Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
sanober qazi

Khuwab Tout Jaty Hein

Recommended Posts

umair aap iss tarah karain k neend ki gooliyaan kha laitay neend aajani thee

decent u r going very good :goodpost:

Share this post


Link to post
Share on other sites

VERY NICE SANOBER REALY NICE HAI :star:

KHOYE KHOYE

Hoosh main bhi bahoosh se ho

shoor main bhi khoye se ho

khushi main bhi gumghin se ho

neend main bhi jagee se ho

haal main ho kar mazee main ho

saathy k saath bhi tahnaa se ho

khuch kahna chaty ho par

zaaban hote hoye ba zaban se ho

zindaa lagty ho par ba jan se ho

ye baat maloom hai ke

tum khoye khoye se ho

Share this post


Link to post
Share on other sites

decent n sanober zabdasrt posting :yes:

saamia>> goliyan nahien rakhita main :P warina kha leta ;)

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hey Snober jus Fabulous!! :yes:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Tere baray mai..

tere bare main jab soocha nahi tha

main tanha tha magar itna nahi tha

teri tasveer se kerta tha batein

mere kamre main aaina nahi tha

samander ne mujhe pyasa hi rakha

main jab sehra main tha pyasa nahi tha

manane roothne k khel main hum

bichar jaein ge ye soocha nahi tha

Share this post


Link to post
Share on other sites

bohut achaye dosto :)

humhe bhi khwabon ki duniya azeez hai lekin

zameen pay rehna ka ehsaas maar dayta hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

thanks main hoon na tareef ke liye .main aap ki shayeri ki bhi tareef karti per mujhe urdu nahi aati ,per phir bhi jo bhi likha hoga acha hi hoga. :)

seza yeh di hai aankhon se cheen li neendayen

kasoor yeh tha ke jeena ke khwaab dekhaye thay

Share this post


Link to post
Share on other sites

kaash!

key mein aik qalam hoti

jab to likhta tanhai mein

dil ki baat!

chupkey se kaghaz per utarti

aur teray haathon key lams se

samajh pati teray jazbon ko

'shaam ke surmai andheron mein

jab tu nikalta almari se

mera dil khushi se jhoomta

phir zara deir talak teri unglion mein qaid rehti

kaash tu mujhey umer qaid dedey!

phir teri baatein khatam hoti

tu mujhey chor ker chala jata

intizar kerney key liye!

per woh intizar bhi bemaza na hota

kuch milney ki tarap hoti

kuch dil beqarar hota

mujhey aadat hoti teri qurbat ki

tu pyar ki baatein , meray liye na sahi

per mujh se to likhta

kaash mein aik qalam hoti!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Main Hon Na :yes:

Share this post


Link to post
Share on other sites

phir is duniyaa se ummiid-e-vafaa hai

tujhe ai zindagii kyaa ho gayaa hai

ba.Dii zaalim nihaayat bevafaa hai

ye duniyaa phir bhii kitanii Khush-numaa hai

har ik apane hii Gam me.n mubtilaa hai

kisii ke dard se kaun aashnaa hai

mere naqqaad merii shaayarii to

mere TuuTe huye dil kii sadaa hai

kahaa.N huu.N "Shad" mai.n to shaad saa huu.N

vo shaad-e-Khush-navaa to mar chukaa hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

assalam o alykum,,

usay kehna k palkoon pay na tankay khuwab ki jhalar

samunder k kinaray ghar bana ker khuch naheen milta

jigar ho jay ga chalni yeh ankhen khun rooain gi

wasi bay faiz logon say nibha ker khuch naheen milta

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.