naheed umer baloch 0 Posted April 29, 2005 mun akk mundir hay mundir meiN akk morat hay mun mundir ki morat meiN diyotayoN jesa roop hay jub bhi koyi nazar ass roop se takrati hay to nazar be-sakhta hi ahtraman jhok jati hay aur hum khod ba-khod mun mundir meiN basi morat ki parastish kerney ligtey hay aur her sham mun mundir meiN deep jala ker poja meiN kho jate heiN aur khabi khabi poja meiN kho ker hum khod sey bhi be-ganey ho jate heiN (Naheed umer Baloch) Share this post Link to post Share on other sites