Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar

verda

Members
  • Content count

    14
  • Joined

  • Last visited

Community Reputation

0 Neutral

1 Follower

About verda

  • Rank
    Newbie
  • Birthday 02/18/1991

Contact Methods

  • Website URL
    http://

Profile Information

  • Gender
    Female
  • Location
    Karachi
  1. laot aaye ...aap key friends aap ka wait ker rahey hein...

  2. Zakhm ko phul to sar sar ko saba kahte hain

    Jane kya daur hai kya log hain kya kahte hain

    Kya qayamat hai ke jin ke liye ruk ruk ke chale

    Ab vahi log hamain abalapa kahte hain

    Koi batalao ke ik umr ka bichara mahabub

    Ittefaqan kahin mil jaye to kya kahte hain

    Ye bhi andaz-e-sukhan hai ke jafa ko teri

    Gamza-o-ishva-o-andaz-o-ada kahte hain

  3. happy birthday 2 u

  4. superbbbbbbbbbbbbbbbbbb
  5. verda

    Funny Pakistani Police

    hehehehehehehehhe..nyc sharing :P
  6. verda

    I Proud To Be A Pakistani..

    nyc work
  7. men are men..........gud ;)
  8. verda

    Family.....

    gr8 sharing.....zaberdst
  9. verda

    *(tumhare)* Nam Karta Hon

    awso0o0m
  10. verda

    Badnaam Ho Kr

    Sukoon Mil Gaya Aaj Muje Badnaam Ho Kar Tere Har Ek Ilzaam Pay Yoon Bay zabaan Ho Kar Kya Hua Gar Bulaya Mujhay Bay izzat Karne Ke Liye Khush Hoon Main Teri Mehfil Me Mehman Ho Kar Log Parh Hi Lenge Mohabbat Teri Aankhoon Me Chahay Karle Lakh Inkar Tu Anjaan Ho Kar Ilzaam Muj Par Laga kar Khud Roye Ja Raha Hai Kya Paye Ga Mera Hamdard Sar-E-Aam Ho Kar Mil To Gaya Suboot Muje Teri Mohabbat Ka Ab Afsos Nahi Tere Ishq Me Nakam Ho Kar...............
  11. verda

    Jeet Jao0 Gy Tum

    Abhi soraj nahin dooba zara si sham hony do main khud hi loat jaun ga mujhy nakam hony do mujhy bdnam karny k bahany dhundty ho q? main khud ho jaun ga bdnam pely nam hony do abi karna nahin aetraf-e-shikast mujhko main sab tasleem karlun ga ye charcha aam hony do meri hasti nahin anmool phir b bik nahin sakta wafaen bech lena par zara nilaam hony do naye aghaz main hi hosla q haar baithy h? jeet jao ge tm sab kch zara anjaam hony do
×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.