par najaney kiyoon mein bikhar giya

teri zulf say utar giya

mar meri khushboo tujey mehkaey gi

amney honey ka ahsas karaey gi

appni chahatoon mein

tujey sunaei gi

k kaash mein is ko phir sajja sakoon

magar nahein

kaash mein teri zulf ka phool hota

ok bye tc all

ALLAH HAFIZ

Share this post


Link to post
Share on other sites

cool sanober poetry....

Lout aana..

"Lout aana meri duaaon main dhal kay.

Badalon ki haseen badliyoun say nikal kay.

Main gin raha hoon tere aanay ki ghariyan.

Jaldi say aaja hawaoon pay chal kay.

Khalish zindagee ki tu aaye to pur ho.

Mukammal bana day aarzoo main badal kay.

Talab main teri main kaisay jiya hoon.

Rahon main kantay chalon main sambhal kay.

Safar aashiqee ka yeh kya rang laya.

Ab mohabbat nay manga nateeja machal kay.

Isharon say shaiki yehi lag raha hai.

Na diya wo jalaye ga tere mehel kay

Share this post


Link to post
Share on other sites

sorry is ka tittle mujhay nahi aata " RONA bhi jo chahein to wo roney nahii data

wo shakhs to palkein bhi bhigoney nahi data

" wo roaz rulata hey humey khawab mey aker.

sona bhi jo chahein to wo soney nahi data

" yeh kis k isharey pey umedd aeiyn hein

yeh kon hey jo barish kabhi honey nahi data

"

ata hey merey khialo mey kon yeh akserr?

jo mughey kisi or ka honey nahi deyta.

" is darr say kahin torr ker ansoo na bahaein.

bacho ko mitti k khiloney nahi deyta.

" ik shakhs hey aisa merii bastii mey abhi takk.

jo bogh akailay mughey dhoney nahi deyta.

" mey hoo k bahata hoo terii yaad mey ansooo.

tu hey k mughay ashk pironey nahi deyta.

" woh chehra ajabb hey jisay paker mey abhi tak.

khona bhi jo chahoo to wo khoney nahi deyta.

" thamey huway lehro ki niazi bagg koi to.

sahill ko samander mey dibonay nahi deyta!

Share this post


Link to post
Share on other sites

hey nice sleepy!

Share this post


Link to post
Share on other sites

phoolon se achi us ki khushboo

kaliyon se pyari muskaan

sitarron sa chamakta hua chehra

koyal se meethi zubaan

chand bhi chup jaye yeh keh kay

asmaan pay ab kya mera kaam

chandani toh aa nikali zameen se

kasi hai yeh qudrat ki shaan

fursat se banay hoga rab na

farishton ka nahi yeh kaam

mitti se banay hain hum sab

us mein sona ko milaya hoga

hooron na bhi hasrat se dekha hoga

pariyon se sunder yeh insaan

alfaaz bhi kum pedtey hain kehna ko

aisi hai meri jaaaaaaaaaaaaaaaaaan.

Share this post


Link to post
Share on other sites

:star:

os na taptay hua sahra ko bhi ghar jana tha

zindagi jis na baratnay ka hunar jana tha

tajrubay husan hakikut ka patta datay hay

ma na soach k pathar ko gohar jana tha

zakham khay thay to ya raaz khula mujh par

aik gitty hui deewar ko war jana tha

haarf sacha tha mitay na mita ma warna

maray hum dard na ya marika saar injaam tha

fasilay aur barha batha wo rahro,jis na

chund kadmo ki musaffat ko safar jana tha

ma afridi q na jala fikar ko data k mujhay

roshni ban ka har aik dil ma otar jana tha

Share this post


Link to post
Share on other sites

asslam o alikum...!

kuchy gharoo ki hakekat kia hia

kal barish ny wazaht ki hai

innocent4 nu

Share this post


Link to post
Share on other sites

walikum asalam innocient 4 u bouhta khoub sleepy and innocent

shayed koi khahish roti rehti hay

meray ander barish hoti rehti hay

Share this post


Link to post
Share on other sites

alll u guyss r really going gr8:)jaaan u r speciallyy:d

Mohabbat

"mohbat ki tabiat main yah kaisa bacpana kudrat nay rakha hay

kay jitni porani gitni b mazboot ho jiay

isay taeed taza ki zarorat phir b rahati hay

nigahoon say tpakti ho lahoo main gagmgati ho

hazaroon tarha kay dilkash haseen halay baniti ho

magar issay izhar k lafzoon ki hagat phir b rahti hay

mohabat mangti hay yoon ghavi apnay honay ki

k jasay tiflay sada sham ko ik beejj boay

shab main barha othay zamin ko khood kar daikhay k poda ab kahan tak hay

mohabat ki tabiyaat main ajab takrar ki kho hay

k yah izhar k lafzoon ko sonnay say nahian thakti

bitcharnay ki ghari ho yah koi milnay ki sait ho

isay bas aik hi dhun hay kaho mugh say mohabat hay

kaho mugh say mohbat hay

mohabat kay mosafar zindagi gab kat cchuktay hain

wafa ki aghrakian pahnay thakan ki kirchian chontay

samay ki akhary sarhad pay a k roktay hain

to dobti sansoon ki dori tham kar koi dihary say y kahta hay

y sach hay na hamiri zindahgi ik dosray kay nam likhee thi

or y dhund laka sa go ankhoon kay kareeb o door phaila hay

isi ka nam chahat hay

tomain mugh say mohabat thi tomhain mugh say mohabat hay

Share this post


Link to post
Share on other sites

:yippee:

parhtay parhtay aik kittab otha lay

hum os ki aankh sa khwaab otha lay

osay na pa kar os ki maaz par sajay huay

phool daan sa aik gullab otha lay

taro bhari aik maang ko tabinda rakhnay

os ki jabeen par sa mahtaab otha lay

os ka aaks ko dakh k wapus hotay huay

aainay ka aastijab otha lay

aahd-a jadeed ki tahzeeb afridi k liya

khoi hui tareekh ka baab otha lay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.