Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar

Abbar Zainy

Newbies
  • Content count

    5
  • Joined

  • Last visited

Community Reputation

0 Neutral

About Abbar Zainy

  • Rank
    Newbie
  1. Abbar Zainy

    Dua Will Bring Tears In Your Eyes.

    Just Click This Link http://terroristmedia.com/duafull.swf I hope this Dua will bring tears in your eyes. Allah Hum Sab Per Apnee Lakhoo Rahmatin Nazal Farmaey Or Hum Sab Ko Neak Hidayat Dey..... (AmiiiiiiiiiiiiiN) REMEMBER ME IN UR PRAYERS MAY UR ALL DREAMS COME TRUE TAKE CARE OF UR SELF AND ALL THOSE PEOPLE WHO LOVES "U" Regards: Abbarzainy@hotmail.com
  2. Abbar Zainy

    Friends

    Thanks jeee
  3. Abbar Zainy

    Friends

    koin nahi yar mian to dosti ki khater hi to aia hooon mian aj sa ap ka dost dost acha ho to sara time acha guzer jata ha mara id mary siggi main ha sab ko ejazat ha add karny ki Thanks or wasy batain ham cy par hi kartain rhain gain now u can ask any Q from me thnaks for friend ship
  4. Abbar Zainy

    Hum Bhi Eid Karain

    hasrat hay tumhari deed karain tum aao tu hum bhi eid karain kuch roz tu dil ko chain milay kuch roz tu maan ka phool khilay kehtay hain eid ki aamad hay hum log bhi tayed karain tum aao tu hum bhi eid karain tum say yeh ek guzarish hay yeh apnay dil ki khuwaish hay ek bar milo ek bar miloo har bar yehi tayed karoo tum aao tu hum eid karain jab gum k badal chahye thay is waqt bhi tum na aye thay is bar bhi tum nahin aye sab dushman yeh tanqed karain tum aao tu hum eid kariain mana k hum dewanay hain sab batoon say anjanay hain jab apnay hi bayganay hain kya geroon say umeed karin tum aao tu hum bhi eid kari har pal tu khushyon main khilay mahkain sada din raat teray khud ko kabhi na tanha samjhna mere dowa hay sath tere ghazal son kar pareshan hogay kya kisi k dehan main tum bhi kho gay kya yeh beygangi pehlay tu na thee kaho tum bhi kisi k hogay kya karam karo k sitam karo hum gila nahin kartay khiza main phool yaqenan khila nahin kartay mila do khak main hum ko magar khiyal rahay hum jasy loog dobara mila nahin kartay is dil say tere yad bholai nahin jati yeh pyar ki dolat hay lotai nahin jati is dil say kesay tumhain bholaon main har roz tu yeh dunya basai nahin jati yeh zarori nahin par asa howa karta hay jis ko chaho wahi dhoka diya karta hay qasmain khata hay woh ehad nibhanay ki or har moor pay rastay badal liya karta hay mujh say apna pyar kabhi wapas mat lena mujh say yeh iqrar kabhi wapas mat lena kehtay rehna har pal mujh ko main tumhara hoon mujh say izhar kabhi wapas mat lena ankhon ko roshan rekhna apni yadoon say mujh say yeh dedar kabhi wapas mat lena apnay hontoon ki tabasum salamat rekhna hum rahin ya na rahain zinda yeh chahat rekhna
  5. Abbar Zainy

    Friends

    Aslamualikum :D i am new hare . kal hi mary ak dost na mujh ko is coolyar ka address dia to main na foran join kar liaaa or socha is tarhaan to main bahooot sa dostoon sa dosty ho jay gi tooo ab ap loog bataooo kon kon dosti kary ga :dontsad: sach sach Take care Allah hafiz :flower: dua ka talib Abbarzainy
×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.