umair.zm 0 Posted March 9, 2004 thora thora sab ko badnaami ka dar hota hia :P jis ko nahirn hia us kie izat hie nahirn ho ghee nice shair saamia :hi: jee tou chahta haikey chor jaoun shahir[city] tera lekin phir khayaal ata hai key tou akeli reh jayey gee Share this post Link to post Share on other sites
napster 0 Posted March 18, 2004 hello nice poetry yar and good ik na ik shammaa a.ndhere me.n jalaaye rakhiye subah hone ko hai maahaul banaaye rakhiye jin ke haatho.n se hame.n zaKhm-e-nihaa.N pahu.Nche hai.n vo bhii kahate hai.n ki zaKhmo.n ko chhupaaye rakhiye kaun jaane ki vo kis raah-guzar se guzare har guzar-gaah ko phuulo.n se sajaaye rakhiye daaman-e-yaar kii ziinat na bane har aa.Nsuu apanii palako.n ke liye kuchh to bachaaye rakhiye Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted March 18, 2004 yar naspter har jagha same poetry paste kie hia :P Share this post Link to post Share on other sites
napster 0 Posted March 25, 2004 helo nice to c u again kia karen umair ajj kal achi poetry kahan say milti hi yar iss vajah say kabhi kabhi kongusi karni padti hi jab pyar kisi say karte thay ab hum woh zamana bhol gaye dhokh dil main chupana sekh lia rothoon ko mannana bhol gaye oroon ki kahni yad rahy khod apna afsana bhol gaye woh surat bhali se kasy thi kush yad rahy kush bhol gaye pyar dil oh jan say karte thay hum us haseen ko bhol gyae ........... Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted March 26, 2004 napster poetries ki bilkul kami nahien hia yar yahan wahan dekho to poetries hie poetries hian :D Samender ki lehron mein kitna sukoon tha "Samender ki lehro’n mein kitna sukoo’n tha Idher dil ka aalem sukoo’n mein junoo tha Barey muztareb they ye tashna nazaarey Lehro’n se miltey ho’n jesey kinaarey Pyaasey they do dil ,wo lemhey guzerna Khumaari mein gum ik doojey ko tekna Pelko’n ki chilmet jo us ney giraadii Dherektey huey dil mein hulchul macha dii Wo masoom adaai’n wo nezrein tumhaari Wo zulfo’n ka urna wo muskaan pyaari Gulaabi se gaalo’n pe honton ka legna Wo honto’n se honto’n ka milna sulegna Wo chaahet k jezbey wo jezbo’n ki shiddet Wo bechain qurbet wo qurbet ki hiddet Sameta jo baaho’n mein mugh ko to jana Ataa he khuda ki terea huq he jana’ Tumhi ne diey mugh ko jugnoo sitaarey Tumhi ne sanwaarey ye gesoo humarey Ye aankhein sulegti tumhaarey liey hein Ye saansein behekti tumhaarey liey hein Meri zindagee he teri zindagee se Meri her khushi he teri her khushi se Jo dukh ho’n tumharey liey merey Maalik Qismet mein meri wo taqdeer de de Apney liey mein ne kub kuch he mangaa Merey “sajan k khaabo’n” ki taabeer de de Share this post Link to post Share on other sites
napster 0 Posted April 1, 2004 hello guyz ia m back u see new poetry is ahad me.n ilaahii mohabbat ko kyaa huaa chho.Daa vafaa ko unne muravvat ko kyaa huaa ummiid_vaar vaadaa-e-diidaar mar chale aate hii aate yaaro.n qayaamat ko kyaa huaa bakshish ne mujh ko abr-e-karam kii kiyaa Khijal ae chashm-e-josh ashk-e-nadaamat ko kyaa huaa jaataa hai yaar teG bakaf Gair kii taraf ae kushtaa-e-sitam terii Gairat ko kyaa huaa Share this post Link to post Share on other sites
napster 0 Posted May 30, 2004 helo evry one meet me after a long time GHUM KA SANJOOG HAMAIN ACHA LAGTA HAN MUSTAKIL ROOG HUMAIN ACHA LAGTA HAN DOSTI KA WADA NA KUR AA DOST : BAWAFA LOOG HUMAIN ACHA LAGTA HAIN Share this post Link to post Share on other sites
saamia 0 Posted May 31, 2004 good work both of u guys Share this post Link to post Share on other sites
RUBY_4U 0 Posted May 31, 2004 SALAM, VERY NICE PANCHVEE ROZ AANE KA WADA KIA HAI US NE, KISI SE SUN LIA HOGA ZINDAGI CHAR ROZA HAI. Share this post Link to post Share on other sites