Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar

meeran

Members
  • Content count

    17
  • Joined

  • Last visited

Community Reputation

0 Neutral

About meeran

  • Rank
    Newbie
  1. meeran

    Sirf Eik Sher

    perakhna mat perakhnay se koi apna nahi rahta kisi bhi aainay main deer tak chehra nahi rahta baray logon say milnay main hameesha fasla rakhna jahan darya sumander say mila derya nahi rahta
  2. meeran

    Kuch Ash'aar

    MANA WADIAY ISHQ MAIN PAON ANDHA RAKHNA PERTA HAI LAIKIN GHAR KO JANAY WALA RASTA RAKHNA PERTA HAI HIJR KA DARYA AAN PARA HAI BEECH TO KOI BAAT NAHI ISHQ MAIN SATHI THORA SA TO HOSLA RAKHNA PERTA HAI
  3. meeran

    Only One Sheer

    PEHLAY MOSAM HI BADALTAY THEY JAHAN MAIN LOGO AAB IRADOON KI TARAH LOG BADAL JATAY HAIN
  4. meeran

    Nadan Is The New Moderator

    Ohhhhhh nadan many congratulaionsto u . wish u best of luck
  5. meeran

    Bas Aik Gazal

    ANKHON KA RANG BATT KA LAHJA BADAL GAYA WO SHAKHS IK SHAM MAIN KITNA BADAL GAYA KUCH DIN TO MERA AKS RAHA AIENAY PAY NAQSH PHIR UOON HUWA KAY KHUD MERA CHEHRA BADAL GAYA QADMOO TALAY JO RAIT BICHI THI WO CHAL PARI US NAY CHURAYA HAATH TO CHEHRA BADAL GAYA QAIM KISI BHI HAAL MAIN DUNYA NAHI RAHI TABEER KHO GAI KABHI SAPNA BADAL GAYA KAHNAY KO IK SEHAN MAIN DEWAR HI BANI GHAR KI FIZA MAKAN KA NAQSHA BADAL GAYA "HAIRAT SAY SARAY LAFZ USAY DEKHTAY RAHAY BATOON MAIN APNI BAAT KO KAISAY BADAL GAYA"
  6. meeran

    Hiiiiii This Is Me Ninii

    ASSALAMUALAIKUM NINI " KHUSH AAMDEED " Hope that u ll enjoy here .best wishes
  7. meeran

    Sirf Eik Sher

    MEHAL DO MEHAL KI NAIMAT KO IZAFI SAMJHA HUM NAY AHSAS KI DOLAT KO HI KAFI SAMJHA USS NAY SHERTAIN BARI AASAN RAKHI THEIN LAIKIN HUM NAY "SAMJHOTA" MUHABAT KAY MANAFI SAMJHA
  8. meeran

    Rukh Sister Here

    thanks ariba n umair AANA JANA TO ABB RAHAY GA.APP KI DUAOO SAY
  9. meeran

    This Is Marketing

    nice joke add
  10. meeran

    Sirf Eik Sher

    thanks pakistani ur sher is good too jo rukay to kohay giran thay hum jo chalay to jaan sey ghuzar gai rahay yar hum nay qadam qadam tujhay yadgar bana diya
  11. meeran

    Countries

    amesterdem
  12. meeran

    Rukh Sister Here

    thanx 4 reply.abb main aai hoon to 5 hearts lay ker hi jaoon gi.nahi to rukh kis marz ki dawa hai. us say lay loon gi.
  13. meeran

    Rukh Sister Here

    assalamu alaikum farah kaisi hain app .tanx for welcom me. mujhay bhi buhat khushi hoi app ko dekh ker .
  14. meeran

    Rukh Sister Here

    assalamu alaikum meeran here after long time.i want to say tanx to all. and rukh also jis ki app sab nay bariiii izzat rakhi .;)
  15. meeran

    Sirf Eik Sher

    assalamualaikum tanhai wo zeher bhugi talwar hai jis ki dahshat say baz oqat to dushman ko bhi zinda rakhna perta hai bekhabri ki shamain hon to phir anjan musafir ko sehra main bhi simtoon ka andaza rakhna perta hai
×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.