-
Content count
11 -
Joined
-
Last visited
Single Status Update
-
Ab or kis subha se main aas lagaon Jab shaam tak b usko main yaad na aun Wo kho gya hai shayed apni rafaqaton main Ab barishon k moasum main yaad kya dilaon Tarpa nahi hai ab tak wo kisi ki judaiyon main Main apne aansoou ko faryaad kyun banaon Charcha abhi nahi hai ruswaiyon ka meri Darta hon kal jahan main ruswa ho na jaon Kehta raha hon usko mera sath sath chalna Wo agay nikal gaya hai main kahin bichar na jaon