Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
sanober qazi

Khuwab Tout Jaty Hein

Recommended Posts

salam,

abhi to kafi se zada collection hai mere pass jab khtam hogaye ga to apki offer per gor karoon gi :)

aeese to kisi shaks ko ruswa nahin kerte

apno ke sitam per koi shikwa nahin kerte

rakhte hain jo auroon ke liye pyar ka jazba

woh log kabhi toot ker bhikra nahin kerte :wub:

manzil per phonchne ki talab hoti hai jin ko

rastoon pe khare ho ker socha nahin kerte

jo log bhicher jayen bharee bazm(mehfil) main kudh se

barsoon kabhi milne ki tamnaa nahin kerte

mosam ke badlte hue tever jo na samjhen

rishton ki nazakat ko bhi samjha nahin kerte :yes:

kyoon jane wohi log bhate hain dil ko

yousuf jo nazar bhar ke bhi dekha nahin kerte :star:

Share this post


Link to post
Share on other sites

w salam ...

ruby >>> ok :) .. it was really so nice posting... parh kar jazba aa gaya hia :lol:

EHSAAS

Jeyse Zindagii Ka Saboot Deyti Hai Har Saans,

Ayese Hi Har Lamha Merey Pass Hai Tumhara Ehsaas.

Jeyse Chupkey Sey Badal Chaand Ko Chumey,

Ayese Hi Mujhey Chu Jata Hai Tumhara Ehsaas.

Loog Deytey Hain Apni Jaan Mohabbat Main,

Magar Mujhey Zinda Rakhy Hoye Hai Tumhara Ehsaas

Meri Zindagii Bey Ronak Thi Veeraney Ki Manid,

Meri Zindagii Ko Rang Deyta Hai Tumhara Ehsaas.

Yahan Tou Mushkiloo Main Saya Bhi Saath Choor Deyta Hai,

Par Har Waqt Jo Saath Hai Woh Hai Tumhara Ehsaas.

Teri Yaad Main Jab Ansoon Nikaltey Hain Ankhoon Sey,

Mujhey Apni Bahoon Main Bhar Leyta Hai Tumhara Ehsaas.

Mera Ishq Tum Ho , Mohabbat Aur Dua Bhi.............

Bas Ab Yehi Arzoo Hai k Paloon Tumhara Ehsaas.

Share this post


Link to post
Share on other sites
muneernayazi.gif102.gif

Share this post


Link to post
Share on other sites

so nice anayat :yes:

jis ki aankhen mujhy andar say parh sakti hon

ya rab koi chehra to mere shehar main essa la day

Share this post


Link to post
Share on other sites

waah dosto zabardast postings hain aap sab ki :hi:

us waqt intezaar ka alam na poochiye

jab koi baar baar kahaye aa raha hoon main

Share this post


Link to post
Share on other sites

bindu jie :) thanx alot :hi: ur sher is :yes:

TUM MERI KON HO

"TUM MERI KON HO TUM SAY HA TALAK KAISA...?

TUM KISI DHUND MEIN LIPTI HOWI TANHAI HO

MERI SHUHRAT HO, DUA HO, MERI RUSWAE HO

BAAT KARTI HO KABHI CHUP MEIN BIKHAR JATI HO

KION MERI ROOH KAY GOSHON PAY SITAM DHATI HO

TUM MERI KON HO TUM SAY HAY TALAK KAISA...?

GUNGANATI HO TU MEHSOS YAH HOTA HAI

JAISAY DARYAON KAY SAHIL SAY SADA AATI HAI

PAAS ATA HOON TU KHWABON MEIN UTAR JATI HO

DUR JATA HOON TU DAMAN SAY LIPAT JATI HO

TUM MERAY PAAS HO NA DUR HO MERAY DIL SAY

TUM MERI KON HO TUM SAY HAI TALAK KAISA..........???

Share this post


Link to post
Share on other sites

thanks umair :)

aap ki posting bohut hi achi hai :yes:

aalaam-e-roz_gaar ko aasaaN banaa diyaa

jo gham hua use gha-e-janaaN banaa diyaa

yuN muskuraaye jaan sii kaliyoN meN ped gayii

yuN lab_kushaa huye ki gulistaaN banaa diyaa

maiN kaam_yaab-e-diid bhii mahroom-e-diid bhii

jalvoN ke azdahaam ne hairaaN banaa diyaa

jis husn-e-kaar_o_baar ko mastoN se poochhiiye

jis ne fareb-e-husn ko 'asyaaN banaa diyaa

ham us nigaah-e-naaz ko samjhe the neshtar

tum ne to muskura ke rag-e-jaaN banaa diyaa

gardish-e-hayaat meN raaz-e-hayaat hai

ziNdaaN ko maiN ne rauzan-e-ziNdaaN banaa diyaa

Share this post


Link to post
Share on other sites

thanx alot bindu jie :)

app ki shairi ne to pata nahien kya kya app ko bana diya :lol: well it was very nice :yes:

Ajj Udhas Hoon Tu

"Aaj udhas hoon tu zamana mujhey phochney aya ..

Magar Jis pe tha sadiyon ka bharam woh nahi aya..

Woh tu ek khuwaab tha toot gaya bikhar gaya hai..

ajj udhas lamhon main phir kyon mujhey woh yaad aya..

Zindagi ki musrufiyat ke woh chund din jo guzar chuke hain..

na hi un pe urooj aya,aur na hi un pe zawaal aya...

Bhool na chahta hoon har lamha ,har waqt jo guzar gaya hai..

jitna bhi rokka woh waqt utna woh mere sath chala aya...

Guzra hua kal na tha mera, na hai mera aur na ho ga kabhi...

yeh mein janta hoon magar phir bhi na dil ko karaar aya..

woh waade teri woh kasmein woh sab yaad hain mujhe...

magar phir bhi kabhi tum ko mera dil na bhoola paya..

us ki muskurahat tere liye ek fareb thi UMAIR..

tu tha nadan, dil tera usse na samajh paya

Share this post


Link to post
Share on other sites

umair ji udaas nahi hoiye hum aa gaye hain na ;)

kii hai koi hasiin khataa har khataa ke saath

thoDaa saa pyaar bhiii mujhey de do sazaa ke saath

manzil se wo bhii duur thaa aur hum bhii duur they

hum ne dhool uDaaii bahut rah numaa ke saath

gar Duubnaa hii apnaa muqdar hai to suno,

DoobeiNgey hum zaruur magar na khudaa ke saath

rakas e sabaa ke jashan meiN hum tum bhii naachtey

ai kaash tum bhii aa gaye hotey sabaa ke saath

Share this post


Link to post
Share on other sites

ha ha ha ha umair :laugh: jan tum see kai kah rahee hai ... :o umair ji udaas nahi hoiye hum aa gaye hain na.............................. lo jaan :drive2: phir hum be a gee han ...... :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

jadoo ji mujhe samjh mein nahi ayi aap ki baat es mein yun hasnay wali kaun si baat hai ?

Share this post


Link to post
Share on other sites

bindu jie>> app aa gayeen hian ab udas kahan hian hum :D wesey yeh jadoo hia na is ka dimagh ka screw thora nahein kafie dheela hia :P :lol:

jadoo>> wesey tum hans kyon rahee ho pagal :P

aankh se door na ho dil se utar jayega

"aankh se door na ho dil se utar jayega

waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega

itna manoos na ho khilwat-e-gham se apni

tu kabhi khud ko bhi dekhega to dar jayega

tum sar-e-raah-e-wafa dekhte reh jaoge

aur woh baam-e-rifaqat se utar jayega

zindagi teri ata hai to yeh jaane wala

teri bakhshish teri dahleez pe dhar jayega

doobte doobte kashtee to ochala dain doon

mein nahein koi to sahil pe uter jayega

zabt lazim hey magar dukh hey qayamat ka UMAIR

zalim ab ke bhi na roay ga to mer jayega

zindagi teri ata hai to yeh jaane wala

teri bakhshish teri dahleez pe dhar jayega

Share this post


Link to post
Share on other sites
1788_big.gif

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam,

kafi aachi shairi post ki hai sab ne nice :star:

sab ka saath nibhane wale,

kudh kyoon tanha rah jate hain?

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ya Mohabbat Ka Jo Afsana Hay

Bas Behknay Ka Ik Bahana Hay

Bantta Hay Ya Khawaab Andhoon Main

Ya Jo Shair Hay Ya Dewaana Hay

Apni Dharkan Say Pooch Ker Deakho

Baywafa Main Nahi Zamana Hay

Aao Ji Bher K Mugh Say Payaar Kero

Kal Ager Mugh Ko Choor Jana Hay

Der Khula Hay K Aas Hay Dil Main

Janay Walay Ko Loot Ana Hay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Assalam o Alikum .

sanober jee aap kaean hain itnay arsay sai . yaean hum sab aap ko boht ziyada missssss kar rahay hain plz plz jaldi aa jain

Share this post


Link to post
Share on other sites

hi dosto :hi: kasay hain aap log :)

phir kuch ik dil ko be.qaraari hai

seena joyaa-e-zakhm-e-kaari hai

phir jigar khodne lagaa naakhun

aamad-e-fasl-e-laala kaari hai

qibla-e-maqsad-e-nigaah-e-niaaz

phir wohi parda-e-amaari hai

chashm-e-dallaal-e-jins-e-rusvaaii

dil khareedaar-e-zauq-e-khwaari hai

wohi sad rang laala farsaaii

wo hi sad go na ashk.baari hai

dil havaaye khiraam-e-naaz se phir

meHsharistaan-e-be.qaraari hai

jalva phir arz-e-naaz karta hai

roz-e-baazaar-e-jaaN sipaari hai

phir usi be.vafaa pe marte haiN

phir wohi zindagi hamaari hai

phir khula hai dar-e-adaalat-e-naaz

garm baazaar-e-foj.daari hai

ho rahaa hai jahaan mein phir andheir

zulf ki phir sarishtaa daari hai

phir diaa paara-e-jigar ne savaal

aik faryaad-o-aah-o-zaari hai

phir hue haiN gavaah-e-ishq talab

ashkbaari ka Hukm jaari haiN

dil-o-mizhgaaN ka jo muqaddama tha

aaj phir uski ru.bakaari hai

be.khudi be.sabab nahin ghalib

kuch to hai jis ki parda.daari hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.