Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Sign in to follow this  
saamia

Zaat

Recommended Posts

MOHABBAT JISS KO KAHTAY HAI QATEEL IK ZAAT HAI WO BHEE

KAREEN JO PIYAR UN K SAMNAY ZATAIN NAHEE HOTEEN

Share this post


Link to post
Share on other sites

NICE 1

ZINDAGI YOUN BHI ROOTHAY GI HUMAIN PATA NA THA

MOHABAT ITNA DARD DE GI HUMAIN PATA NA THA

Share this post


Link to post
Share on other sites

Good Job you Both!! :yes:

Share this post


Link to post
Share on other sites

tum nay to kah diya k mohabbat nahee milli

mujh ko to yeh bhee kahnay ki mohalat nahee milli :wub:

Share this post


Link to post
Share on other sites

wow superb shair saamia :)

Khushi jab muskurate hai

"Khushi jab muskorati hay

Udasi roth jati hay

Wafa ki baat janay do

Yeh kis ko raas aati hay

Mohobaat roth jaaiy to

Hamain barsonon rolati hay

Jisay tum wasl kehtay ho

Yeh rut bus aazmati hay

Suna hay rut jodaai ki

Galay sub ko lagati hay

Share this post


Link to post
Share on other sites

jo aaj mujh say bichar kar baray sakoon mai hai

kabhee wo shaks mairay wastay azab mai tha

Share this post


Link to post
Share on other sites

abhee to dil mai halki si khalish mahsoos hoti hai

boht mumkin hai kal is ka mohabbat naam ho jayay

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice saamia :)

Ham Hain Wo Loag Jin Ki Koi Manzil-e-Sahara Nahin

Doobe Hain us Samunder Main Jis Ka Koi Kinara Nahin

Share this post


Link to post
Share on other sites

koi to aayay nayee rutoon ka paigaam lai kar

andhairi ratoon mai chand banna koi to sikhay

Share this post


Link to post
Share on other sites

yar too much sweet poetry

saimaa :star:

umair :D

ab tu hum kisi say nata joda naheen karte

mila leem hath tu phir choda nahen karte

agar che fasila kar leen dosti ka

tu phir dostoon ko chod naheen karte

dosti karne vale khod tod detay hain

magar dil toda naheen karte

Share this post


Link to post
Share on other sites

ghazab hai justjoay dil ka yeh injaam ho jayay .

k manzil dor ho or rastay mai shaam ho jayay .

wohi naama wohi naghma bus ik tafreeq e lafzi hai .

qafas ko muntashir kar do nashaiman naam ho jayay .

yeh maira faisla hai aap mairay ho nahee saktay .

mai jab janoo k yeh jazba maira nakaam ho jayay .

Share this post


Link to post
Share on other sites

samiaa>>wah samiaa jawab nahe kasm sey kyaa shiree kertee hey aap koi kitaab kioo nahe likh leyte wasey mazak nahe ache shiree hey i like it :P

Share this post


Link to post
Share on other sites

mujhay aksar sitaroon say yahee awaz aati hai .

kissi k hijar mai neend guwaa k kuch nahee milta

Share this post


Link to post
Share on other sites

saamia n napster >>> so nice poetries :hi:

sapnay

"bund aankhon mein sapnay the

sapnon mein tum apnay the!!

aankh khuli to hum ne jana..

sapnay akhir sapnay the.

Share this post


Link to post
Share on other sites
MOHABBAT JISS KO KAHTAY HAI QATEEL IK ZAAT HAI WO BHEE

KAREEN JO PIYAR UN K SAMNAY ZATAIN NAHEE HOTEEN

WAH WAH KYA BAAT HAI AAP SUB KI AUR SAAMIA ZABURDUST BHE

Share this post


Link to post
Share on other sites

ahsaas k andaaz badal jatay hain warnna

aanchal k issi taar say bantta hai kafan bhee

Share this post


Link to post
Share on other sites

so ncie saamia :)

Udhaas Is Qadar Tha............... Soya Na Raat Bhar

Palkon Se Likh Raha Tha Naam Tera Aasmaan Par

Share this post


Link to post
Share on other sites

thks umair

laiken kon hai wo jiss ka naam likh rahay hain aap

koi taweez ho tarq e balla ka

k mohabbat mairay peechay parh gayi hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Zaber10 You both!

Share this post


Link to post
Share on other sites

assalam o alaykum,

bhala kia dukh k angan main sulagti larkian janain

kabhi ansoo bhi chuptay hain anchal main munh chupanay say

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
Sign in to follow this  

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.