Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar

Aryaan

Members
  • Content count

    341
  • Joined

  • Last visited

Everything posted by Aryaan

  1. Aryaan

    Aryaan's Collection...

    Bohat shukriya Majid...:)
  2. Bohat khoob Emira...Thanx for sharing.. :)
  3. Aryaan

    Aryaan's Collection...

    Thanks Emira...:)
  4. Mujh ko apna kaha kare koyi Sath mere chala kare koyi Kitnon se hi bhala kiya main ne Kaash mujh se bhala kare koyi Logon ke dukh tau sunta hoon akser Mere dukh bhi suna kare koyi Koyi tau ho gilah karoon jis se Aur mujh se gilah kare koyi Kitne zaalim hain yeh jahaan waale Kis ke dukh ki dawa kare koyi Garr main ro doon tau phir mere gham Sath hi ro diya kare koyi Jis ko main apna keh sakun Aryaan Kaash aisa huwa kare koyi
  5. Aryaan

    Mujhko Apna Kaha Kare Koyi...

    Thank you Laraib... :)
  6. Aryaan

    Mujhko Apna Kaha Kare Koyi...

    Thanx Raiha...:)
  7. Aryaan

    Mujhko Apna Kaha Kare Koyi...

    Bohat shukriya Emria...
  8. Aryaan

    *~~tum Kya Jaano~~*

    Good One Emira...
  9. Aryaan

    Mujhko Apna Kaha Kare Koyi...

    Thanx a lotttt Perfectionist...
  10. Aryaan

    Kisi Nazar Ko Tera Intezar Aaj Bhi Hay

    Good One Perfectionist....keep sharing..
  11. Aryaan

    Zindagi Aye Zindagi

    Bohat khoob Junaid...Thanx for shring!
  12. Aryaan

    Main Samander Hoon...

    Thanx a lot Emira, Junaidrauf & vertosis_ather...
  13. Aryaan

    Main Samander Hoon...

    Harr kisi ki haan mein haan karta nahi hoon Iss liye main aadmi acha nahi hoon Log mujh se iss liye katne lage hain Tay-shuda raston pe main chalta nahi hoon Mujh mein utro, pyaar ke moti uthaa lo Main samander hoon, magar gehra nahi hoon Kaash kuch deewaangi paida ho uss mein Aur woh sun le jo main kehta nahi hoon..
  14. Aryaan

    Main Samander Hoon-

    Harr kisi ki haan mein haan karta nahi hoon Isliye main aadmi acha nahi hoon Log mujh se isliye katne lage hain. Tay-shuda raston pe main chalta nahi hoon Mujh mein utro, pyaar ke moti uthaa lo Main samander hoon, magar gehra nahi hoon Kaash kuch deewaangi paida ho uss mein Aur woh sun le jo main, kehta nahi hoon..
×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.