msalman
Members-
Content count
401 -
Joined
-
Last visited
Content Type
Profiles
Forums
Calendar
Blogs
Everything posted by msalman
-
Hoa hay wo munsif agar Amjad to Saza tasleem kartay hain kisi ilzam say pehlay
-
Qismat hi say laa-char hon aye Zouq wagar na Sab fun main hon taaq, mujhe kya nahin aata?
-
Meray dil k rakh kured mat isay muskra k hawa na day Ye chiragh phir chiragh hay tera hath kahen jala na day Meray sath chalnay k shoq main bari dhop sir pe uthye ga Tera naak naqsha mom ka kahen gham ki aag ghula na day
-
Hum nay parhi hain saaf saaf, hum nay suni hain ghor say Nazren k jo uthi nahin, baten k jo kahi nahin
-
Bikhray jo haseen zulf bikhar janay day Is waqt ko kuch aur sanvar janay day Baqi na rahay subha ka dharka koye Ik raat to aaisi bhi guzar janay day
-
Thanks Cindrella.................................
-
Thanks Nice friend..............................
-
Thanks alot Cindrella....................................
-
Aik lamha jo baar baar satata hay Na-janay ye dil kya chahta hay Kash aap hotay hamari nazron k saamnay Per ye kash, kash hi reh jata hay
-
Lay gaya sab kuch magar aik hosla rehnay diya Yani meri zindigi ka silsala rehnay diya Hum gaye thay us ko mananay k liyen Wo khafa accha laga hum nay khafa rehnay diya
-
Wo sisilay wo shoq wo nisbat nahi rahi Ab zindigi main hijr ki wehshat nahi rahi Toota hay jab say us ki masehae ka tilisim Dil ko kisi maseha ki hajat nahi rahi Ab kya kesi ko chahen k hum ko to in dino Khud apnay aap say bhi mohabbat nahi rahi
-
Boaht umdah Chinky.................................
-
Thanks Sahir dost................................
-
Thanks Cindrell@...............................
-
Thanks dost............................. hmmmmmmm ab tareef na karen.......................... parhen aur khush rahen
-
Mujhe say har baar woh apni Nazrain chura laita hay FARAZ Main nay Kaghaz pe bhi Dekhi hain bana kar us ki Aankhain
-
Roz taaron ki numa'ish main khalal parta hay Chand pagal hay andheray main nikal parta hay Us ki yaad aaye hay sanso zara aahista cahalo Dharkano ki ibadat main khalal parta hay
-
Shab-e-wisaal hay roshan chiragh gul kar do Khushi ki bazm main kya kaam jalanay walon ka
-
Thanks dost......................................... Keep viewing.............................
-
Thanks Sahir..........................
-
Dard say mera daaman bhar day ya Allah Phir chahay deewana kar day ya Allah Main nay tujhe say chand sitaray kab mangay Roshan dil be-daar nazar day ya Allah Suraj si ik cheez to ham sab dekh chukay Sach much ki ab koye sehar day ya Allah Ya dharti k zakhmon par marham rakh day Ya mera dil patthar kar day ya Allah
-
Thanks Nice Friend..............................
-
Thanks Aaryan.......................
-
Thanks Chinky.....................................
-
Log kehtay hain wo mujhe say juda rehta hay Ban k dharkan jo meray dil main sada rehta hay Yon meri zaat main shamil hay us ki hasti Jis tarhan saaray zamanay main KHUDA rehta hay