Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
sanober qazi

Ek Shair

Recommended Posts

barish_hwoi.gif

Share this post


Link to post
Share on other sites
ankh_say.gif

Share this post


Link to post
Share on other sites

zinda labon pe ye taale kaise,

ye jalsa gungon ke hawale kaise.

ghar se nahin nikle the jo log ab talak,

tajjub hai unke pairon mein ye chhale kaise.

choti tak pahuncha zehar to ehsaas hua,

ye saanp aasteen mein humne paale kaise.

sikke ke done pehlu ek jaise hain,

hawaon mein inko koi uchhale kaise.

suna hai footpath pe bhi khuda basta hai,

fir is shehar mein ye masjid,ye shivale kaise!

Share this post


Link to post
Share on other sites

bindoo jie zabardast :hi:

Humain maaf kardena

ho gayi ho gar hum say koi khata humain maaf kardena

sabab humaray kabhi jo tumhara dil dukha humain maaf kardena

zindagi kay kisi mor par yeah aankhain jo ho jayen band

hogi tum say bas itni ilteja humain maaf kardena

Share this post


Link to post
Share on other sites

yeh kia aap nai bindo gee bindoo gee lagga rakhee hai umair gee

battana pasand karain gay aap

Share this post


Link to post
Share on other sites

ya sure :lol: is main laghaney wali kya baat hia saamia ji :lol:

bindoo is da name of jaan GOT U NOW :hi:

Share this post


Link to post
Share on other sites

tareef ka bohut bohut shukeriya :)

aur mera naam batana ka bhi wasay mera naam bindu hai na ke bindoo .

wasay hum na aap ko maaf kar diya aap ki itni achi posting pedh kay

itni hai sirf meri mhobbat ki dastaan

ek shaks tha jo zakhm-e-shanasaayi day gaya

Share this post


Link to post
Share on other sites

ok bindu mem sorry for using OO instead of U :)

jaan >> bari choti dastan hia mohabat ki :lol:

Jis se bhi pyar kiya uss ne dhoka dia hai

Hum mein wafa nahi ya dunya bewafa hai

Dhoka de kar aisey bhool jatey hein aksar

Jeisey mohabbat nahi juram kiya hai

Hama jalaye to kis ke naam ki UMAIR

Abb to woo bhi andar se bhoja hoa hai

Edited by umair.zm

Share this post


Link to post
Share on other sites

"koi hai

jis ka intezaar

is dil ko hai

jis ki justuju

meri wafa ko hai

jis ki arzoo

dil ki dharkan ko hai

jis kai sapnai

in ankhoon mein hain

jis ki rah par

ye palkain bechi hain

jis ki mehak

meri sansoon mein hai

haan

koi hai

jis ka milan

meri zindagi hai"

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice posting umair ji aur maine toh pehlay hi aap ko maaf kar diya and there is no need of sorry its just a small spelling mistake

samk bohut hi achi posting hai aap kii :yes:

tum aiye ho na sheb-e-intezaar guzaari hai

talaash mein hai seher baar baar guzaari hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

bindu jie :( kahan ho app itney time baad nazar ayee ho :( missiing u n ur colections :hi:

breaths in ur hand my love

"Mera kuch saman tumharay pass para hai

Sawan kay kuch bheegay bheegay din rekhay hai

Wo bhijwa do mera wo saman loota do

Aik aikeeli chatri main jab adhay adhay behhg rehay thay

Adhay sookhay adhay geelay sokha tu mai lay ayi thi

Geela man shaed bistar kay pass para hu

Wo bhijwa do mera wo saman loota do

Pat jhar mia kuch patoon kay girnay ki ahaht

Kanoon nay ik bar pehen kay lootai thi

Pat jahr ki wo shahkh abhi tak kamp rehi hai

Wo shakh gira do mera wo saman loota do

Aik soo sola chand ki ratyan aik tumharay kandhay ka til

Geeli mehndi ki khushbu aur jhoot moot kay shikway sub

Jhoot moot kay waday bhi sub yad kerwa do

Wo bhjiwa do mera wo saman loota do

Aik ijazat day tu mujh ku

Jub un ku dafanoon gi main bhi wahain so jaon gi

Share this post


Link to post
Share on other sites

SALAM,

VERY NICE UMAIR

*bohot nazdeeq aate ja rahe ho

bi-charne ka irada ker lia kia

Share this post


Link to post
Share on other sites

w salam ruby :hi:

not a bad sher :D

DARD

dard se meraa daaman bhar de yaa Allaah

phir chaahe diivaanaa kar de yaa Allaah

main ne tujhase chaand sitaare kab maagge

raushan dil bedaar nazar de yaa Allaah

suuraj sii ik chiiz to ham sab dekh chuke

sach much kii ab koii sahar de yaa Allaah

yaa dhartii ke zakhmon par maraham rakh de

yaa meraa dil patthar kar de yaa Allaah

Share this post


Link to post
Share on other sites

hi dosto :hi:

nice postings everyone :yes:

umair ji aap na bulaiya aur hum chaalaye aiye :)

woh jab yaad aiye bohut yaad aiye

ghum-e-zindagi ke andharay mein hum nay chiraag-e-mhobbat jalaye bujhaye

ahatayan jag utheen raastay hassdiye

thaam ke dil uthay hum kisi ke liye

kayi baar aisa bhi dhoka hua hai

chaalaye aa rahay hain woh nazerayen jhukaye

woh jab yaad aiye bohut yaad aiye

ghum-e-zindagi ke andharay mein hum nay chiraag-e-mhobbat jalaye bujhaye

dil sulagnay laga ashk behnay lagay

janay kya kya humhe log kehnay lagay

magar rotay rotay hassi aa gayi hai

khayalon mein aa kar woh jab muskuraye

woh jab yaad aiye bohut yaad aiye

ghum-e-zindagi ke andharay mein hum nay chiraag-e-mhobbat jalaye bujhaye

woh juda kya huay zindagi kho gayi

shama jalti rahi roshani kho gayi

bohut koshishayan ki magar dil na behla

kayi saaz cheday kayi geet gaye

woh jab yaad aiye bohut yaad aiye

ghum-e-zindagi ke andharay mein hum nay chiraag-e-mhobbat jalaye bujhaye

Share this post


Link to post
Share on other sites

bindu>>. shukar ap aahi gayeen :hi: hum to pukar kar thak gaye :lol: itsso nice poetry janab :yes: LAGHTA HIA BOHUT YAAD RAHEE HIAN :lol:

gham ke sanjoog achche lagtain hain

mostaqil roog achche lagtain hain....

koi wada wafa na kar ke mojhe.........

bewafa loog achche lagtain hain........

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice posting umair :hi:

sunaa karo merii jaaN in se un se afasaane

sab ajanabii haiN yahaaN kaun kis ko pahachaane

yahaa.N se jald guzar jaao qaafile vaaloN

haiN merii pyaas ke phuuNke hue ye viiraane

merii junuun-e-parastish se taNg aa gaye log

sunaa hai baNd kiye jaa rahe haiN but_Khaane

jahaaN se pichhale pahar ko_ii tashnaa-kaam uThaa

vahiiN pe toDe haiN yaaroN ne aaj paimaane

bahaar aaye to meraa salaam kah denaa

mujhe to aaj talab kar liyaa hai seharaa ne

sivaa hai huqm ki "Kaifi" ko sang-saar karo

masiihaa baiThe haiN chhup ke kahaaN Khudaa jaane

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice posting umair :hi:

sunaa karo merii jaaN in se un se afasaane

sab ajanabii haiN yahaaN kaun kis ko pahachaane

yahaa.N se jald guzar jaao qaafile vaaloN

haiN merii pyaas ke phuuNke hue ye viiraane

merii junuun-e-parastish se taNg aa gaye log

sunaa hai baNd kiye jaa rahe haiN but_Khaane

jahaaN se pichhale pahar ko_ii tashnaa-kaam uThaa

vahiiN pe toDe haiN yaaroN ne aaj paimaane

bahaar aaye to meraa salaam kah denaa

mujhe to aaj talab kar liyaa hai seharaa ne

sivaa hai huqm ki "Kaifi" ko sang-saar karo

masiihaa baiThe haiN chhup ke kahaaN Khudaa jaane

Share this post


Link to post
Share on other sites

veryyyyyyy nice posting bindu jie :yes: sorry for late positng :)

Jab kisi say koi gila rakhna

"Jab kisi say koi gila rakhna,

Saamnay apnay aaiana rakhna !

Yunh ujalon say vaasta rakhna,

Shama kay paas hi hawa rakhna !

Saamnay apnay ........

Ghar ki taameer chahay jaisee ho,

Ismay ronay ki kuch jagah rakhna !

Saamnay apnay ........

Masjiday hain namazion kay liyey,

Apnay ghar mein kahin khuda rakhna !

Saamnay apnay ........

Milna julna jahan zaroori ho,

Milnay julnay ka hausla rakhna !

Saamnay apnay ........

Jab kisi say koi gila rakhna,

Saamnay apnay aaiana rakhna

Share this post


Link to post
Share on other sites

mujh say bichar kar tu bho roay ga umr bhar

yeh soch lai k mai bhi teri khahisho mai hoon

Share this post


Link to post
Share on other sites

us ki aankh mien mohabbat ka sitara ho ga

loat kay aay ga ik din woh shaks humara ho ga

zindgi mien ab mara naam na shamal karna

agar yah tah hai kay yah khail dobara ho ga

jis kay honay say mari sans chalti thi

kis tarha us kay baghair guzara ho ga :weep:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Dil se dard ka rishta ustawar rehta hai

usko hr ghari mujh pe ikhtiar rehta hai

usko tou bichar janay k dhang bhi nahin atay

mujh se dur reh kr bhi meray pas rehta hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

amber,crystleherat n rania >>> very nice shers :yes:

Bholnay walay sa keh da

"bholnay walay sa koi keh da

is terha yad anay sa kyaa fahida

jab meray dil ki duniyaa bastii hi nahe

phir is terhain khiyaloo main anaa sa kya fahida

kya kahoon tuj sa kitnee umeedein thi

ap kya badle yeh duniya hi badel gayee

asraa da kar dil torata hai mera

is terhain satana satanay sa kya fahida

chaar tinkay jalaa ka kya mil gya

mit saka na zamanay sa mera nishaan

muj par intaa zulam dahany ka kyaa fahida

muj par bijlee girahoo tu januu sahii

ashhaan par girnay sa kya fahida

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.