Talaash 0 Posted November 26, 2009 suna hoga bohat tum nay kahin aankhon ki rim jhim ka kahin palkon ki shabnam ka parha hoga bohat tum nay kahin lahjay ki baarish ka kahin sagar k ansu ka magar tum nay kabhi ham dam kahin dekhay? kahin parhay? kisi TAHREER k ansu? mujhay teri JUDAAI nay yah mairaaj bakhshee hai k main jo lafz likhta hun wo saray lafz routay hain k main jo hurf bunta hun wo saaray batain kartay hain meray sang is judaai mein MERAY ALFAAZ martay hain! Share this post Link to post Share on other sites