Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Sign in to follow this  
caratamity

What Is A Religion?

Recommended Posts

What is a Religion ?

Do we need it Really? Is there any God ?

Don't you think all Riligions teach the same thing"Ikhlaq"?

What do you think if Ikhlaq is the basis of all religions then why do we preach religion and why not just "ikhlaq" ?

--------------------

Share this post


Link to post
Share on other sites
Do we need it Really?

Yah...hamain SAHEE MAZHB ki buhat zaroorat hain kiukey isi par AKHRAT main NIJAT hain

Is there any God ?

Aap ko nahi lagta ke is Kainat ko aik ALLAH ne takhleeq kia hian???

Don't you think all Riligions teach the same thing"Ikhlaq"?

NOOOOOO ...Aap ko lagta hian ISlam ... Hinumat n Christianity aik hi cheez ikhlaq ki dawat detey hain ?

Do u know ? Hidous hav more than 75lakhs God

Do u know? Christians belive in 3 Gods

* God

*Jesus Christ

* bibi Maryam

Do u know waht ISLAM says????

ISLAM says There is no God except ALLAH n Muhammad Sallallahu alehey waalehi wasalam is His last Prophet

Aap ko lagta hain ke ye sab aik hi cheez ki dawat de rahain hain????

Aap ne Ikhlaq ki baat ki na.. tu

aik chotii se Example :

Christians main hian

"There is every thing fair iin love and war"

Islam main hain :

"DO every thing Fair in love and war"

ISLAM mazhab e fitrat hain....fitri taqazoon ke een mutabik ...jesa insaan cahata hian wesa hi bilkoooool ...Aurat ko tahafuz...parents rights ..wwagera wagera

Jis Ikhlaq ki ISLAM ki taleeem deta hain wesa Ikhlaq ke kareeb tu Christians kabhii gaey bhi nahi hoon gain.....or hindous t uwesey hi Zaat paat par larne wali koom hain ..

BARHAMAN , SHODAR etc etc

pelhey ye loog apne jhagrey tu solve kar lain...BARAHAM ki ghar main agar Shoodar aa jain na tu ..Shodar ki tu kheer nahi awal tu ..or us ke bad ghar ko PAK kia jata hian ..

Jab ke MUSALMAN ke ghar main Kafir bhi aa jain tu kahi nahi likha ke ghar doo ..Ghar ko pak karoo ...

What do you think if Ikhlaq is the basis of all religions then why do we preach religion and why not just "ikhlaq" ?

Ikhlaq is not the basic of all riligions ....upper bataya hain sab ka way different hain ..ISLAM "Tuheed" ko value karta hian ...us ke bad "Ikhlaq" ko

...........

Share this post


Link to post
Share on other sites

Do we need it Really? Is there any God ?

duniya main koi cheez aisee nahi jis ka banani wala koi na ho to itne bare duniya khud ba khud kaisai bun saktee hay ..Allah subhan Talal to her jagha mojodd hain sirf us ki marfat chaeye

jub bhi insn koi cheez banata hay us kay sath ik book hote hay jis main us ka sara systum or istymal kay tareeqay batata hay .

Mazhab inasan ko zindge guzranay ka tareea batata hay kay hum ko kia terha sub kuch kerna hay

Don't you think all Riligions teach the same thing"Ikhlaq"?

Ikhlaq hansnay muskurnay ka nam nahi hay

jo mazhab insan ko apnay Khuda ki itne naimtoon kay bajood us ki ibadat us ka shuker na sikha saka woh kon sa ikhlaq sikha raha hay

apnay khlaiq ki nafermane kerna kon sa ikhlaq hay ... Ikhlaq ki alif bay bhi nahi hay Islam kay ilawa kisi mazhab main

t do you think if Ikhlaq is the basis of all religions then why do we preach religion and why not just "ikhlaq

Ikhlaq ka concept sirf islam main hay or kisi religion main hai hee nahi to ager app ikhlaq ko folow kerna bhi chahain to Islam ko folow kerna peray ga

kion kay yeh jo Ikhlaq hay is kay baray main insano ko ilm kis nay diya hay zahr hay islam nay to phir Sahe or asal kia hoa jis nay sikhya yanee Allah ka deen barhaq islam

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
Sign in to follow this  

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.