Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Sign in to follow this  
Amaya

Amaya's Collection...

Recommended Posts

ohohoho g very sad

:crying:

Nice shareing Amaya

Share this post

Link to post
Share on other sites

MiT jaayeN aik aan meiN kasarat namaiyaaN

Ham aayine ke saamne aa kar jo hoo kareN

Tar-daamani pe sheiKh hamaari na jaaiyo

Daaman nichoa.D deN to farishte vazoo kareN

WoW Nice Poetry Amaya. :flower4u:

Share this post

Link to post
Share on other sites

Chalne ka hosla nahin, rukna mahaal ker diya...!!

Ishq k is safar ne toa mujhko nidhaal ker diya...!!

Aye meri gull zamee'n tujhe chah thi ik kitaab ki...!!

Ehl-e-kitaab ney magar kya tera haal ker diya...!!

Miltey huwe dilon ke beech aur the faisla koi....!!!

Usne magar bicharte waqt aur sawal ker diya...!!

Ab ke hawa ke saath hai daman-e-yaar muntazir.....!!!

Bano-e-shab ke haath main rakhna sanmbhal ker diya...!!

Mumkin'a fais'loon main ek, hijr ka faisla bhi tha.........

Humne to ek baat ki, usne kamaal ker diya....!!!!

Mere labon pe mohar thi, permeray sheesha roo ne toa..!!

Sheher ke sheher ko mera waqif-e-haal ker diya...!!

Chehra-O-naam ek saath aaj na yaad aa sake.....

Waqt ne kis shabeeh ko khuwab-o-khayal ker diya..!!!

Mudda'ton baad usne aaj mujhse koi gila kiya....!!!

Mansab-e-dilbari peh kya mujh ko bahaal ker diya..????

Wah G Wah :yes::yes:

hmmmmmmmmm

Share this post

Link to post
Share on other sites

آؤ بارش سے تو پوچھیں

کیا اس سے بھی وعدہ کر کے

چھوڑ گیا ہے کوئی اس کو

کیا اس کو بھی نیند نہیں آتی برسوں سے

کیا اس کو بھی پھولوں سے شکوہ ہے کوئی

اس کے ساتھ بھی کھیل ہواؤں نے کھیلا ہے

دھواں دھواں سا اس کا چہرہ کیوں ہے آخر؟

بھیگی بھیگی اس کی پلکیں کس نے کر دیں؟

آؤ بارش سے یہ پوچھیں

Share this post

Link to post
Share on other sites

Aankhein, Qisse, Main Aur Tum,

Baatein, Taane, Main Aur Tum,

Yaadein Teri Pyaari Yaadein,

Rahein Manzil Main Aur Tum,

Saari Mehfil Ek Taraf,

Apni Aankhein Main Aur Tum,

Tere Hathon Par Mehandi Se,

Kaise Likha Tha Main Aur Tum,

Tumne Bhi To Socha Hoga,

Achhe Bachhe Main Aur Tum,

Achha! Tum Bhi Bhul Gayi Ho,

Yaad Dilaun? Main Aur Tum?

Apna Bachpan Kaise Bhoolun,

Tooti Gudiya Main Aur Tum,

Chandni Raat Ke Hote Main,

Kaise Sote Main Aur Tum,

Pehli Baarish Yaad Hai Tumko,

Mitti, Paani, Main Aur Tum,

Khelte Rehna Kudte Rehna,

Tanha Tanha Main Aur Tum.....!!!!

Share this post

Link to post
Share on other sites

Dhuaan Dhuaan Sa Us Ka Chehra Kioun Hay Aakhir?

Bheegi Bheegi Us Ki Palkein Kis Nay Kar Dein?

Going Great Amaya. :clap:

Nice Collection. :yes:

Share this post

Link to post
Share on other sites

Asaasay

Dono Juda honay say pehlay apni Zindagee kay Assasay banT rahay thay. Sab say pehlay unhooN nay hansi Aadhi Aadhi banT lee, tu woh boli tum apnay hisay ki hansi ka kiya karo gay?

"yateem khanay kay choTay choTay bachooN ko day dooN ga". iss nay jawab diya aur jab udaasi banTnay ka waqt aya tu woh baRi faraakh.dili say boli " maiN iss maiN say kuch bhi nahi rakhtee, sari udaasi tum rakh loo." iss taraah uss nay sara intayzaar, khizaaN kay saray mosam, sardiyooN ki tanha shamaiN issay day deeN aur kehnay lagi. "Aaj tumhay andaza ho gaya hoga kay maiN kanjoos nahi hooN."

woh buhat khush howa aur bola. " woh dopehar bhi sari mujhay day.doo, jab ham pehli baar milay thay." woh foran maan gayee aur woh dopehar bhi Udasi, KhizaaN kay mosamooN, tanha'i aur safar kay DhaiR per rakh dee.

itnay maiN iss nay farakhdilana lehjay maiN poocha. " In sab ka kiya karoo gay?"

woh baRay mutma'in lehjay maiN bola. " Udassi ka ju hisa tum nay mujhay diya hay issay maiN zindage bhar apnay saath rakhooN ga. aur ShamaiN boRhay Librarian kay naam ker dooN ga. Intayzaar, munDhaiR per rakhay uss diye maiN Daal dooN.ga , jisay sar-e-sham jala ker koy laRki kisi ki chaap ki muntazir hogi. sara safr khat maiN Daal ker ussay post ker dooN ga jis ka mehboob door hoga aur uss say milnay kay liya baychain hoga."

rait (sand) per ungli say eak lambi lakeer khainch ker woh boli.

" sara mazi bhi tum rakh loo."

yakdam khushi ki eak lehar uss kay chehray per uThi aur ankhooN maiN aa ker TehaR gayee, uss nay cigerette sulgaya aur kehnay laga, " tum nay apna mazi mujhay day ker buhat aacha kiya."

Iss ka kya karo gay? uss nay pohca!

" issay oRh ker phirooN ga, Aanay wali garm tanha dopeherooN maiN aur sard shamooN maiN."

woh muskura'i. " saray ilfaaz bhi tum lay lo." woh mamnoon say ho gaya aur bola. " maiN saray lafz bhi post men maiN banT dooN ga, magr hamaray darmayaan kuch geetooN ki saanjh bhi tu hay?"

"haaN woh bhi tum rakh lo."

"theek hay. woh mutma'in say hogaya

"Inn ka kya karo gay?"

"MalahooN, SarbanoN, cherwahooN maiN banT dooN ga ya phir kisi say ToT ker muhabat kernay wali laRkee ko day dooN ga, chalo aa'oo ab bichaR jayaiN."

Vry Nice Sharing Amaya!

bht hi acha Laga sb Read kr k...

flower4u.gifnice amaya

Share this post

Link to post
Share on other sites

وہ اجنبی سا آشنا

وہ اجنبی سا آشنا

وہ جس نے تيرے خواب

سبھی زندہ کر دئيے

اپنے جنوں کی آگ سے تابندہ کر دئيے

خود کو بجھا کے

تيرے راستے رخشندہ کر دئيے

خود سے جو چھپ کے تم کو کبھی بيٹھنا ملے

تو سوچنا اسے

وہ اجنبي سا آشنا کس راہ گم ہوا

ايسا گيا کہ لوٹ کر نہ آيا پھر کبھی

اب گرد سے اٹی ہوئی راہوں ميں کچھ نہيں

وہ نقشِ پا بھی وقت نے شرمندہ کر دئيے

اب شاخِ دل پہ پھول جو اک اجنبی لگے

مت ديکھنا اسے

مت سوچنا اسے

کس کو خبر کہ راز کوئی

بے طرح کھلے

Share this post

Link to post
Share on other sites

مجھے لکھنے کی خواہش ہے ۔۔۔

مجھے لکھنے کی خواہش ہے ۔۔۔

مگر لکھا نہیں جاتا

میرے الفاظ دل کی آہنی دیوار سے سر پھوڑتے ہیں

اور انہیں اظہار کا رستہ نہیں ملتا

میری آنکھیں جنھیں دِل میں چھپے جذبات کو اشکوں کی بولی میں

بتا دینے پہ قدرت تھی

وہ اب کچھ بھی نہیں کہتیں

میرے یہ لب !

جو دل کی ان کہی باتوں کو کہنے سے نہ ڈرتے تھے

وہ لب کچھ بھی نہیں کہتے

میرے یہ اُنگلیاں !

جو دل میں چُھپے جذبات کو اظہار کا رستہ بتاتی تھیں

وہ اب کچھ بھی نہیں لکھتیں

میری آنکھیں، یہ لب، یہ اُنگلیاں مجھ سے کہتے ہیں

کہ اب جذبات کو اظہار کا رستہ نہیں دینا

کہ یہ منہ زور ہوتے ہیں

فقط رستے کے ملنے سے

انہیں منزل تلک جانے کی حاجت ہی نہیں رہتی

نئے رستے پہ جاتے ہیں

نئی راہیں بناتے ہیں

مگر پھر واپسی کے سب نشاں یہ بھول جاتے ہیں

انہیں رستہ نہیں دینا

انہیں تم دِل میں رہنے دو !

وگرنہ خوں رُلائیں گے

انہیں رستہ نہیں دینا

انہیں تم دِل میں رہنے دو !

مجھے لکھنے کی خواہش ہے

bht khoob

WOW Amaya Kya Ghazab ki collection hay.

:clap::clap::yes:

Share this post

Link to post
Share on other sites

Kaheen Chaand Rahon Mein Kho Gaya

Kaheen Chaandi B Bhatak Gai

Mein Charaag Wo B Buja Howa

Meri Raat Kase Chamak Gai

Koi To Aye Ga Tumahri Raat Ko Chamkanay Wala

Meri Dastaan Ka Urooj Tha

Teri Naram Palkon Ki Chaoon Mein

Mere Saath Tha Tujay Jaagna

Teri Aankh Kasay Japak Gayi

Kabi Hum Milay B To Kia Milay

Wohi Doriaan Wohi Fasilay

Na Kabi Tumhare Kadam Bharay

Na Kabi Humari Jejak Gayi

Tujay Bhool Jane Ki Koshishein

Kabi Kamiyaab Na Ho Saqeein

Teri Yaad Shah-A-Gulaaab Hai

Jo Hawa Chali To Lachak Gayi.

Share this post

Link to post
Share on other sites

Abhi Kia Kahen Abhi Kia Sunayen

K Sar-E-Faseel-E-Sikoot-E-Jaan Khafa

Rooz-O-Shab Pe Sharar Numa, Wo Jo Harf Harf Charagh Tha

Usy Kis Hawa Nè Bhuja Diya

Kabhi Lab Hilen Ge To Poochna Sar-E-Sehar-E-Ahd-E-Wisal-E-Dil

Wo Jo Nikhaton Ka Hajoom Tha, Usy Dast-E-Moj-E-Firaq Ne

Teh-E-Khak Kab Se Mila Diya

Kabhi Gul Khilen Ge To Poochna, Abhi Kia Kahen Abhi Kia Sunayen

Yunhi Khwahishon K Fishaar Mein

Kabhi Be-Sabab Kabhi Be-Khalal

Kahan Kon Kis Se Bichar Gaya

Kisy Kis Ne Kaisy Ganwa Diya

Kabhi Phir Milen Ge To Poochna..

Share this post

Link to post
Share on other sites

Abhi Kia Kahen Abhi Kia Sunayen

K Sar-E-Faseel-E-Sikoot-E-Jaan Khafa

Rooz-O-Shab Pe Sharar Numa, Wo Jo Harf Harf Charagh Tha

Usy Kis Hawa Nè Bhuja Diya

Kabhi Lab Hilen Ge To Poochna Sar-E-Sehar-E-Ahd-E-Wisal-E-Dil

Wo Jo Nikhaton Ka Hajoom Tha, Usy Dast-E-Moj-E-Firaq Ne

Teh-E-Khak Kab Se Mila Diya

Kabhi Gul Khilen Ge To Poochna, Abhi Kia Kahen Abhi Kia Sunayen

WoW Amaya :yes::yes:

Mohsin Naqvi k klaam mein yeh meri most Favorite poetry hay

Share this post

Link to post
Share on other sites

it's my pleasure :flower4u::flower4u:

Share this post

Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
Sign in to follow this  

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.