MuskanKhan 0 Posted April 21, 2005 Assalam O Alikum All Youn tu ya secation Gugtugu secation kahlata ha lakin agar deakha jaiea tu yahan discussion toppic kam hain aur jo toppics post hotay bhi hain un pay members ki reply na honay ka barabar hote ha ...aisa kyun ?? Share this post Link to post Share on other sites
Aaman_Eman 0 Posted April 21, 2005 walikumsalam Muskaan buht accha topic start kiya hai aap nai..or mera khayaal hai k jab sab apnay baray main likhein gai tou him aasani sai samajh lein gai k kis kai sath kiya probelm hai..meray sath problem ye hai k.. main zaida reply es liyee nahi ker sakti k meray paas time buht kam hota hai..agher aap ko meri daily routine pata chalay na..tou aap yehi kahein k plzzz Aaman aap tou reply ke tension he mat lo..or aap chaho tou month main aik reply he ker deya karo :P ..bas ye meri himaat hai (mama ke buht sari dant kai bawajood) main aap ko yaahan nazer aajti hon. ab baki loog kion nahi eisa kertay ;) meray khyaal main wo khood yahaan aker apnay baray main bataein. Share this post Link to post Share on other sites
saamia 0 Posted April 21, 2005 ohh kia tension hai Aamen aap ko mujhay bataoo waisay baat too muskaan theek hi kar rahee hai yahan too ab larai ziyada hoti hai or dicusion kam . Aisa kyon hoo raha hai yahan aao mill k soochtay hai Share this post Link to post Share on other sites
kashish* 0 Posted April 21, 2005 app log sab mil ker sochey main thora ghar ka kaam ker loon... :P sab ke sath ye hi masla hai kah koi na koi aysi masroofiyat hoti hai jis ki wajah se time kam milta hai..ab mera tu yara tumhain pata hi hai kah i m H.Wife..then time nikalna perta hai..aur kabhi kabhi tu bilkul nahi milta aur kabhi kabhi buhat hota hai..so jab time hota hai tu replies kerti hoon werna ab kia kiya ja sakta hai..waise mujhey kisi bhi baat per discussion kerni nahi aati main bas perh leti hoon merey liye ye hi kafi hota hai...hheheh..lolzz :P ..any way ab reply ker diya tumhare sawal ka umeed hai smajh gaye ho gii.... :P lolzz Share this post Link to post Share on other sites
raiha 0 Posted April 21, 2005 (edited) Yeh Sawal to mujh say nahin hooga na. :P Wasay loogoon kay kam to pehlain bhi hootai thay yeh ek daam saab kasay itnay busy hoo gaiye. ;) Edited April 21, 2005 by raiha Share this post Link to post Share on other sites
Aaman_Eman 0 Posted April 22, 2005 ohh kia tension hai Aamen aap ko mujhay bataoo saamia>> Dear mujay as such koi tension nahi hai..mujay jab buht sai topics per aik sath reply kerna ho tou tension ho jati hai..hmm aap soch rehi hain jab soch lein to hum sai zaroor share keryee ga. waise mujhey kisi bhi baat per discussion kerni nahi aati kashish*>> same problem with me sab yahaan etna accha likhtay hain or mujay khood per ghussa aaraha hota hai k main eisa kion nahi likh sakti :( or aap meray reply dekhti hain na es ka sara credit Sanum ko jata hai..Sanum sai main nai buht kuch sekha hai.. Wasay loogoon kay kam to pehlain bhi hootai thay yeh ek daam saab kasay itnay busy hoo gaiye. Raiha>>Sweeto sometimes hum kuch soch rahay hotay hain or actual kuch or hota hai ..jis tarah k last few days sai ..i was ill so i didn't come online. but Dear i m agree with k ek dam saab kasay busy ho gai ;) Share this post Link to post Share on other sites
sanum 0 Posted April 22, 2005 Walakum salam Muskan ji >>>yahi sawal tu aap say bhi hay k esa kyun??? aap khoud kahan ghaib hoti hein <_< wese ye sawal maray liye tu nahi hoga na k yahan oper say nechay tak meray he replies hotay hein aur kuch days pehle tu sirf mara ye yahan aana jana tha baki koi aur tha he nahi wesay sach may esa kyun? members aakar batain k wo yahan kiya chahtey hein kis tarha k topics hoon k wo participate karain...Main bhi yahi soch rahi thi k yahan es section may debate & descussion jesa koi bhi topic nahi jab k esa hona chaheay..yaad hoga Muskan k manay aap say request bhi ki thi k esa koi topic post karain k aap best debater reh choki hein :) wasay main soch rahi hoon k ek topic post karain jis ka title ho aao gupshap karain phir dekhain kiya result rehta hay :D Raiha>>> aap regular reh k bhi regular kyun nahi kafi days say koi reply he nazar nahi aata esa Kyun or aap meray reply dekhti hain na es ka sara credit Sanum ko jata hai..Sanum sai main nai buht kuch sekha hai :o esa kyun kaha Aaman wasay kuch acha tu nahi sekha hoga I think so Share this post Link to post Share on other sites
MuskanKhan 0 Posted April 23, 2005 AAMAN_EMAN >> bohat bohat shukriya jo aap nay apnay qeemti time main say humarya toppic pay reply karnay ka liya time nikala :P aap nay soacah bhi kaisay kay hum aap ko ya fazool si advoice dain gay kay aap month main sirf aik reply hi kar liya karain hum tu ya kahtay hain kay saray kam choorain aur CY main replys kartay nazar aaian Eman aap ki reply bohat achi hote hain ...aap bohat acha likhti hain phir aap nay aisa kyun kaha Saamia >> jaldee soacah Miss saamia :D Kashish>> Dear Aapi hum nay baat replys karnay ki nahi kee balkay ya kee ha kay yahan aik tu discussion toppic already bohat kam hain ;) aur agar ghalti say koi member discueeion toppic post kar bhi daita ha tu ospay reply na honay ka barab hote ha ...kyun ???lakin yahan dicsussion karni nahi hote balkay likhni hote ha :P aap likh hi diya karain :D Raiha >> kyun aap kia CY members main say nahi ho ;) jo aap say ya sawal nahi kiya hoga :P kidoo kia aap kay bhi papers horahya hain jo :ph34r: ho .... lagta ha logon ki masroofiyat pay bhi reserch karni paray gee ;) Share this post Link to post Share on other sites
MuskanKhan 0 Posted April 23, 2005 Sanum Ji >> aap kay sawal ka jawab ya ha kay Qadar kho daita ha roz roz ka aana jana :D haan ya baat zaroor ha kay CY ka visit kam hotay hain lakin koshish yahi hote ha kay sub toppic main reply zaroor karoon ya baat 101 % sahi ha kay Guftugu secations main saray toppic aap kay hi post kiea hwea hain...isliya aap ko is sawal kay jawab say bari-o-zima kiya jata ha :P members aakar batain k wo yahan kiya chahtey hein kis tarha k topics hoon k wo participate karain...Main bhi yahi soch rahi thi k yahan es section may debate & descussion jesa koi bhi topic nahi jab k esa hona chaheay Aap bilkul theak kah rahe hain sanum ...lakin members batain tu sahi kay woh kia cahtay hain :( farz karain agar hum nay toppic post bhi kar diya tu is baat ki kiya garanti ha kay members reply karain gay as a debater best debater tu nahi haan achi kah saktay hain ...aur last debate 1998 main kee thi :D wasay main soch rahi hoon k ek topic post karain jis ka title ho aao gupshap karain phir dekhain kiya result rehta hay Aahan good idea ...jalde karain toppic post :) Share this post Link to post Share on other sites
sanum 0 Posted April 24, 2005 Muskan>>> manay bohat kuch kehna hay yahan :( kiya new thread start karoon ya kiya Share this post Link to post Share on other sites
raiha 0 Posted April 24, 2005 Raiha>>Sweeto sometimes hum kuch soch rahay hotay hain or actual kuch or hota hai ..jis tarah k last few days sai ..i was ill so i didn't come online. AAMAN_EMAN >>> well abb to app theek hain na?? ;) Raiha>>> aap regular reh k bhi regular kyun nahi kafi days say koi reply he nazar nahi aata esa Kyun Miss SANUM>> Woh is liye kay abb dil hi nahin karta.Saab kuch boring hoo gaya hai abb.Yahan hardly koi hoota hai. Raiha >> kyun aap kia CY members main say nahi ho jo aap say ya sawal nahi kiya hoga kidoo kia aap kay bhi papers horahya hain jo ho .... lagta ha logon ki masroofiyat pay bhi reserch karni paray gee Miss MuskanKhan>>>Meray papers nahin hain .Na hi main masroof hoo bass CY kay members pay bohat goosa hai mujhay. Share this post Link to post Share on other sites
MuskanKhan 0 Posted April 25, 2005 sanum >> wow .... aap nay jo kuch kahna ha zara clearly kahaiea :P aur zara jaldee say apnay points batain... sub ko bhi ha jaisi aap ki marzi :) aakhir aap princess of guftugu hain :) Raiha >> Relax dear :P yahan sub ko aik dosray pay hi ghussa ata rehta ha ;)Aisa kyun ?? Share this post Link to post Share on other sites
mein_hoon_na 0 Posted April 25, 2005 AAMAN_EMAN >>> well abb to app theek hain na?? ;) Miss SANUM>> Woh is liye kay abb dil hi nahin karta.Saab kuch boring hoo gaya hai abb.Yahan hardly koi hoota hai. Miss MuskanKhan>>>Meray papers nahin hain .Na hi main masroof hoo bass CY kay members pay bohat goosa hai mujhay. mujh per gussa nahi ho na kiddo mein to roz baat kerta hoon Share this post Link to post Share on other sites
Aaman_Eman 0 Posted April 25, 2005 esa kyun kaha Aaman wasay kuch acha tu nahi sekha hoga I think so sanum>>ager main ye kahoon k accha bolna dear Sanum sai sekha hai tou aap kiya kahein gain?? really cy per aap kai replies or posts sai main nai buht kuch sekha hai or main acchi cheezein he adopt kerti hon :) Raiha>>Jee caring and sweet Raiha main ab theek hon..or aap bore kion ho gai hain :( or aap nai reply kerna be buht he kam ker deya hai..eisa kion hai dear?? hum tu ya kahtay hain kay saray kam choorain aur CY main replys kartay nazar aaian Muskaan>> Oo hassti muskarati Muskaan aap ke ye baat meri mama nai per li na tou onno nai Pc kai sath sath mujay be ghar sai out ker daina hai :P main pori kooshish kerti hon k her topic ko dekh sakoon lakin kiyaa karoon..time he nahi milta :( aik tou MashAllah sai etnay saray topics aik sath main start ho jatay hain or phir samajh nahi aata k kahan kiya kahoon..or dil rakhnay ka buht buht shukeriyaa :) Share this post Link to post Share on other sites
raiha 0 Posted April 25, 2005 Raiha >> Relax dear yahan sub ko aik dosray pay hi ghussa ata rehta ha ;)Aisa kyun ?? well mujhay kya pata?? :( Raiha>>Jee caring and sweet Raiha main ab theek hon..or aap bore kion ho gai hain or aap nai reply kerna be buht he kam ker deya hai..eisa kion hai dear?? well bore to hoon gi na jab yahan koi hooga hi nahin.reply karany ko bhi dil nahin karta. :( main ajj ek baat kahoon gi main nai notice kya hai kuch .yeh saab signatures kay masaly kay baat hi how ahai koi manay yeh na manay.leekan os sa ypehlain saab kuch theek tha.mujhay lagta hai loog abhi bhi kafa hain. :( Share this post Link to post Share on other sites
raiha 0 Posted April 25, 2005 mujh per gussa nahi ho na kiddo mein to roz baat kerta hoon app pay to saab say ziada hai :P :( app to yahan say giyab hootain hain. Share this post Link to post Share on other sites
mein_hoon_na 0 Posted April 27, 2005 app pay to saab say ziada hai :P :( app to yahan say giyab hootain hain. achi baat hai kiddo gussa hona Share this post Link to post Share on other sites
raiha 0 Posted April 28, 2005 achi baat hai kiddo gussa hona kyun app ko acah lagta hai baysti khana :P Share this post Link to post Share on other sites
sanum 0 Posted April 28, 2005 kyun app ko acah lagta hai baysti khana :P Share this post Link to post Share on other sites
mein_hoon_na 0 Posted May 2, 2005 kyun app ko acah lagta hai baysti khana :P KIDDO BAATOON KO IGNOR KARNA BAYSTI NAHI HOTI Share this post Link to post Share on other sites
sanum 0 Posted May 4, 2005 THANX APPI esa kyun kaha kis baat ka tanx hay wasay Share this post Link to post Share on other sites