Assalam o alaikum dostoo
aaj kal ki chat nay ghalib ki qabar ko
taqrain maar maar kar mujhay
jaga dia hay. ??? kia zamana tha keh sab
aik jaga mil bathtay thay laikin is
modern chat nay humeen nikal bahar kia
hay :play: majbooran humeen ko modern ban
kay aana para aisa lagta hay
jaisay hum jinnoo bhotoon kay beetch aa gay
hain
ALLAH HAFIZ