Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Sign in to follow this  
Nayab007

Aihsas

Recommended Posts

Kahtay hain kay har rishtay ki door lafaz aihsas say bandhi hai magar baaz okkat hum bay aihsas ho kar apnay sachay rishtow ko khoo baithtay hain aihsas lazmi nahi kay app ko os say ho jis say app ka koi rishta kayem ho balkay apko aihsas raah chaltay os budhay shakas say bhi hona chahiya jo apnay lharkharatay kadmow ko sahara daita hova bari mushkil say jaa raha hota hai agr app ko aihsas ho to app osay os ki manzil tak phuncha saktay hain Aihsas ko apnay ondar paalnay may sab say pahlay hamay apnay mashray may irad gird logow kay liay bhi aihsas rakhna ho ga jo sirf Aihsas piyar kay bhookay hotay hain zindagi guzar jati hai or guzarnay walay pal kabhi wapis nahi atay zindagi ki kahani Aihsas say juri hovi hai har aik rishta aihsas ka tamanaye hai or sab say bari bat hammaray may yai honi chahiya kay hum kise say dukh lay kar bhi os kay gham ka aihsas karain kahty hain insan ki buland kardar ka andaza os waqat hota hai jab wo on logow ka aihsas apnay dill may rakhay jin say osay kabhi kise faida ke omed na ho

aoa phir rishtow ko mazbot dewar aihsas ki panah may lay aien or dosrow kay liay jeena seekhain

Tahreer o Tarteeb

Faqat

Babar Nayab From Minchin Abad

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
Sign in to follow this  

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.